Luck per depend kabhe bhe na kren
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Luck per depend kabhe bhe na kren
    dear members aksar new comers forex ko as a gambling samjte hain or apne luck per depend krte hain ager luck chal jaye tu profit other wise unhain loss ho jata hai essa bilkul bhe nahe hai forex ek real business hai jis mian luck se ziyadeh knowledge ko ehmiyat di jaye jitna acha knowledge hoga ap utna he acha profit earn kr paye gyen hamesha apne knowledge per trust kren then ap profit earn kr paye gyen
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Bahi bat ap ki teahk hai laken luck bi depend krti hai agr ap lucky hain tu ap ko kafi accha chances mailain gain or agr ap ki luck acchi nahi hai tu ap ko experience or accha trader hota huwa bi nuksan ka samna krna pahra ga is lia mai luck pr depend krta hon laken sath sath mahnat bi krni chaya ya nahi ka bina mahnat ka ap luck azmata rahin kuch tu mahnat krna pahra gi mai ap ki bat ki nafi nahi kr raha har ak ki apni thinking hai koi luck pr bahrosa krta hain or koi nahi krta
    • #3 Collapse

      aap ko asay log bhi nazar atay hongay jo kehtay hongay luck azmatay hain agya profit tou theek warna nahi ye cheez ghalat hay hamesha best
      analysis kay saath trae karain trust karain analysis pe luck pe trading nahi hoti jo trend pe depend kartay hain
      wo loss uthaatay hain luck ka koi role nahi forex mei..
      • #4 Collapse

        G Dear ye unka ghalt tasur hai ye koi game nahi hai balke business hai aur is main bahut mehnat aur hard work ki zarort hoti hai technical anylis ki zarort hoti hai market k trend k hisaab se sahi trade lagana aur bahut si skills ki zarort hoti hai is main agar jis ne b luck pe depended trading ki to uska account gurented wash ho jaiga
        • #5 Collapse

          G dear apne perfect kaha hai yr koi game nai hai ya koi jowa nai hai ye ek knowledge full platform hai with out knowledge ur preparing k bina hamy trading nai karni chahiya
          • #6 Collapse

            Ap ny bilkul theak baat ke hai bhai.yahan knowledge aur experince ke bht ehmiyatbhai.us k bagair yahan par kam karna bilkul bewaqoofi hai.sirf luck par depend kr k ye business nahi kia ja sakta.isko real business samjh kar serious tareeky sy kam karna he behtar hai,isi surat mai hum profit hasil kar sakty hain.
            • #7 Collapse

              Dear forex trading may luck sirf un logo ko faida detha hay Jo ziada depend apne experience our knowledge par karthay hay tajruba maar members ko time frame ka patha hotha hay ka konse cheez par trade Karne chaheay is liay would members luck par nahee balke apne experience par kamyaab rehtay hay
              • #8 Collapse

                G bikul theak kha ap ny forex me trading k liye hamary pas es ka knowledge or experience hona buhat he zarori he or agr ham knowledge or experience k baghir trading kary or Sab kuch luck pay chor dy to phir ap kabi b successful nahi ho sakty or hame luck pay kabi b nahi barosa nahi karna chahiye forex ka knowledge or experience lay kar trading karni chahiye
                • #9 Collapse

                  jaha tak luck ka masla ha to vo trading ma ak aadh bar to ap ko profit dy skta ha lakin us pa mukammal depend karna pagal pan ha forex trading ma experince analysis and practice ka sub sa zyada aham role ha agar hum na kamyab hona ha to analysis kr k trading kary tab kamyabi ko mumkin bnaya ja skta ha
                  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                  • #10 Collapse

                    Dear ap ki bat sy fully mtafiq hon aksar traders knowledge aor experience k baghair trading start kar dety hain jis sy un ko loss hota hay loss to har trader ko hota hay forex mein laikin without knowledge aor experience k main suggest karon ga k kabhe bhe trading start nai karni chahiye.... Knowledge hasil kar k demo py practice start karni chahiye agar ap ki demo py practice achi ho gi to real py bhe ap acha profit hasil kar sakty hain without knowledge hamen trading start nai karni chahiye us sy hamen traders ko start mein hi zyada loss ho jata hay jis sy traders depression ka shikar ho jaty hain aor depression ki waja sy bad mein achi traha na to knowledge hasil kar sakty hain aor na hi axhi traha trading kar sakty hain is liye best yehi hay trading start karny sy pehly hi hamen acha experience aor knowledge hasil kar lena chahiye

                    اب آن لائن

                    Working...
                    X