Jaiza: forex main strategy ya phir physcology kia best hai
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Jaiza: forex main strategy ya phir physcology kia best hai
    Forex market main trading kartay waqat hamain kia strategy per amal karna chiay jis kay mutabik jahan per entry point banay to ya phir hamain candles ki physcology ko read karna chahiye jis kay pechay trader ki physcology chal rahi hoti hai aap kay kkhial main knsa trading senario best hai jis kay uper amal kar kay ham trading main acha trading profit hasil kar sktay hain
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Jaiza: forex main strategy ya phir physcology kia best hai

    forex trading main trading method hmary liye wohi best hota hai jis main hmain apni trading main acha profit milta hai forex main aghr tu hum apni trading ko aik proper startgy k sath karty hain tu os main bhi hmain benifuit milta hai q k startgy ka basic yahi maqsad hota hai k hmari trading main risk ko kam se kam rkha jata hai or profit ki ratio ko achy percent k sath observe kiya jata hai es liye aghr hum startgy par bhi trading karty hain tu does not mean that k hmain loss ho jata hai startgy se bhi hmain faida he milta hai or aghr hum market ki psychology ki bat karen tu os ka bhi kuj part hai apki trading main q k osko bhi madhe nazar rakhna zarori hota hai q k apki analysation main yah point bhi aty hain jis ko hmain dekhna zarori hota hai
    • #3 Collapse

      Re: Jaiza: forex main strategy ya phir physcology kia best hai

      Dear me samjta hon key kesi be trader key ley strategy key mutabeq trades key open karny me aur psychology trading karny me koi khas difference nahi ho sakta hay, psychology ki trading wo hoti hay jes me trades proper discipline key mutabeq jes me strategies ka use hona, trades ko planing key sath manage karna, aur risk/reward ka khayal rakna, ye traders ki psychology ki trading kamyabi key ley bahot hi important hoti hay jab key strategies ka use karna to har trader es ko successful hony key ley zarori samjta hay.
      • #4 Collapse

        Re: Jaiza: forex main strategy ya phir physcology kia best hai

        Dear forex trader asslam o alikum ummed krta hoon ap kheriyat say on gay ma apki baat say agree karta hoon ap nay aik achi baat share ki hay kay agaer haim stragy ko daikhtay huay aik sequence kay sath trading karen to us say ham kafi faida otha saktay hain in main ham agaer risk managemebt ki stragy clear karen ya phir h mobey management ki achi stragy karen gay to kafi faida hasil kar payen gy is kay ilawa agaer ham phsycologyvki baat karen to wo bhi important hay is main hamen analysis karnay kay liay bhi trder ki phsycologyvachi honey chahiay tab hi ham profitable trading kar sakty hain
        • #5 Collapse

          Re: Jaiza: forex main strategy ya phir physcology kia best hai

          Dear baat is trah hai ky trading mein ap ki strategies hi ap ky kaam ati hain. Ap jitni ziyada apni stragities mazboot banai gy ap ki money management bhi utni achi ho gi.
          Wo is trah hai ky ager ap ki strategies achi hain to ap ko pata ho ga ky ap kahan stop loss aur kahan take profit lagana hai.
          Ap ko pata hona chaye ky ap ki loss aou profit ki kiya ratio ho gi. Matlab ap ager 100$ ka profit hasil kerna chahty hain to us ky liye kitna loss berdasht ker sakty hain.
          Ager baat ki jaye to physiology ki to us ki aik apni jagah hai. Trading ki field mein.
          Physiology ap apny damagh se market ko analyse kerta hai aik trader. Aur dosri stragities mein ap technical treeqy se market ko analyse kerty hain.
          Ager ap ky technical analyse kehty hain ky market up jaye gi kisi pair ki lakin ap apny damagh se sochty hain ky nai ye market down aye gi.
          • #6 Collapse

            Re: Jaiza: forex main strategy ya phir physcology kia best hai

            bhai forex trading main mera khyal hai k stratgy ki bhi boht ahmiyat hai or trading psychlogy ko bhi hum ignor nahi kar skty hain q k aghr en ki alag alag values ko hum dekhen tu donu he hmari trading ko best bna skty hain es liye aghr humain apni trading main achi eraning karni hai tu hmari liye trading strtgy ki bhi boht zarort hoti hai q k kamyb tradors apni trading ko kamyb bnanany k liye best strtgy ko he use karty hain es liye hmain os strtgy k sath trading karni chahye jis main hmain profit ho or aghr hum trading ki psycholgyy ki bat karen tu wo bhi zarori hai q k os se hum apni trading main rsik ka factor kafi had tak akm kar k trading kar skty hain
            • #7 Collapse

              Re: Jaiza: forex main strategy ya phir physcology kia best hai

              dear aap nay boht he zarberdast topic uthaya hai ky market main analysis ya phycology kiya best hai jo log market main kuch time guzarr chuky hai wo achy sy janty hai ky market main acha result leenay ky liye ain dono ky baghair aap nahin chal sakty jab hum trading karty hai to humin apny emotions ko control karny ki bhi practice milti hia aor jo ye skills leeny main nakaam hoo jaty hai wo trading main bhi nakaam hoo jatay hai aor aisi tarah analysis bhi kisi bhi trade ky liye basic cheez hia ager koi tuky py trading karta hai to wo apny emotions ko control karnay ki bhi practice main nakaam hoo jata hia aor achy analysis he aap ky confidence ko bahaal rakhny mai madad karta hia ais liye dono ky baghair koi bhi trading nahin kar sakta
              • #8 Collapse

                Re: Jaiza: forex main strategy ya phir physcology kia best hai

                Dear jab ap ne ais market mai trade lagani hai to aus k liay ap k pass aik achi trading strategy honi chaye magar jab ap ais market mai trade laga lety hai to ais market mai ap ne ne sabar karna hota hai ais mai ye hota hai k kai dafa trade ap ki thory se loss mai aati hai aor aus k baad phir profit mai aati hai agar ap ne ais mai trade lagani ho to aus mai ap ne ye dekhna hota hai k ais market mai agar ap ne koi trade lagani ho to ais mai ap ne sirf aus time trade lagi hai jab ap ki strategy k hisab se ban rahe ho agar ap ais mai jald bazi kar lety hai ya ais mai trade ni ban rahe hoti aor ap market mai enter ho jaty hai to aus time ap ais market mai loss kar lety hai ais liay ais mai strategy k sath sath physcology ka bhi bahot asar hota hai ap ki achi trading par.
                • #9 Collapse

                  Re: Jaiza: forex main strategy ya phir physcology kia best hai

                  اصل پيغام ارسال کردہ از: sami0323 پيغام ديکھيے
                  Forex market main trading kartay waqat hamain kia strategy per amal karna chiay jis kay mutabik jahan per entry point banay to ya phir hamain candles ki physcology ko read karna chahiye jis kay pechay trader ki physcology chal rahi hoti hai aap kay kkhial main knsa trading senario best hai jis kay uper amal kar kay ham trading main acha trading profit hasil kar sktay hain
                  Successful trading karne ke liye traders key Psychology in DB Jain traders ki trading strategies bahut jyada important hoti hai agar traders trading Karte Hai acchi trading strategies banate hain Wohi trading kar Sakenge aur successful trading Karke Forex trading se profit we gain Kar Chale Ayenge isliye trading karne se pahle Hamesha achi trading strategies banana zaroori hai
                  • #10 Collapse

                    Re: Jaiza: forex main strategy ya phir physcology kia best hai

                    forex trading main har trador ka expiernce mattr krta hai jis k bad hum apni trading ko boht abhtr kar skty hain es liye hmain chahye k aghr hum trading karna chahty hain tu hmain jitna knowledge hoga tu hum apni trading main har trha k tools ko boht achi trha se use kar k trading kar skty hain forex main har trador ki achi strtgy bhi boht zarori hai q k jub tak hum strtgy ko use nahi karty hain tu hum kbhi bhi apni trading ko kamyb nahi ho skty hain es liye hmain chahye k apni trading startgy bhi achi bnaen or es k sath sath apka knowledge bhi market ki psychology ko smjhny main madadgar sabit ho skta hai or hum market ko achi trah se use kar k trading kar skty hain es liye zarori hai k apny knowledge ko gian karen ta k hmain acha profit earn kar skaengy
                    • #11 Collapse

                      Re: Jaiza: forex main strategy ya phir physcology kia best hai

                      Agar Hamare planning acchi Hoti Hai To Phir Hum Log is business Mein kamyabi sakte hain Agar Hamare blenheim Theek Nahi Hai To Phir Hum Logo Ko Na Kami ho sakti hai isliye Hum Logon Ko achi se achi planning Karni chahiye Phir Hum logo ko iska bohot hi Zyada fayda ho sakta hai
                      Removed by Moderator.
                      • #12 Collapse

                        Re: Jaiza: forex main strategy ya phir physcology kia best hai

                        اصل پيغام ارسال کردہ از: sami0323 پيغام ديکھيے
                        Forex market main trading kartay waqat hamain kia strategy per amal karna chiay jis kay mutabik jahan per entry point banay to ya phir hamain candles ki physcology ko read karna chahiye jis kay pechay trader ki physcology chal rahi hoti hai aap kay kkhial main knsa trading senario best hai jis kay uper amal kar kay ham trading main acha trading profit hasil kar sktay hain
                        Agar Hum Log market Mein Se Accha profit Hasil karna chahte hain toh phir uske liye Hum logo ko chahiye Ke Hum Log market Mein accha profitable karne ke liye Hum logo ko hard work karna chahiye iska Hum logo ko bahut hi jyada fayda ho sakta hai aur hum log Kafi kamyabi hassil kar sakte hain
                        • #13 Collapse

                          Re: Jaiza: forex main strategy ya phir physcology kia best hai

                          Strategy aur psychology taqreeban same cheezain hain kyun psychology ka talluq bhi mind se ha aur strategy ka bhi mind se talluq ha. Trading psychology hum un sab baton ko kehtay hain, jin ki bunyaad par trader ki trading perform hoti ha, ye tamam batain trader ki soch par depend karti hain. Aik trader ki soch ya psyche hi usay kamyab ya nakam trader banatai ha. Strategy bhi wo batain hain jin ki madad se trader apni trades saranjam deta ha, ye trade to trade change bhi ho sakti hain.
                          • #14 Collapse

                            Re: Jaiza: forex main strategy ya phir physcology kia best hai

                            اصل پيغام ارسال کردہ از: sami0323 پيغام ديکھيے
                            Forex market main trading kartay waqat hamain kia strategy per amal karna chiay jis kay mutabik jahan per entry point banay to ya phir hamain candles ki physcology ko read karna chahiye jis kay pechay trader ki physcology chal rahi hoti hai aap kay kkhial main knsa trading senario best hai jis kay uper amal kar kay ham trading main acha trading profit hasil kar sktay hain
                            Forex trading main traders ki psychology Shahzada traders strategies effect karti hai agar traders Hamesha Ek proper strategy Banakar reading Kare Toh unke successful hone ke chances bahut jyada increase ho Jate Hain Aur Woh achi si ladki ke sath kaam karke Forex trading Se Achha profit gain kar sakte hain isliye traders ko chahiye K trading karne ke liye achi se achi Training Centre at ji Banaye aur apne trading ke Saturday ko bahut achha Rakhe
                            FRD 07 TRADING JOURNAL
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Jaiza: forex main strategy ya phir physcology kia best hai

                              Shakeel Ko Hum Pakistan mein as a currency bank is liye use karte hain Kyunki Agar Hamare account in sacral ke account mein balance check Kare aur US dollar value increase Ho Jaye to Hame usse Jyada Pehle Se Jyada paise Milte Hain Jo automatically increase Ho Jata Hai Jab Bade dollar ka rate increase hota hai 2 rupay ki Qabar Mein Kabhi aati hai isliye hame dekhna Jyada Milta Hai

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X