Big profit
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Big profit
    Dear friends
    Jab hum aik bary time frame mein ja ker trade lagaty hain to hamein false signals kam milty hain. Aur hamari trade ka trend bhi jaldi change nai hota.
    Is wajah se hum trade se jaldi bahir nahein nekalty aur aik acha profit hasil ker sakty hain.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    G han zeyda profit key ley large chart time frame par depend karna zarori hay long chart frame me market ki long term movement asani se samaji ja sakti hay yahi waja hay key profit limit ko agar increase karna hay to 1 day ya weekly time chart ko hi use karna ho ga jes me false movement kam dekny ko milti hey.
    • #3 Collapse

      Bhai apki baat se main agree kerta hon. Positional trading main profit ka margin ziada hota hey intraday ki nisbat. Ager hum daily ya is se bery time frame main trade lagain to waqi us main trend itni jeldi change nhen hota aor loss key chances kem hoty hain.
      • #4 Collapse

        Big profit apko tab he ho ga jab tak aap market ke pore jankari ni rakho ge aik bhi galtu apko lose ke tarf dhakeel sakti hai profit ke lye apko market ke sath chalna ho ga balky me samjhta ho ke apko market se agay ke sochny ho ge agay market ke movement kia ho ge
        • #5 Collapse

          forex man chota time frame chooti trades k liye rekha jatta ha jis trader k pas capital chota hota ha oc ku zyada dair tuk trade nae open rekhni chahyn or ager equity zyada ha tu lont term trade possible ha.
          • #6 Collapse

            Gee haan brother aap ki baat theek hai baray time frame mein trade kay bahut achay results miltay hain aur iss sae bahut acha profit hota hai aap bhi iss strategy ko agar follow karain gay tou aap ki trades bhi kamyab hoon gi aur acha profit ho ga
            • #7 Collapse

              g haan bhai jaan as forex fourm main big profit hasyl karne kee liy ham ko as forex fourm par bohat hi zyda mihnat karna hoga q k agar ham as pe mihnat nahi karen geetu as main kham ko kam karne ka koi bhi fyda nahi hai aor ham ko as pe bohat hi zyada mihnat karna pare gaa
              • #8 Collapse

                Dear jab b trade open karni ho to pehly market ko ek se zyada time frames men dekhna chahye k market ki movement up jaye gi down. Is tarah jab ap market ko analyse karo gay to phir ap scalping karo ya long time trade apko dono men profit ho ga.
                • #9 Collapse

                  Bilkul bhai tek bat ha ap ki long time frame ma trend ba asani change ni hota es leye long time frame ma trade lgany k baad wait karna buhut zrori ha kion k baz awqat choty time frame signal dhoka dy jaty ha
                  • #10 Collapse

                    Forex market mein bara profit hasil karnay kay lye forex mein apnay knowledge ko improve karain iss mein analysis karna seekhain iss mein apnay experience ko improve karain trading hamesha baray time frame mein karain aur soch samajh ker karain aur kabhi bhi trading mein jaldi na karain
                    • #11 Collapse

                      g haan bhai jaan ham ko forex main bohat hi zyada mihnat karna chahiy hai q k agar ham ko as main big bonus lina hai tu ham ko as main mihnat karna chahiy hai
                      • #12 Collapse

                        اصل پيغام ارسال کردہ از: MOhibahmad پيغام ديکھيے
                        Dear friends
                        Jab hum aik bary time frame mein ja ker trade lagaty hain to hamein false signals kam milty hain. Aur hamari trade ka trend bhi jaldi change nai hota.
                        Is wajah se hum trade se jaldi bahir nahein nekalty aur aik acha profit hasil ker sakty hain.
                        Mere Khayal Mein To big profit bahut risky hota hai Kyunki Hum Jab Jyada profit banane ke try karte hain toh usse loss ke chances we increase ho Jate Hain isliye Hame chahiye ke Jyada profit banane ki try Na Kare aur Saman profit be satisfied Ho Jaye
                        • #13 Collapse

                          g janab ap nay yeh jo oper baat ki hai trend ki tu main ap ko batana chahti hon kai jo baray baray traders hain wo hamesha trend kai mutabiq hi trading kartay hain aur kabhi bhi trend kai against trading nahin kartay because jab market aik trend pakarti hai tu tamam technical aur fundamentals bhi us per asar andaz nahin hotay aur ap aik asan trading say profit earn kar satkay hain.
                          • #14 Collapse

                            اصل پيغام ارسال کردہ از: MOhibahmad پيغام ديکھيے
                            Dear friends
                            Jab hum aik bary time frame mein ja ker trade lagaty hain to hamein false signals kam milty hain. Aur hamari trade ka trend bhi jaldi change nai hota.
                            Is wajah se hum trade se jaldi bahir nahein nekalty aur aik acha profit hasil ker sakty hain.
                            Forex trading site big profit banane ke liye Hame frisky Bada Lena padta hai aur Agar Hum Bhi Bada Rishta Likhenge The Lost Agencies increase ho Jate Hain isliye Hame zedage profit banane ki try nahi karni chahiye aur naahi Jyada risk Lena chahiye is se Hame lost Bhi Jyada hoga
                            FRD 07 TRADING JOURNAL
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              bhai jab time frame hi ziada ho tab trading main is tarha hi hota ha.ager ap cahty hai kay apko profit jald mil jay to ap 1 horn ya phir 30 min wala time frame use karain.long term trading main profit late zaror milta ha.mager jab profit hat main ata ha.to wo kafi acha hota ha.short time trading main profit to milta ha mager wo itna khas nahi hota ha..

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X