Multi pairs per practice
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Multi pairs per practice
    Forex trading mein kuch log mukhtalif pairs per practice ky liye demo per practice kerty hain. Ager hum kisi bhi 1 ya 2 pairs per practice kerni chaye.
    Ta k hum un pairs mein expert ban jain. Ager ziyada per practice kerty hain to hum expert nai bau sakty.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    G brother hamen aik se ziada pairs pe practice krni chajcha ta k agar aik pair men hamen trade nhi milti hai to ham second pair pe hi trade le len
    Isliye hamen chahiye k hamen khoob practice krni chahiye jab ham achi tarah se practice kren ge then ham bahot hi acha experience bna paen ge isliye hamen jitna behtar ho sake hamen practice krni chahiye ta k ham achi trade le saken
    • #3 Collapse

      Dear hamain forex trading main multi currency pairs per agar trade karna hai or ham chatay hain kay jab bhi trading karain hamain apnay insta forex bonus account per trading kartay hain to har waqat acha profit hasil ho.
      To aap ko pata hona chiay kay forex trading main hamain patience ka muzahira karna chiay or secondly hamain chiay kay ham jab bhi trading karain pelay apnay Annaylis karain or diffrent currency pairs per jab ham trading kartay hain.
      To aap ko pata hona chiay kay forex trading main hamain patience ka muzahira karna chiay or aap ko pata hona chiay kay forex trading main jab bhi ham different strategies per different pair per trading karni chiay.
      Is laiay hamain chiay kay ham different kisam kay pairs per trading karain.
      Or hamain chiay kay ham jab bhi trading karain pelay apnay Annaylis karain.
      • #4 Collapse

        Demo account me practice me multi pairs me trading expernice hasil karny ki koshish karni chaye, ham trading key ley best pair ko demo account me hi find kar sakty hey, real account me kabi be multi pairs me trading ki koshish nahi karni chaye, es ki practice demo account me hi karni chaye.
        • #5 Collapse

          Mostly log jo hain wo sirf usd/eur pe hi trade krte hain lekin unko baaki pairs ka koi experience nahi hota hai and wo samjhte hain ke bs sirf usd and eur pe hi acha profit milta hai and bs lekin aur bhi currency pairs hain jo un pe bhi trade ki ja sakti hai aakhir jab pairs category main hain to unka bhi koi acha usage hoga tab hi dia gaya hai unko and hum logo ko chaye directly but indirectly hum demo account main other pairs ki practice kren unko check karen ke kia un se hum ko achi help milti hai trading krne main as compare usd and eur ke.
          • #6 Collapse

            Jab koe newbies ya aam trader demo par practice kar raha hota hai to us ko chahiye kay sab pairs par practice karny ki bjay 1 ya 2 pairs chose kar lay aur usi par practice kary jab wo un pairs ka expert ho jay ga us kay liye trading asan ho jay gi theb wo real par unhi pairs par trading kar kay achi earning kar saky ga.
            • #7 Collapse

              jab koi new member yanh aa kay first time kam kar raha huta hi as ko caheya kay sab say pahly aa kay form ka rules ko pahry as sya as ko bhut fida hu ga as kay bad as ko caheya kay kam az kam 2 sa 3 pair la as ka bary ma achy sa knowledge hasil kary as kay bary ma google par serch kary yanh demo account par parectice kary
              • #8 Collapse

                Well yeh to har kisi ka apna apna mind ha meray khayal men hmain multi pairs pay practice krnay ki bjaye aik ya 2 pairs pay practice krni chaheay ta k hum usi men experience hasil krain aur usi k expert bnain ta k real men jb trading krain to hmari trading successful rahay lehaza me to multi pair k haq men nai hun.
                • #9 Collapse

                  aik hi chez par focus karny sy knowledge main jaldi izafa hota hai aue hum us chez k bary main jaldi samjhty hai isi liye humy zyada nahi aik ya 2 pairs par hi practice karni chaye ta k in k bary main achy sy jaan saky. thanks to aal
                  Click On Name And Visit My Journal
                  Naseer953 Trading Journal
                  • #10 Collapse

                    Re: Multi pairs per practice

                    forex mai hum multi pairs py trading kar sakty hain hamty rozana demo account mai practice karne chahey is mai kam karny sy hamry knowledge or experience mai azafa hota hain is mai trading ky bad jab hum real account mai kam karty hain to hum kamyab ho jaty hain hum is mai apne marze sy time table bana kar kam kaer sakty hain
                    • #11 Collapse

                      Re: Multi pairs per practice

                      forex mai hum multi pairs py practice kar sakty hain forex aik asa business hain jo hamy learning ky sat earning be deta hain agar hum is mai tukky laga kar kam kary gy to hamy loss ho jy ga forex aik online business hain is mai hum investment be kar sakty hain hum is mai live or sada urdu mai trading be kar sakty hain
                      • #12 Collapse

                        Re: Multi pairs per practice

                        forex mai kise be pair ke practice lene ho hamy demo account mai rozana kam karna chahey pher he hum ache learning hasial kar saky gy forex aik online business hain is mai usa or china jasy bary bary mumalk sahmil hain yai pakistan mai legal ban cuka hain forex aik real or kabe be band na hony wala business hain
                        • #13 Collapse

                          Re: Multi pairs per practice

                          forex mai hum agar kise pair py kam karna chatey hain to hamy is ky demo account mai practice karne chahey forex aik online business hain hum is mai investment be kar sakty hain hum is mai live or sada urdu mai trading be kar sakty hain hum is mai part time be kam kar sakty hain hum is mai full time be kam kar sakty hain
                          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                          • #14 Collapse

                            Re: Multi pairs per practice

                            agar hum differnet pairs par trading karen gay to eska humay eh faida hota hay humay cahhiye keh aik say ziada pairs par trade karen kyun keh har time aik he pair par trade nahi mil rahi hoti humay chahiye keh sab pairs ka analysis karen es trha he humari trade ziada achi ho sakti hay ziada chances lay sakty hay hum market main trade karnay kay

                            اب آن لائن

                            Working...
                            X