Kam knowledge aur experience waly kis trah trading karin .
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Kam knowledge aur experience waly kis trah trading karin .
    Saray he traders jab tradign join karty hain tu forex trading ke market in kay liye aik nai cheez hoti hai aur phir time kay sath sath traders apni skills aur experience hasil karty hain.

    maire kahayl say new traders ko chaiye ke jab woh tradign start karin tu ager woh in basic batoon ka khayal kar lain tu in ko trading start karny mai mushkil nai ayie ge.

    1 Apni trading positions 4hours time frame kay trend kay opposite na lagain.
    2 Trading mai munasib stop loss aur take profit zaroor use karin.
    3 Disciplined trading karin aur bar bar trading positions open aur close na karin.


    ager new traders in batoon per kam karin tu maire khayal say woh forex market mai kafi achi trah say survive kar sakty hain.

    Ager app b koi baat add karna chahty hain tu new traders kay liye zaroor share karin
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Kam knowledge aur experience waly kis trah trading karin .

    Forex market me trading cursive Academy Chahiye Hota Hai Ki Hum Apni positions H4 timeframe ke mutabik open Kare Apne Kafi acha informative generate Kiya Hai.
    Less knowledge or experience wale traders ke liye Samsung battery hoti hai ke woh showroom a small volume of lot size ke zariye trending Kya Kare uska Ravan ko Kafi acha profit Bihar se ho sakta hai.
    Aap ko Maloom hona chahiye Ke Jab aap trading karte hain tu Agar acha opportunity Lena Chahte Hain Tu Kuwar Kitni survival Ka Pata hona chahiye.
    • #3 Collapse

      Re: Kam knowledge aur experience waly kis trah trading karin .

      Forex trading men kamyabi k liay knowledge aur experience ka hona bahut zaroori hey jin k pass knowledge aur experience nah ho woh pahlay ziyada se ziyada posting pe focus karen kiun k posting k zariay knowledge ziyada hasil hota hey aur sath sath demo pe practice bhi jari rakhen aur jab tak knowledge aur experience nah trading bilkul nah karen
      • #4 Collapse

        Re: Kam knowledge aur experience waly kis trah trading karin .

        Je ha bilkul sahi kaha apny me apki baat se agree karta ho ku k ke aik new member jo Pakistan forex me naya hai aur ussy zyada knowledge ni hai first time ussy demo account use karna chahye ku demo account se aapki knowledge experience practice aur planning me behtre aye ge aur aap kamyaab ho saky ge
        • #5 Collapse

          Re: Kam knowledge aur experience waly kis trah trading karin .

          very nice ,dear ap nay post bananay main kamal kar dia hay asal main post likhnay ka sab say best tareeka yahi hay jo ap nay banaya hay hamain apnay account ko maintain rakhnay k liye hamain is tarha say kaam karna chaye k hamara account bhi safe rahay aur hamain kisi bahut bari muskhil main dalay baghair hamaray profit bhi nikalta rahay is k liye ab mujhay aur ziada tareef likhnay ki kia zarurat hay ap nay khud he kamal kar dia hay so main aik baar phir kehta hoon k ap nay likhnay main kamal kar dia hay.
          • #6 Collapse

            Re: Kam knowledge aur experience waly kis trah trading karin .

            New members ko chahye keh wo Forex ki basics ko learn krain..market ka technical aur fundamental analysis kaisy kiya jaye is ko learn karna chahye..aur money management k bary main learn karna chahye.. greed sy bachna chahye.lot size ko kam sy kam use karna chahye aur new traders ko major currencies per trading karni chahye
            • #7 Collapse

              Re: Kam knowledge aur experience waly kis trah trading karin .

              agar hamar forex mai kam karny ka knowledge or experience km hain to hamy usd eur mai trading karne chahey q ky is mai loss ky chance km hoty hain or hamy bonus be acha mil jata hain or agar hum forex mai expert hain to hamy gold mai ya silver mai trading karne chahey pher he hum kamyab hon gy or hum is mai live trading karty hain
              • #8 Collapse

                Re: Kam knowledge aur experience waly kis trah trading karin .

                Kam knolig wamy our zeada experienece waly dono bilkol sakon k sath kam ry bhot zeada hamy relex rehna chiya ham ko bhot zeada sakon k sath our kbhi bhi hamy is bisness ny lalalch nai krna chiya hamy esy trading krni chiya bhot zeada ham ko relex rehna chiya lalach ya jald bazi nai krni chiya hamy
                https://www.facebook.com/profile.php...7089435:1f341:
                • #9 Collapse

                  Re: Kam knowledge aur experience waly kis trah trading karin .

                  bhai agar ap k pas forex ka knowledge or experience kam hai or ap forex me work bhi karna chahte ho to ap ko chahiye k ap choti trading shuru kar dain is se ye ho ga k ap ko agar koi loss bhi hota hai to wo zayda nahi ho ga or agar profit bhi hota hai to ap ka guzara ho jay ga lakin is se ap k experience me bohat izafa ho ga jis se kuch time k bad ap bari trading kar sako ge.
                  • #10 Collapse

                    Re: Kam knowledge aur experience waly kis trah trading karin .

                    Kam knowledge aur experience waly log koshish kren k trading see phle apna knowledge aur experience increase kren us k baad trading start kren kyun k forex men knowledge he success ki key hai agar knowledge ziada Ni ho ga to wo practice ko better no bna paen get aur experience hmesha best practice see he hasil hota hai aur practice hmesha acha knowledge gain krny k baad hoti hai Kam knowledge waly log trading men risk na Lyn yhe better hai.
                    • #11 Collapse

                      Re: Kam knowledge aur experience waly kis trah trading karin .

                      jin ko market main kam kary ki ziada knowledge nai hay or acha experience b nai hay to trade main kafi risk hota hay or is main loss b ho sakta hay so is time mai nus trader ko market main kafi mehnat sy kam karna ho ga time frame ko set kar kay or munasib stop loss ko use karna ho ga or take profit ka b use karna chahiye
                      • #12 Collapse

                        Re: Kam knowledge aur experience waly kis trah trading karin .

                        jee bhai ap bohat achy trikay say biggners kay liye trading karny kay main points baty hain or waky hi agar new traders in rules ko folllow karty hao greed ko control mai kar kay trding karn to wo bhi bohat jald aik achy traders ban sakty hain or jtna hosay biggners ko chaea sath sath demo account apr practice jari rakhen
                        • #13 Collapse

                          Re: Kam knowledge aur experience waly kis trah trading karin .

                          agar hum forex mai new hain to hamy usd or euro mai trading karne chahey is mai loss ky chance km hoty hain or hamy bonus be acha mil jata hain hum forex mai gold matal silver or oil py or news py trading karty hain hum is mai out off cost account bana kar be kam kar sakty hain yai students or house wife's ky liye bohat ache job hain
                          • #14 Collapse

                            Re: Kam knowledge aur experience waly kis trah trading karin .

                            agar humary pass forex trading kay bary main experience aur knowledge hay to humay chahiye keh es knowledge aur experience ko use main laty huway he trading karen kyun keh es trha he humari trading achi ho sakti hay aur market main kamyab earning bhi tab he kar sakty hay humay esmain focus karty rehna chahiye
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Kam knowledge aur experience waly kis trah trading karin .

                              Forex trading main kamyabi k liay experiance aur knowledge ka hona bahot zarori hota ha lekan jo new members hoaty hain un k pass knowledge ar experiance ki kami hoti ha un ko chahy rules ko read kariny carefully say ar fresh mind k sath trade karo ar jhn kabi kahn ap ko masla pesh aa rha ho to apny ksi senior say consult karo ap ak ashy trader ban jao gy

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X