At a time multiple strategies ka use karna
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    At a time multiple strategies ka use karna
    Forex trading me jo traders kesi 1 strategy ko use karny se profit earn karny me kamyab nahi ho paty kia esy traders at a time bahot se strategies use kar sakty hey kia multiple strategies use karna profitable sabit ho sakty hey?
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Maire khayal say tu at a time multiple trading strategies ko real trading Mai use karna behtar nai rehta ha .
    Traders ager dosri strategy b use karna chahty hon tu best yeh hai ke pehly demo account per strategy ko test zaroor karna chaiye .
    Aur phir iss k baad he real Mai jo ziada achi strategy lagay sirf iss ko he use karna chaiye .
    • #3 Collapse

      dear bat yah hai k agir aap ak time man bohat zuada strategy use krna chahy hon to aap ko trade bhi zuada lgani pady gi matlb hir strategy pr aap ak trade lgaty hain to bhi aap ki trade zuada ho jain gi jo bohat risky hota hai agir aap new strategy use krna chahty hain to phly wali ko leave kr din
      • #4 Collapse

        dear strategy galt bi nahi hy ap ko ager koi achi mill bi jati hy tu ap ko use kerni chahaiy per pehly us ko lamzi ap demo per apply ker ly is ka faida yi ho ga ky ap ko ager kabi wo strategy kam nahi kerti hy tu koi masla nahi ho ga p ki practice sy ap ko pata ho ga ky yaha per is ny aisy hi kerna tha or ap ko us time loss sy bi bach sakty hy ise terha ager apko koi mazed best milti yytu ap us ko bi apply ker sakty hy.
        • #5 Collapse

          At a time agr aik strategy ko use kia jay tu is se faida ho ga aur zaida strategy ke use se confusion paida ho jay gi aur sahi smjh nai aye ga ke kon si strategy apna sahi aur kamyabi ke tarf le kar ja rahi hai aur aik ok bat aur ke strategy ko pehle demo account per check zaror karna chaye
          • #6 Collapse

            Agr ham ayk taime my bhit zeada stategy ko use krty y to phr bhot zeada hamy losss. Bhi ho jata hy is kiya ham ko zeada sategy ka use nai krna chiya our ham ko bhot zeada ayk hi stategy pr paractis krni chiya us k bad ham ko baki sategy pr kamm krna chiay taky sahi trha sy ayk pr practis ho jaye
            https://www.facebook.com/profile.php...7089435:1f341:
            • #7 Collapse

              dear frind ak time p multi strategy ko use nahi karna chahiye q k agar ap bohot zyada indicator us karna shorokary to app moshkil m par sakty h is leye jo b strategy us karni ho to pehly demo account pe trfy kary q k agar koi masla os m ho to ap ko pata chall saky or jab ap ko pata chal jay k kam kar raha h to os ko us kary
              • #8 Collapse

                forex k business main aisa karna sab say bari hamakat hay jis say hamain kabhi bhi achi earning nai ho sakti hay hamain aik apni planing banana chaye jis say hamari aik achi strategi banay gi aur hamain us aik aik he plaining say poori mehnat say kaam karna hoga aur ham daikhaingay k tab he hamain earning mumkin ho sakay gi yahi seceret hay forex k business ka.
                • #9 Collapse

                  Dear ye tho ek members ke qabiliarh par depend hay kionka forex trading may agar ek member talented hay tho wo at a time kae trade open Kar sakhta hay lekin har ek par nazar rakhna buhut mushkil kaam hay is k liay buhut experience ke zaroorat hay
                  • #10 Collapse

                    Re: At a time multiple strategies ka use karna

                    forex mai hamy ache learning hasial kar ky best strategy bana kar kam karna chahey hum aik time mai multiple strategy be use kar sakty hain hamy pahly isy demo account mai test karna chahey or pher real account mai lagana chahey pher he hum loss sy bach saky gy or acha bonus earn kar ky apne zarorto ko pura kar saky gy
                    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                    • #11 Collapse

                      Re: At a time multiple strategies ka use karna

                      Brother forex pe trading karty hoay agar ap ak time main ak say ziada stretgy use karna chahty hain to ap ko trade bhi ziada lgana pary ge han agar ap ko trade karty hoay loss ho rha ho to than ap stretgy change kar k apny us loss ko recover kar sakty hain ak say stretgy use karny k liay ap k pass asha knowledge ar experiance ka hona bht zarori ha ar ye knowledge ar experiance ap ko demo account pe ziada say ziada practise karny say hasil ho ga

                      اب آن لائن

                      Working...
                      X