greed kiya hy
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    greed kiya hy
    forex trading business mein ziada profit earn karna har kise ka haaq hy aur har kise ki ye hi koshish hy k ziada profit earn kiya jaye tu ziada profit earn karna greed nhi hy greed ye hy k ap trade open kartay han aur ziada lot size use kar k ziada profit k liye knewledge aur experience k baghair aur analysis k baghair trade open kartay han tu is ko ap greedy trading keh saktay han
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: greed kiya hy

    Emotional factor ki ek Kisan greed hai aur greed means to say kill La latch hota hai aur greed ki wajah se hum Apne bonus account ke upar lot size increase karte hain Jiske bhai Samara bonus account wipeout ho jata hai.
    Hame chahiye ke hum Apne trading main gareeb ko Madine Chala Rakhe Kyonki Jab Hum greed Karenge toh Hamara trading account bahut jaldi wash ho jayega.
    Hame chahiye ke hum Apne bonus account se analysis kar le aur Hume analysis karte waqt Chahiye Hota Hai Ki Hum market Main Long term trading Kaat Rahe.
    Greed or fear emotional feeling good or bad effect hai aap ko Maloom hona chahiye Kaise upgrade karte hain to upload size increase Karenge Jiski wajah se aap lot size increase karte hain aur aap money management nahi karte hain aur aap ko ISI vajah se losses Hote Hai.
    • #3 Collapse

      Re: greed kiya hy

      Greed is a curse
      Tradind mai agar greed shamil ho jaye to profit ko loss mai change hotay ziada time nae lagta
      Is lye hmari koshish koni chaye k hmari trading mai greed na ho
      mai apko btata hn k greed kesay hmaray profit ko loss mai convert krti hai
      Jab ham kisi trade p profit mai ja rhay hotay hain aor hmara profit target pora ho jata hai and market b support level p pnch jaati hai ab yahan p ham log aksar greed ki wja se trade close nae krtay aor ziada profit k lalach mai aa jaatay hain and market support level p honay ki waja se reverse chali jaati hai ab hamara profit loss mai change ho jaata hai
      Is lye mera ap Sab trader ko mashwara hai k apna profit target pora honay k bad trade ko close kar dia karein and greed se bachein
      • #4 Collapse

        Re: greed kiya hy

        Greed is a curse dear greed ek esa fact hai jo hr insan ki nature pa paya jata hai but forex trading business ek bht hi complicated business hai es ma jo greed krta hai wo kbhi bhi sucessful nahe hota hai es ma sucess gain krny k liye patience or self control ki zarort hoti hai ap jitna calm rhen gy ap itni hi achi learning kr saken gy or itni hi achi earning bhi hogi.
        • #5 Collapse

          Re: greed kiya hy

          Dosto forex trading ma greed ka mtlb ye hy k ap Forex trading ma zyda profit hsal krna chaty thy is wja sy ap ny koe galt trade lga di ya ap ny bri lot lga k trade lga di ye sb aik insan tb he krta hy jb os k dil ma achi khasi lalch ho
          • #6 Collapse

            Re: greed kiya hy

            Forex trading business mein greed se buht log apne account wash karwaty han greed se aur ziada k liye ziada profit earn Karne k liye ziada lot size use kartay han aur us trade mein profit bhi hota hy aur phr aur ziada profit k liye us trade ko close nhi Kiya jata aur trade waps ho kar buht ziada loss kar jati hy is greed se hum stop loss aur take profit laga kar bhi bach saktay han greed se Bach kar trading karain gay tu hi kaamyaab trading kar saktay han
            • #7 Collapse

              Re: greed kiya hy

              Brother forex main trading karty hoay ziada say ziada profit earn karna har ksi ki khuwaish bhi ha ar haq bhi har ksi say try hoti ha keh wo trading karty hoay ziada say ziada profit earn karny lekan han ap emotional mat hon jub bhi ap emotional hon gay greedy ap k zehan main aye ga main nay seniors sy suna ha bht sary log apna account greedy ki waja say he wash kar bethty hain ar wo apny esi lalich ki waja say loss bht karty hain jo bad main recover karna bht mushkil hota ha
              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
              • #8 Collapse

                Re: greed kiya hy

                Forex trading business mein greed sab se dangerous hy agr hum forex trading business mein greed kartay han tu hum ko buht ziada loss ho sakta hy greed mein ziada lot size use kar k ziada profit k liye market ko analysis k baghair trade open kartay han tu ye greedy trading ho gi aur is se loss hi hota hy

                اب آن لائن

                Working...
                X