Ziada volatile market mai indicators ziada effective kion nai hoty hain?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Ziada volatile market mai indicators ziada effective kion nai hoty hain?
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Ziada volatile market mai indicators ziada effective kion nai hoty hain?

    Indicators market ko technically analysis karny key part samjy jaty hey jo key market ki volatility ki information traders ko time to time dety hey, indicators ko important samjna chaye magar siraf technical point of view se, other wise market ko fundamentally be analysis karna behter ho sakta hay, technical indicators ki ehmeyat es ley zeyda hoti hay key market volatility ko current time me zahir karty hey jo key scalping traders key ley bahot best ho sakty hey fundamental method se weekly, daily ya monthly market ki analyzing key ley use kia jata hay.
    • #3 Collapse

      Re: Ziada volatile market mai indicators ziada effective kion nai hoty hain?

      jab bhe market zeada fast move kerti hai to tab us main us ki volatility ki wja koi na koe fundamental issues hoty ahin jes main pher ksii bhe country jo k big B hain un ki economic condition change honay ki wja say market main un certainty c condition hoti hai to us time taamam technical analysis indicators fail ho jaty hain our us main jab bhe app ko koi high impact news milay to pher app ko forex market say exit ker dina chahy pher he us main app apny capital bonus ko secure ker k to future main ache trade ker k us say acha profit bna pain gay ap ko forex main us k technical analysis k sath sath fundamental analysis mean news ko bhe diekhna ho ga ta k app ksii bhe high impact news k asaraat say account k bacha sagain app k pass khuch baki ho ga to pher he app khuch us say pher say trade ker k acha earn ker sagty hian
      • #4 Collapse

        Re: Ziada volatile market mai indicators ziada effective kion nai hoty hain?

        Assalamualaikum main aapse hi Karta Hoon KJ market ki movement was passed hoti hai tu Agar Hum Ashok trading Karenge to hum bahut accha profit banana Sakenge Hum Log bahut fayda Hoga Aur Hum trading co aur agarbatti kaise kar sakte hi
        Removed by Moderator.
        • #5 Collapse

          Re: Ziada volatile market mai indicators ziada effective kion nai hoty hain?

          my friends forex main indicators fail hoty hain kion k forex market aik risky business hai us main hum acha earning tab he ker sagty hain jab humery pas us main ache investment ho gee koink ager app k pas kum bonus ya real money live account main ho to pher app ka account kisii bhe time news k oper wash ho sagta hai humean forex main aik to fundamental ka our sath main sentimental analysis ka kheal rakh k un ko diekh k pher he live account main trade leni chahy koink hum ager her dafa sirf technical ko diekh k trade karien gy to pher us main humera account kisi bhe time wash ho sagta hai our us ki reason koi bhe bare news ho sagti hai to dosto jab ap us main teno analysis technical fundamental our pher sentiementals ko maday nazar rakh k trade lain gay to pher he us main app ache our safe earning possible bna pain gy ager app k pass knowledge ho ga to pher he ap kisi bhe investment k oper profit acha bna pain gay
          • #6 Collapse

            Re: Ziada volatile market mai indicators ziada effective kion nai hoty hain?

            Ziada volatile market mai indicators ziada effective kion nai hoty hain?

            bhai market main jo bhi volatile ata hay us pay effect hoty hian news kay ya aor dosry boht sari things hoty hian jo kah market main effective hotay hain aor jo indicators hain yah aik alg system hota hay is ko technical analsyis karty hian aor aor technical analysis main market main jo best indicators hian jo kah market ki volatile condition main bhi sahi work karty hain un main moving average ya rsi indicators ko use karna chhy mara jahan tak experience hay in ka use karna aor in kay sahih use ko smjh kar market ko analysis karna trader ko faida data hay jb market volatile condition main hoti hay aor trader ko market ki clear smjh na a rhi hoti hay to trader in 2 indicators ko use kar kay trading market ka trend ko kafi had tak smjh skta hay aor phr trade positions ope kar kay profit earn kar skata ha.
            • #7 Collapse

              Re: Ziada volatile market mai indicators ziada effective kion nai hoty hain?

              Dear jaisy ap ko pata hai k indicator aik progam k sath banaye jaty hai aor ais mai agar ap ne koi trade lagani ho to ap ko ye pata hona chaye k ap jo indicator use kar rahy hai ye trend mai kaam karta hai ya market jab range mai ho to aus time acha kaam karta hai, ap ko ye pata ho ga k kuch indicators hai jo legging hoty hai aor ais mai kuch indicators hai jo leading indicators hai agar ap ne ain mai trade karni hai to ap ain ko ais hisab se use kary ta k ap ko ye pata ho k ab kon sa indicator acha result dy ga agar ap sirf aik hi indicator par kaam karo gay to ais mai ap ko jab loss hona start ho ga to kafi zayda loss ho jaye ga ais liay ais mai 2,3 indicator use kary ta k ap ka account safe rahy aor ap ko ais mai profit hota rahy.
              • #8 Collapse

                Re: Ziada volatile market mai indicators ziada effective kion nai hoty hain?

                Indicators :

                Indicators wo tools hotay hain jo market ki simmat market kay ander hi kuch cheezon ko gin ker us say andaza lagatay hain aur indicator bantay jatay hian. ager ham SMA ko hi lay len to ye pichli candles kay open ya close honay kay mutabiq banti hain. isi trah say ager koe trader RSI ka sath trade kerta hay to wo ap ko chart ki hi kuch history ko count ker kay trader ko koe indication day rehi hoti hay.

                Leading Indicators :

                Ye wo indicators hotay hain jo market ki pichli move say andaza laga letay hain kay next ye move ho gi aur wo us anay wali move ki nishan dahi kertay hain. jesay kay RSI aik leading indicator hay aur anay wali move ka pehaly say idea deta hay aur ye zayada effective nahi hota. que kay ye boht say ghalat trade ki nishan dahi kerta hay.
                Lagging Indicators :

                Ye wo indicators hotay hain jo move ho janay kay bad apnay signal detay hain kay ye move ho chuki hoti hay jesay kay SMA hay ager jab kisi bhi time frame per SMA lagaen to wo tab cross over ho rahi hoti hain jab candle necahy ya oper ko kafi had tak mvoe ker chuki hoti hay. is liye is ko lagging indicator (Late batanay walay indicators) kehtay hain.

                Indicators Fail Que Hotay Hain?

                Indicators kay fail honay ki waja ye hay kay ye indicators market ki kisi bhi move ko kabi bhi nishan dah nahi ker saktay que kay market nay hamesha pattern main move kerna hota hay. jab market kis move ki tayari ker rahi hoti hay to consolidation ker rahi hoti hay ya correction ker rahi hoti hay. aur jab us nay pattern ki agli move ko mukammal kerna hota hay to us time saray indicators fail ho jatay hain wo move itni fast hoti hay kay kisi k samag hi nahi ati.
                Asal main wo move kisi baray pattern ki hoti hay jesay H4 ya Daily chart ya phir weekly chart ka pattern ki jo bhi move ho gi wo tamam indicators ko fail ker deti hay. Is liye market ko indicators ki bajaeye apnay knowledge kay sath predict kerna seekhen.
                • #9 Collapse

                  Re: Ziada volatile market mai indicators ziada effective kion nai hoty hain?

                  dear indicators kafi help karty hein market mein agar apf market ki movement ko judge karna cahhty hein to ap ko jmarket mein wait karna bohat he zarori ha is liye market mein ap acha work karna chahty hein to har time indicators pay depend rehna nahi chaheye jabhi market mein news ati ha indicators bhe apna rkh change kar lety hein is liye indicators kay fail honay ki wja ha kay ye indicaros market ko behtar triqa say nahi jan sakty kiyon kay market mein movement tabhi ati ha jab usi country mein budget bola jata ha ya wahan ki moeshat mein koi rado badal hota ha is liye indicators pay 100 tlrust rakhna bohat he galt bat ha jis say ap loss kar sakty hein is liye market ko ap apny knowledge experience kay sath he judge kar sakty hein then ap acha profit earn kar sakty hein or easy success hasil kar sakty hein
                  • #10 Collapse

                    Re: Ziada volatile market mai indicators ziada effective kion nai hoty hain?

                    jb ziada market aik dam sy movie krti hy to indicator kam us wkt nai krty but ye pehly sy indications dyty hyn k market kahan jany wali hy esyaik expert bnda he pta lga skta hy es leay indicators ko smjhyn ye boht he kam ki chezyn hyn
                    • #11 Collapse

                      Re: Ziada volatile market mai indicators ziada effective kion nai hoty hain?

                      Volatile market ma indicators (ya technical analysis) kam na karnay ki bohot si reasons hain. Sab se pehli waja ye ha k market ma volatility aksar big news ki waja se create hoti ha, like Nfp, Fomc minutes, interest rates etc is liye news k impact mein technical sahi kam nahi kartay. Dusri waja ye ha k technical analysis chart base system ha, jis ma chart k patterns ki madad se market ko samjha jata ha magar volatile market ma ye pattern bohot tezi bantay, khatam hotay or badaltay hain, jin ko samajhna trader k liye bohot mushkil ho jata ha. Indicators sab se ziyada stable market ma acha result detay hain.
                      • #12 Collapse

                        Re: Ziada volatile market mai indicators ziada effective kion nai hoty hain?

                        forex trading aik online tradng business hai jis main hum market ko online he folow karty hain or market ki situaion ko achi trha se smjhny k bad he apni trading karni bahtr hoti hai es liye hmain apny knowledge or expiernce ko high rakhna chahye ta k hamin acha profit mil saky es k sath sath aghr market main voltile situaion nazar a rahi hoti hai tu osk amtlab yah hota hai k market main fundamnatal situaion ski wjah se ayse market ki value fast ho rahi hai es liye hmain chahaye k market ko ayse sort e hal main follow nahi karna chahye q k ayse sort e hal main hmain loss hony k chances yakini hoty hain tu bahtr yahi hota hai k hmain loss na ho aghr profit bhi na mil raha ho
                        • #13 Collapse

                          Re: Ziada volatile market mai indicators ziada effective kion nai hoty hain?

                          Volatile market :

                          Market man jab boht zayda long move hoti hay to us ko volatile market kehtay hain. aur ye aksar tab hota hay jab market main koe news data ana shoro ho jata hay. to market kabi aid side per aur kabi dosri side per itna move kerti hay aur tab market ko samagna boht hi mushkil ho jata hay.

                          Indicators aur Market :

                          Jab market boht zayda move kerti hay to wo indicators ko fail ker deti hay. is liye wo trader ko loss detay hian. is ki waja ye hoti hay kay saray indicators apnay input value chart ki move say jo pehlay ho chuki hoti hay us say letay hain. is liye indicators ko koe idea nahi ho pata jab market boht zayda move kerti hay to wo market ko move ko samag nahi pata aur ghalat entry day deta hay.
                          • #14 Collapse

                            Re: Ziada volatile market mai indicators ziada effective kion nai hoty hain?

                            buying and selling mai signs ke apni aik importance hoti hai aur nearly saray he buyers forex buying and selling kay doran indicators use karty hain. buyers� kay sath ziada tar yeh masla hota hai ke ziada tar indicators jab market mai costs motion traiz hoti hai tu phir iss time per acha end result nai daay rahy hoty hain. Ager signals daay b dain tu woh iss time daite hain jab market apni motion pori kar kay aur pinnacle ko contact kar kay wapis aa rahi hoti hai . App say query yeh tha ke iss satuation ko avoid karny ke liye traders ko kiya karna ho ga aur Ziada volatile marketplace mai signs ziada effective kion nai hoty hain ?
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Ziada volatile market mai indicators ziada effective kion nai hoty hain?

                              اصل پيغام ارسال کردہ از: b2b پيغام ديکھيے
                              Trading mai indicators ke apni aik importance hoti hai aur almost saray he traders forex trading kay doran indicators use karty hain. Traders� kay sath ziada tar yeh masla hota hai ke ziada tar indicators jab market mai prices movement traiz hoti hai tu phir iss time per acha result nai daay rahy hoty hain. Ager signals daay b dain tu woh iss time daite hain jab market apni movement pori kar kay aur top ko touch kar kay wapis aa rahi hoti hai . App say question yeh tha ke iss satuation ko avoid karny ke liye traders ko kiya karna ho ga aur Ziada volatile market mai indicators ziada effective kion nai hoty hain ?
                              Asalam o alikum dear ap ny bilkal tek kaha ha forex trading main indicators ko hum sab use karty han dear jtny bi indicators Han sab k sab technical analysis main help karty han jab bi market both fast movement karty ha to market main indicators us waqat useful Ni hoty Han q k market main both tazi hoti ha or indicators itni juldi signal ni daty Han is ley hum apny analysis karny chae ha or un ko apni trading main use karny ta k humy market ki taz movement main koi galt trade na karny balky proper money management or risk management k sath trading karny ta k hum logun ko easily ache earning ho or humy ziada sy knowledge or experience hasil ho trading k sath sath

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X