forex ka sath sath apni sehat ka bhe khyal rakhen
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    forex ka sath sath apni sehat ka bhe khyal rakhen
    dear main aj doston ka sth ak bahut achi bat share krna chahta hon ap bhe apni suggestions dan mera khyal main ham ko forex pai kam ak limit main rah kr krna chaya jis sa hamarai sehat ko koi khatra na ho ya na ho ka ham her waqt laga rahan aur apni sehat ka blkul bhe khyal na kran us trah ham apni sehat bhe kharab kran ga aur phr ap forex pai kam bhe nea kr paye ga
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    G dear forex mai ap kam krna ka lia time table banyain kiun ka forex mai agr ap zayda time dain gain tu ap ki sehat kahrab hona ka kahtra zyada hai is lia time table ka sath chalian sab s best time table evening ka hai ap evening mai trade kr ka acchi earnig kr sakta hain kun ka evening mai bohot zayda movement hoti hai market ki is lia ap ko trade krna mai bi ahsani hai or evening ser 2 houre ap trade karian tu ap ko accha profit hasil ho sakta hai thanks
    • #3 Collapse

      idear brother apki bat bilkul theak ha forex trading aik bahot achha business forum ha is mehnat krna aur forex ko ziada time dena achhi bat ha mgr ziada time k chakr mn apki seht bhi khrab ho skti ha especialy apki eye sight khrab ho skti ha lehaza forex ko time zroor dn mgr apni seht ka bhi khial rakhen
      • #4 Collapse

        Dosto es ma koe shak ni hy k forex trading aik bht he best business hy or hm es sy bht kuch earn kr skty hy lkin hmain es business k sath sath apni sehat ka b khyal krhana chy kiun k agr hm sehat ka khyal ni rkhy gy to phr hm pisy kama k kya kry gy es ly dosto forex trading ma kam krny ki aik limit rkhy or kabi b os limit ko na toray
        • #5 Collapse

          Aapne Ek acchi. Ki taraf Hume Mile Kiya Hai Hamare Aksar dost Aise Bhi Hai Jo Ek Hi Jagah pe Baithe rehte hain aur trading karti rehti Hain aisa nahi karna chahiye Hame apni sehat ka khayal rakhna chahiye aur apni family ko bhi time Dena chahiye outing bhi hona chahiye Taki mindfresh rahe ho Agar aapka mind fresh hoga to Apache trading kar Sakenge hapte Mein Ek Din apne liye Jarur nahi karna chahiye old daily trading close karne ke baad outings Roorkee se Takia aapka mind fresh Rahe
          • #6 Collapse

            g han agr is my sara waqat is my kam krty rahy gy or apni sath ka khyal nahe rakhy gy to humy ismy bs kuch he din kam kr sakty hn .or pher beemar ho jay gy.or pher ismy kaffi din kam nahe kr skayt.is liay to khty hn k jan hy to jhan hy q k agr hum he ismy thk nahe ho gy to kam ksy kry gy.is lay humy ismy apni sath ka khas khyal rakhna chahey.
            • #7 Collapse

              g haan bhai jaan ap ne thek hikaha hai kee ham ko forex trading kee sath sath apni sehat ka bhi khyal rakhna chahiy hai qk agar ham sehat mand rahe gee tu hi ham as main acha kam kar paen gee thek hai bhai jaan ab ham ko as main aesa hi karna chahiy hai
              • #8 Collapse

                Re: forex ka sath sath apni sehat ka bhe khyal rakhen

                dears friends kiunekh forex hm samjhty hn keh hmen mehnat karni cahiy aur es kam mn ziyada sy ziyada learning karni cahiya esi soch mn phir hm din rat ek kar dety hn aur apni sehat ky bary mn nh sochty dears friends ab forex yeah tu nh kehta keh ap apni sehat khrab kren hmen cahiya forex mn achy sy kam bhi kren aur apni sehat ka bhi khiyal rakhin
                • #9 Collapse

                  Re: forex ka sath sath apni sehat ka bhe khyal rakhen

                  humay har cheez ka khyal karna chahiye agar hum forex trading kar ahy hay to humay apni sehat ka bhi khayl karna chahiye aur apni family ko bhi time daina chahiye kyun keh agar hum family ko bhi theak say time dain gay to he hum apni zindgi main sakoon say reh sakty hay har cheez aik tarteeb say karni chahiye
                  • #10 Collapse

                    Re: forex ka sath sath apni sehat ka bhe khyal rakhen

                    forex trading karty howe hamy apne sahit ka be kayal rahkna chahey hamy weekly target set kar ky kam karna chahey pher he hum acha bonus earn kar saky gy forex mai hum live or sada urdu mai trading karty hain forex aik real or international business hain yai east wast mai bohat taze sy phal raha hain is mai hamara koi boss nahi hain
                    ᴍᴇʀɪ ᴘᴏsᴛs ᴋᴏ тнαикѕ ᴢᴀʀᴏᴏʀ ᴋᴀʀᴇɴ
                    • #11 Collapse

                      Re: forex ka sath sath apni sehat ka bhe khyal rakhen

                      yes bahut aala kahan ap nay hamain apni sehat k baray main forex k sath sath kabhi bhi la parawai nai karni chaye aisa na ho k ham sari sari raat forex k chart ko he daikhtay rahain aur hamari sehat kharaab ho jaye agar forex ko avhi tarha karna hay aur is say earning akrni hay to hamaara brain bhi fresh hona chaye aur hamari sehat bhi achi honi chaye aisa karnay say he ham sehat mand trader bhi sabit ho jaenagay jis tarha earning zaruri hay usi tarha hamari sehat bhi lazmi hay.
                      • #12 Collapse

                        Re: forex ka sath sath apni sehat ka bhe khyal rakhen

                        Yes sir jab hum forex mien kaam kerty hien tu hamain as mien a aker apni sehat ka bee khyal kerna hota hai agar hum as mien aa ker apni sehat ka khyal na kerty hienor as mien her bar mehnat mper mehnat kerety hien tu hum apni sehat kharab bee ker sakty hien as lye hamain her waqt etna kam kerna hota hai jetna k hamari sehat as mien ijazat day.
                        • #13 Collapse

                          Re: forex ka sath sath apni sehat ka bhe khyal rakhen

                          g haan bhai jaan ap ne thek hi kaha hai ham ko as main aesa hi karna chahiy hai kee forextrading main kam karne ke sath sath ham ko apni saht ka bhi khyal rkhnna chahiy haii ta k ham as main kahin bimar na ho jiy
                          • #14 Collapse

                            Re: forex ka sath sath apni sehat ka bhe khyal rakhen

                            i agree with you me ne bohat logo se suna hye ke wo all time tradeing pr time dete han on ke sehat khrab ho jate hye bohat sare logo ko to tensn ke bemari ho jate hye hum ko apna daily ka terget bana ho ga js se hum limte me reh kr profit and loss krte han js se hum ko zayda time dena nahi hota hye as leye hum ko sub se phle apne sehat ka khyal rakhana ho phr ye world ke kam hote rehte han jab hum fit hon ge to ye sub kam easy ho jayen ge humri leye as leye hum ko chahye ke as me apne khyal zayda rakhan
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: forex ka sath sath apni sehat ka bhe khyal rakhen

                              hamy apne sahet ka kayal rahk ky trading karne chahey agar hum sara time trading karty rahy gy to hamare sahet karab ho jy ge forex aik international business hain is mai hamara koi boss nahi hain hum is mai apne marze sy time table bana kar kam kar sakty hain forex aik real or kabe be band na hony wala business hain yai pakistan mai legal ban cuka hain

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X