Ksi pair ko long or short kio bola jata hy?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Ksi pair ko long or short kio bola jata hy?
    long

    agr apny koi jora khridna hy to yani base curency khridni hy to is ko bey ya long kha jata hy.

    short

    agr koi pair jora bchna ho to yani base curency bchni hy to isy sell ya short khty hn.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Dear friends, yah bat jantay hain saray traders k jab ap kisi pair ko buy kartay ho to us ki jo basic currency hoti hay woh buy hoti hay aur dosri automatic sell hoti hay....esi tarah jab ap kisi pair ko sell kartay ho to basic currency sell hoti hay aur dosri currency automatic buy ho jati hay.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #3 Collapse

      bhai forex trading main jitny bhi paors hoty hain os main har pair main do cureency hoti hain jis main aik base curerency hoti hai jis ko hum base bna kar trading karti hai os main jub hum base currency ko buy karty hain tu wo long term hoti hai or jub hum sell karty hain osi base cureency ko tu hum osko short kahty hain

      اب آن لائن

      Working...
      X