Learning k liye kiya zaroori hai
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Learning k liye kiya zaroori hai
    Dear friends
    Forex trading ko learn kerny k liye market mein books to mojood hain. Lakin kafi mehngi hony ki wajah se kafi members ki aproach se bahir hain.
    Internet per ko c wapsite achi hai learning k liye?
    Thanks.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Forex forum ya trading main learning k ly yeh zaruri hai k aik to ap ko achi tarha sy wakif hon k Pakistan forex kya hai aur is k kya rules regulations hain jb ap ko yeh sb chezen samj aa jayen ge to phir aap kaam start kar dain gay aur ap apny question karyen gay aur members ap ko answers karyen gay is sy ap ka knowledge bi improve ho ga aur sath sath ap ka expiernce bi bary ga is ly jb tak ap kaam karty rahyen hay ap sekhen gay
    • #3 Collapse

      bhai pak instaforex learning k liye best hai ap is main bht kch gain kr sakte hain bht kam time main apka determine hona zarori hai bs baki ap youtube se tetorial ki videos dakhen apko sb smj ajaye gi jese jese apka experience barhe ga pko trade asan lagne lage gi.bs ap hard work krte rahen Allah apko sila dy ga zaror apki mehnat ka.
      • #4 Collapse

        g leran k liy books net sy b mil jati hn or bht c webcites hn jo acha leraing mwad dti hn or youtube pr b bht sy chanell hn jo sikhaty hn whan sy help li ja skti hy forex trading ka knowldge jhan sy b mily hasil krna chahy aj kl bht sy traders sikhaty b hn un sy b help li ja skti hy
        • #5 Collapse

          dear har kisi ka apna apnalearn karnay ka hisaab hota hay mairay khayal say hamain aisi baaton pay amal nai karna chaye q k jo net pay books hain wo bahut he old ho chukki hain ab markeet ka trend aafi change ho chukka hay hay hamain kisi achay say teacher ko fee pay karnay k baad us say forex ka propper knowledge hasil karna chaye is main hamari behti hay aur yeh tareeka sab say best hay.
          • #6 Collapse

            Learning ke lye zrori hai ke apka practice apki mehnat apka luck ager aap mehnat ni karo ge to aap kabhi bhi aik achi learning ni kar pao ge aik acha trader banny ke lye apki mehnat aik aham role ada karti hai
            • #7 Collapse

              Re: Learning k liye kiya zaroori hai

              forex mai learning ke bohat ahmeyat hain hamy demo account mai daily practice karne chahey is mai kam karny sy hamry knowledge or experience mai azafa hota hain hum internet py babypips pt be learning hasial kar sakty hain hum apny seniors ke tips ko follow kar ky be kamyab ho sakty hain yai aik real business hain
              • #8 Collapse

                Re: Learning k liye kiya zaroori hai

                Leen krny k liya earn krna bhot zeada zarori hota hy ham konlern krna chiya us k liya hamy taime dyna chiya lernn ham kahi sy bhi kr sgty hy bhot zeada jaga hoti hy lern krny ki jaga sy hamy asani sy free my lerning ho jati hy udr sy hamy lern kry jaga sy b mily lerning our ho lwrning ho us or ham paractis kry
                https://www.facebook.com/profile.php...7089435:1f341:
                • #9 Collapse

                  Re: Learning k liye kiya zaroori hai

                  g ap ki baatteek hai. market main kafi sari book dekhein hain to trading ky kiye guide kerti hain lakin wo bahut menhgi hain. ap ko youtube per kafi sara mawad mil jaye ga forex ko learn kerny ky liye. ager ap chahty hain ky ap ka experience aur knowledge acha ho to ap demo per practic kerni chahye. us se ap ky expereinc aur knowledge mein bhi izafa ho ga. posts ko read kerny se bhi knowledge mein izafa ho ga.
                  • #10 Collapse

                    Re: Learning k liye kiya zaroori hai

                    Learning k liye bhut se tariqy hain ap ky pass ap sirf agar dil se learn krna chahty hain to koi rukawat ap k rsty me nahi aa skti .byshak bht si books market ki learning k lye mojud hain lekin wo bhut mehngi hain. Is ka hall ye hai k ap ko online books bhi mil jati hain or ap videos se bhi easily learning kr akty hn jo k sites pr mojud hain. Professional trainers mojud hain.
                    • #11 Collapse

                      Re: Learning k liye kiya zaroori hai

                      Forex ko learning kay liye zarori hay kay pehlay forex ki basic chezon kay abray main seekha jaye aur jab forex ki basic cheezon ka pata chal jaye to us ko demo account per check ker kay practice bhi ki jaye aur jab basic cheezon ka achi trah say pata chal jaye to phir advance cheezon ko seekha jaye aur un ko demo per practice kia jaye.
                      • #12 Collapse

                        Re: Learning k liye kiya zaroori hai

                        g haan bhai jaan ap ne thek hi kaha hai ke learning ke liy kaya as main ham agar reaning kare gee tu hm ko hi fyada ho ga aggar ham as main kam lreaning kare gee tu hamra bonus kam aye ga aor ham zyada kare gee tu hamra bonus zyada aey gaa as main ham ko zyada hii mihnat karny chaiy hai
                        • #13 Collapse

                          Re: Learning k liye kiya zaroori hai

                          yse sir forex trading main lreaing kee liy hamre pass as main knowledgte ka hona bohat hi zarory hai as main ham ko chahiy hai kee ham as main lreaning kar aor as main ham tu hi earning kar skae ge forex trading main ham ko chahiy kee ham as main ache se kam kare aor acha bonsu hasil kare
                          • #14 Collapse

                            Re: Learning k liye kiya zaroori hai

                            ji han learning zarori hai naji tu ap ko nahi pata chalay ga k kia or kaisy karna ha ap ko jab learning hogi idea ho ga k kis tarha es business ko deal karna hai
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Learning k liye kiya zaroori hai

                              forex ke lye books han but aj kal time and pasa kse ke pass nahi hye as leye hum ko chahye ke ytube se help le sakte han bohat sare web sites han js se hum forex ke knowladge le sakte han agr hum ne apne mind ko as bat pr agree kr leya hye ke hum ne forex sekhne haye to koyi waja nahi ke hum as ko na sekeh sakan as lye hum apne fourm pr bhe acha sekh sakte han yahan pr bohat big big traders han kse bat ke agr hum ko samj nahi ate hye to hum post laga sakte han as lye hum ko chahye ke as me apne zayda se zayda mehant jare rakhan as se hum achi trader ban sakte han

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X