Jaiza: CryptoCurrency vs Traditional Currencies.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Jaiza: CryptoCurrency vs Traditional Currencies.
    Cryptocurrency aur traditional currency mein basic farq ye hota ha kay cryptocurrency decentralized, encrypted currency hoti ha, jis ko koi bank ya country control nahi karti, jab kay traditional currencies ko countries ya banks control kartay hain. Cryptocurrency ki madad se wo tamam kam sar anjam diye ja saktay hain jo traditional currencies kar saktay hain like goods/services khareedna, trading ya investment karna, savings etc. Kuch popular cryptocurrencies mein Bitcoin, Ethereum, Litecoin, Ripple​ shamil hain.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Dear jaha tak mujhy crypto currency k bary mai pata hai ais mai ap k pass jo currency hoti hai ais ka koi center bank ni hota hai aor ye online use hoti hai zayda tar aor ais ka owner ais ko manage kar raha hota hai aor jab ye currecny banai jati hai to ais ki quantity aik banaa li jati hai aor aus k baad ye ni bani jati ta k ais ki value up ho jaye kun k jo log phly ais ko le lety hai baad mai aun ko ais mai faida hota hai magar aj kal ye currency forex market mai add ho gai hai aor ais mai kafi zayda log hai jo ais mai kaam kar rahy hai ais mai ye hai k market acha khasa move karti hai aor bandon ko kafi zayda faida dy jati hai thory se time mai agar ap ne ais mai kaam karna hai to ais k bary mai study kar k trade kary ta k ap ko ais mai faida hi ho.
    • #3 Collapse

      dear trading members as you know better ky ajkal cryptographic currency exchange truble ma hai all crypto currencies bahot ye down ward strong affect ho raha hai aor sub ki sub oy bahot pressure hai keun ky koi bhi bank is ko promote nhi kr raha hai na he koi isko facilitate kr raha hai keun ky yeh aik black money ky otr py ajna jata hai aor yeh criminal act ma.use hota hai isky elawa yeh currency physically to majood nhi hai is sy hard currency ko bahot khtra hai is leay apko trading ma.crypto currency ko avoid krna chye aor aoko hard currency jo mojood hai uski online trading krni chye apko maloom hai ky oairs ma currency trade horti hai aor isky analysis ka bhi apko maloom hai yeh apko is leay krni chye keun ky yeh bahot safe hai is ko har country ki currency ko combined pair bnaya gia hai aor physically is ki mojoodgi bhi apky ilm hoti hai lehaza crypto flap ho chuki hai ab
      • #4 Collapse

        Dear main us barey main itna zeada knowledge nahe rakhta hoon but jo hai wo app k sath share kerta hoon humean yahan apni trading k lehaz say souchna chahy us main ager app mehat kreain gay our ap k pass bonus acha ho to pher he app Crypto main trade karein lekin being a senior trader main app ko yahi mashwara doon ga k app us main normal jo humeri currencies pair hain un main trade krean gay to pher he us main app ko trading understand our learn kerny k sath sath app ko acha profit bhe earn ho ga our her currency chahy wo Pakistan ki hai ya USA ki hai Pound ki hai to us ko us k country ka central bank control ker raha hota hai
        • #5 Collapse

          Re: Jaiza: CryptoCurrency vs Traditional Currencies.

          Agar Hum Log currency Mein trading karte hain toh phir Hum logo ko profit mil sakta hai qk currency Mein Hum logon ko bahut kam hardwork karna hota hai bahut kam Xperia Se Bhi Hum Log currency Mein profit hassil kar sakte hain isliye Hum Logon Ko currency Mein trading Karni chahiye
          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
          • #6 Collapse

            Re: Jaiza: CryptoCurrency vs Traditional Currencies.

            Agar Hum Log gold floral silver Mein trading karte hain toh phir Hum Log Isa kaafi accha profit bana sakte hain isliye Hum Logon Ko gold oil or currency main aur uske sath sath silver maybe trading karne chahiye Phir Hum Log acche profit bana sakte hain aur hum logo ko kamyabi milti hai
            Removed by Moderator.

            اب آن لائن

            Working...
            X