trading sy tang ho jana
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    trading sy tang ho jana
    Bohat sy log hoti ha wo tang ho jati ha trading sy profit na milny ki waje sy unke ly suggestion konsi ha apke sb members sy sawal ha unko kia karna chahaye mehnat k bad bhi loss main jati ha
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Apki bat bilkul thek hai k jab musalsal loss ho raha ho to insan tang aa jata hai. To aesi surat men disheart nahin hina chahye balky kuch din k lye trade ko chor dain aur sirf posting aur knowledge per focus karen. Youtube per search kar k forex ka basic knowledge hasil karen aur phir fresh ho kar trade start karen
    • #3 Collapse

      my friend un k leay yahi suggestion hai k wo forex ko siekh k aein our jab bhe real account main trading start kernay lagain to us time un ko khud pay confidence hoon ja k wo dosaroun k signal pay dependent ho jeain to pher wo kabhe bhe forex market say acha profit earn nahe kr pain gay dosto forex main humean mehnat kerna ho ge pher he humean kamyaabi milay gee
      • #4 Collapse

        Bhai jab aap apni trades kay lye mehnat nahin karo gay uss kay lye analysis nahin karo gay news ko follow nahin karo gay tou aap ko trade mein loss hi ho ga jis ki wajah sae aap teading sae tang aajatay hain kyun kay aap ko koi reward nahin milta aur aap trading chor detay hain aisa na karain aur pahele iss ko seekhain phir kaam karain
        • #5 Collapse

          Jo log trading main loss ko face krte hain and certain point pe aake wo ye sochte hain ke ab unko quit krne chaye to ye main ek negative point hai aap directly to professional ya experienced trader nahi ban sakte ho at least you should give some time to trading bhale aap ko starting main loss hi kyun na ho aap proper way trading ko learn krte raho until aap ke pas skills and experience gain hojaye tab tak aap quit krne ki kabhi bhi na soche demo account ko mostly sue main rakhen jab bhi koi loss ho to us reason ko point out kro and us pe seekho.
          • #6 Collapse

            Gee haan forex mein aisay bahut sae log hain jo trading sae tang hain kyun kay woh market mein mehnat nahin kartay aur loss pae loss kartay hain apni ghaltioun sae bhi seekhnay ki koshish nahin kartay bas unn kay zahen mein hota hai kay kisi tarah unhain profit ho jaye
            • #7 Collapse

              yaar trading se tang nahi ho jana chaiye agr insan ko ek dafa profit nahi milta to wo next trade ki tayari kare aur koshish kare ke trade se apna dil aur dimagh dono lagae
              • #8 Collapse

                Ager hamy loss pe loss ho raha hai to hamy chahye k hum apni strategy tabdeel kary aur apna experience uss tarf tabdeel kary tabhi hum lose se bach sakty hai ager koi member trading karty tang agay hai issy ye soch ker agay barhna ho ga ke ye aik online business hai aur uss lose profit her kisse ko hota hai
                • #9 Collapse

                  Dear uske lye apko work aur hard work karna hoga apne apko itni study kro itni mehnat karo k ap ek ache trador ban sako har method pe study karo aur demo karo us se apko andaza hoga ak ap ne kitni mehnat ki aur kitna khuch sekha apne aur start main real account to trade bilkul b na karen us se los ki soorat main mayoosi hoti hai aur dil nahi krta qk aap los kr kr thak chuke hote hain
                  • #10 Collapse

                    Thanks all guys for good response and good ideas
                    • #11 Collapse

                      Jo log forex main loss ki vja say tang a jatay hain us k leay mera mashwra ha k trading ko good bye krnay ki bjaye apni mistakes pay nazar e saani krain forex main loss ki vja say chor dena koo aqal mandi nai ha me nay forex jb start ki to 2 dfa real investment kr k loss hua lekin himat nai hari aur apni ghaltion ko note kr k in ko door krnay ki koshish ki aur aj profit earn kr raha hun so mera un logo lo mashwra ha k trading ko zeekh k dobara start krain.
                      • #12 Collapse

                        Han aisa hota hey kuch member forex trading se jeld hi okta jaty hain aor trading ko chor dety hain halankeh jeb unko forex ka experience hony lagta hey to woh is se dilberdashta ho jaty hain. Forex trading main any ka maqsad profit earn krena hey. Profit key liey kuch time lagana perta hy.
                        • #13 Collapse

                          forex mai trading karny sy hum tang nahi hoty hum jab is mai kam karty hain to hamy acha bonus milta hain or hum apne zarorto ko asane sy pura karty hain hum is mai live or sada urdu mai trade karty hain hum is mai part time be kam kar sakty hain or full time be kam kar sakty hain yai kabe be band na hony wala acha business hain
                          • #14 Collapse

                            forex mai hum tang nahi hoty hum is mai live or sada urdu mai trade karty hain or hamy is ka bonus milta hain or hum apne zarorto ko asane sy pura kar sakty hain hum is mai part time be kam kar sakty hain or full time be kam kar sakty hain forex aik international or kabe be baand na hony wala business hain yai students or house wife's ky liye bohat ache job hain
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Mery bhai ager boht se traders mehnat krty hein aur unko loss ho jata hai tu yeh tu business ka hissa hai ager loss un k naseeb mein hai tu zaror hoga,behter yeh hai kisi expert se signal lety rahein.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X