Trading ko asan smjna
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Trading ko asan smjna
    Asslam o Alaikum dosto ma ye pochna cahta hu k new trader forex trading ko Itna asan q smjty hy isi waja sy WO kafi loss krwa lety hy pr mery khyal sy to trading boht hi complicated hy is py ap kitny hi bray trader q ni or roz kuch na much sikhny ko milta hy
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Trading ko asan smjna

    Jee asi baat he hai.new aany waly isko bohatbhe asan samajhty hain aur practice aur knowledge par dhayan nahi dety jis ke waja sy wo apna nuksan kar lety hain.yahan seekhnay ke koi had nahi hai.ap ko chiay kay kabhi bhe ye na sochain ka mai best ho gya hun aur mai nay sab seekh lia hai.jo trade profit deti hai wo bhe kuch sikha kar jati hai aur jo loss deti hai wo bhe kuch silha kar jati hai.waqai yahan har roz ya har trade seekhny ko kuch na kuch deta hai
    • #3 Collapse

      Re: Trading ko asan smjna

      trading ka kaam itna asan nahi hai jitna yeh dekhne mai lagta hai. forex mai trade kerne ke liye app ko market mai money management ke sath sath aik aise strategy ko develop krna hota hai jis mai ap ko market mai loss kaam se kaam ho.
      • #4 Collapse

        Re: Trading ko asan smjna

        Dear Forum members, kisi bhi business mian kamyabi k liye zaruri hai keh us ki basics ko achi tarah learn kiya jaye aur isi tarah Forex main kamyabi k liye bhi zaruri hai keh Forex ko achi tarah learn kiya jaye aur real account per trading karny sy pehly demo account per practice karni chahye. new traders is bat ko nhi smjhty hain aur wo forex ko learn kiye baghair trading start kar dety hain aur un ko loss hota hai phir wo forex ko badnaam karna start kar dety hain
        • #5 Collapse

          Re: Trading ko asan smjna

          Dear brother kisi bhi business mn kamyab hona koe asan kam naen hota kamyabi k mehnat krna prhti ha forex trading ko log asan smjh kr join kr letay hn mgr jb loss hota ha to preshan ho jatay hn mera khial mn kamyabi ka raz sirf mehnat ha forex trading mn ap jitni ziada mehnat kren gay itni he achhi earning hasil kr sken gay
          • #6 Collapse

            Re: Trading ko asan smjna

            g haan bhai jaan ha ko trading ko assan samajh kar hi as main kam karna chahiy hai tu hi ham as main kamyab hi sakte hain as liy ham ko as main ko samjhna chahiy hai agar ham ko as main kamyab hona hai tu
            • #7 Collapse

              Re: Trading ko asan smjna

              duniya mn koi biuness ho us biuness mn loss aur profit 2ono aty hn liken ,kisi bhi business mian kamyabi k liye zaruri hai keh us ki basics ko achi tarah learn kiya jaye aur isi tarah Forex main kamyabi k liye bhi zaruri hai keh Forex ko achi tarah learn kiya jaye aur real account per trading karny sy pehly demo account per practice karni chahye. new traders is bat ko nhi smjhty hain aur wo forex ko learn kiye baghair trading start kar dety hain aur un ko loss hota hai phir wo forex ko badnaam karna start kar dety hain
              • #8 Collapse

                Re: Trading ko asan smjna

                trading har ksi kay bas ki baat nahi trading ko aap itna assan na smjhain kiyun trading ek bohat tough kaam hai and brain work hai lekn jo log forex trading seekh jatay hain un k liye yeh bohat hi asaan kaam hai lekn start main yeh thora tough lgtaa hai lekn agar ap mehnat say forex trading seekhain gay to aap ko asaan lgay ga .
                • #9 Collapse

                  Re: Trading ko asan smjna

                  Assalamualaikum ji dear trading ko asan bilkul bhe ni smjhna chahye Jo trading ko asan smjhty Hain or easy lety Hain wo nakam hoty Hain trading BHT hi knowledge or skills see hoti hai trading krna asan ni hai is main BHT mehnat chahye
                  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                  • #10 Collapse

                    Re: Trading ko asan smjna

                    Trading up and down businss hai jis mai ham up and down ko hi follow karty hain new traders bhi ia ko asan samjty hain up and down business samj k lekin is up and down k bich mai jo knowledge hai jo look afrer hai usko new trader miss kar dety hain jis say jaldbazi ki surat mai loss othaty hain

                    اب آن لائن

                    Working...
                    X