Frirst day trading main loss kue hota ha
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Frirst day trading main loss kue hota ha
    apnay akser dekha hoga kay jab new user trading main ata ha.or atay hi is business ko start kerta ha.to usko atay hi is business main loss ho jata ha.is ki kia waja ha is tarha new traders kay sat hi kue hota ha..sab trades apni ray zaror dain..:1f610:
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Bahi bat ya hai ka trading mai ap ko maloom hona chaya ka log trading mai 90 percent loos krta hai is kia newbies ko aksar starting mai loos hi hota hai or is loos ki waja s wo learn bi krta hain ka kiun huwa kasa huwa loos market kasa move ki opposit etc is lia newbies ko darna nahi chaya forex mai loos normal bat hai or sab log ya 90 percent log first time loos hi krta hain
    • #3 Collapse

      Agr hamara bilkol hi firt day ho to us taime is liya ham ko loss hota hy kio k ham ko kuch bhi nai pta hota hy k ham ko khsy kam krna hy our khsy apni trade krni hy is waja sy ham ko phr loss hota hy agr ham dykhty hy k ham ko lerning ho gai hy to phr ham ko loss bhi nai hota hy jb experience ho jata hy to phr loss hona bhi hamara bnd ho jata yy
      https://www.facebook.com/profile.php...7089435:1f341:
      • #4 Collapse

        g bilkul ap ki bat theek hy waqi jo bi new member at ahy us ko lazmi pehly forex mai loss hi hota hy jaha tak mira khiyal hy is ki sab sy bari waja yahi ky hm log is ko pehly bina learn ky hi is market mai in hoty hy tabhi hm logo ko pata hi nahi hota hy ky tarde kaisy lagani hy kis methed ko use kerna hy jis waja sy loss ho jota hy.
        • #5 Collapse

          Mere khayal se agr ap ne aik din b demo account main practice ki hai to ya nahi bhi ki , kisi achay trader se achi trah trading k baray main maloomat Lin hain to zarori nahi k k very first day ap ko loss ho. Agr nahi yaqeen ata to main ap ko apni misaal de sktay hun . main ne apni first trading 5$ se start ki thi aur loss nahi hua. Balkeh main achay se earn kia just on 5$ .
          Mazeed coming days main bhi main achay se aur confidence se earn kr sktay hun. So ye ap ne bilkul ghalt kaha k very first day Sirf loss hota hai.
          • #6 Collapse

            Loss aias ke hota ha k ham forex ko learn ni krte or bgair kae experience k hm invest krte ha lkin hm start me he loss kr bhatate ha koe k ham ne dorex ko bulkal learn ni kia hota ha or na kii hmre pass aias forex ka experienxe hra ha
            • #7 Collapse

              bhai forex trading main jo pahli dafa trading krta hain un ko trading main loss es wjah se hota hai q k aik tu osko dar hota hai or wo apni trading ko achy lnowledge k sath nahi karta hai es liye wo apni trading main loss krwa leta hai es liye hmain chahaye k jo bhi new trador hoty hain un ko chahye k wo apni trading main pahly achi trha proper knowledge ka sath trading karen pahli trade main kbhi loss nahi hoga ayse
              • #8 Collapse

                forex trading business mein new trader ko is liye loss hota hy k new trader ko forex trading business ka knewledge aur experience aur learning kam hoti hy aur new trader greed emotions aur jald bazi mein trading kartay han js se trade galt open hoti hy aur loss ho jata hy agr new trader demo account par practice kar k experience aur knewledge aur learning hasil kar trading karain tu profit earn kar saktay han
                • #9 Collapse

                  first day trade lose hon jana koi bari bat nahi trading ka experience nahi hota shaid is liye lose ho jata hai ya market humara sabr daikh rahi hoti hai ya imtehan le rahi hoti hai ke hum kya karte hai ke lose se ghabra kar galt trades tu nahi laga dete waise first day trading ka bohat maza hota hoga.
                  • #10 Collapse

                    First day ki trading main loss is liye hota hai q keh traders ko bilkul koi experince nhi hota..Forex trader main kamyabi k liye experience bahut zaruri hai.. Jaisy jaisy Forex main experience hota jata hai.hum kamyab hoty jaty hain..is loss sy bachny k liye main new traders ko recommend kron ga keh pehly wo Forex ki basics ko achi tarah learn krain aur demo account per ziayda sy ziyada practice krain...aur jb forex ki basics clear ho jain to phir real account per trading karni chahye..
                    • #11 Collapse

                      Re: Frirst day trading main loss kue hota ha

                      forex mai hum live or sada urdu mai trading be kar sakty hain hum is mai 24 ganty mai sy kese be wakt trading kar sakty hain lakin hamy suro mai loss be hota hain jab hum pne galtiyo py gur karty howe kam karty hain to hum loss sy bach jaty hain or acha bonus earn kar lety hain yai kabe be band na hony wala international business hain
                      • #12 Collapse

                        Re: Frirst day trading main loss kue hota ha

                        dear forex me profit and loss trading ka hisa hn , 1st day aksar loss hota ha iski waja ye hai k hmary pas trading ka knowledge or experince nhi hota lekin jesy jesy ham trading karty jaty hn hmay trading ki buhat sari jankari hasil hoti rehti hai or agr hm sat sat practice demo pe krty jay to ye sony pe suhaga hota ha ,, phr jb ap ka experince or knowledge bhar jta hai ap ka loss stop hojat ahai or ap achi earningkar skty ho
                        • #13 Collapse

                          Re: Frirst day trading main loss kue hota ha

                          اصل پيغام ارسال کردہ از: yasir11223344 پيغام ديکھيے
                          apnay akser dekha hoga kay jab new user trading main ata ha.or atay hi is business ko start kerta ha.to usko atay hi is business main loss ho jata ha.is ki kia waja ha is tarha new traders kay sat hi kue hota ha..sab trades apni ray zaror dain..:1f610:
                          Forex trading bhejo new traders Aate Hai unko trading Karke lastly pata hai lekin Jaise Jaise status ka experience increase Hota Jata Hai unke loss ke chances kam ho Jaate Hain isliye start Main Agar aapko loss photo tension Na Le
                          FRD 07 TRADING JOURNAL
                          • #14 Collapse

                            Re: Frirst day trading main loss kue hota ha

                            jab b koi trader first time trading karta hai to us ko loss hota hai q k us ko market ka pata nahi hota or jab market chutti k baad open hoti hai tab movement tez hoti hai jis waja sy loss hota hai us sy bachna chahaiye apko.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Frirst day trading main loss kue hota ha

                              janab zida ter trader forex main aaty hi jald az jald aameer hona chaty hen aur is ter wo pehly din sy hi isi kosish main rehty hen ky wo zida sy zida profit kamay jis sy wo kam time main acha khasa withdraw niklwa saky aur yehi bewakofi hoti hy aur wo profit ky chaker main apna nuksan ker bethty he

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X