Expert traders technical analysis ko ketni ehmeyat dety hey?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Expert traders technical analysis ko ketni ehmeyat dety hey?
    Fundamental analyzing aur Technical analyzing me bahot zeyda difference hota hay technical base ki analyzing ki ehmeyat be fundamental analysis se kam nahi, successful aur expert traders jetni ehmeyat aur importance fundamental analysis ko dety hey etni hi importance technical analysis ko be dety hey, mostly traders jes key trades fundamental analyzing ki waja se profit nahi de paty en key ye trades technical analysis key base par profit me convert ho sakty hey, technical analyzing key ley traders ko market ki technical topics aur subject ki study karna zarori hay.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Expert traders technical analysis ko ketni ehmeyat dety hey?

    forex trading main jitny bhi expert tradors hain wo sub he technical analysis ko use karty hain q k es main hum price ka jaoza lety hain or market ko analysis karty hain k market pahly kis point par thi or ab aghy kis point par ho skti hai es liye hmary liye zarori hai k hum market ko achi traha se analysis karen os k bad apni trading karen q nk hmaari trading main risk ka factor tab he kam hota hai jub hum apni trading main technical analysis ko use karty hain technical analysis ka sub se bara benifit yah hai k hum es main chart ko use karty hain jis main hum apni trdaing ko mazzed azan bna skty hain or hmain acha profit earn kar skty hain
    • #3 Collapse

      Re: Expert traders technical analysis ko ketni ehmeyat dety hey?

      Expert traders technical analysis ko short term ki trading karny me bahot zeyda ehmeyat dety hey es ki waja ye hoti hay key market ki current condition ko technical analysis se hi observe karny me asani hoti hay jab key fundamental analyzing ko be expert traders long term ki trading key ley perfect samjty hey, monthly aur weekly jo positions open rehty hey traders technical base par market ko observe karny me fail ho sakty hey es key ley fundamental analysis par expert traders bahot zeyda focus karty hey.
      • #4 Collapse

        Re: Expert traders technical analysis ko ketni ehmeyat dety hey?

        jee haan bahi aap nay bilkul durust farmaya hai koi bhi profissional trader hoo wo nah to technical analysis ko agnore kar sakta hai aor na he fundamental analysis ko koi bhi trade aap ki tab he aap ko profit day sakti hai jab aap her tarah ko market ko jhanch ky trade lagaeen ais liye hum sab ko technical and fundamental analysis ki study karni chahye tab he hum market main sy kuc lay sakty hai jo bhi new traders hai wo ziyada tar indicators py depended hooty hai mary khayal main un ko short term trade ky liye indicator use karna cahyee likin market main un ko achi trading and long term trading ky liye fundamental and technicl analysis ka aana aor janna boht zaroori hai tab he wo achi trading kar sakty hai
        • #5 Collapse

          Re: Expert traders technical analysis ko ketni ehmeyat dety hey?

          Dear her bandy ka apna tareeka kar hai kaam karny ka ais market mai agar ap dekhy to ais mai ye hai k agar ap ne ais market mai kaam karna hai to ap ko ye pata hona chyae k ais market mai agar ap kaam kar rahy ho to ap ko ais mai technical aor fundamental dono ko sekhna chyae ais mai ye hai k agar ap ais market mai kaam karty ho to ap ko ais market mai kaam karny ka pata chal jata hai aor ap aus mai aus k hisab se kaam karty ho kuch expert trader hai jo fundamental par kaam karty hai aor kuch aisy traders hai jo technical par kaam karty hai ye to ab depend karta hai k trade kis cheaz par study kar k kaam kar raha hai ais mai her koi apny tareeky se kaam kar raha hai jo jis k liay asan hota hai wo aus k hisab se kaam karta hai ais market mai ap ne apny hisab se dekhna hai jo ap k liay easy ho aus par kaam kary.
          • #6 Collapse

            Re: Expert traders technical analysis ko ketni ehmeyat dety hey?

            Dear forex trader asslam o alikum ummed krta hoon ap kheriyat say on gay ma apki baat say agree karta hoon ap nay sahi kaha kay jo bhi forex trading karnay walay expert hain wo analysis main different stragy kartay hain jis main fundamental analysis hay aur dosra technical analysis hay ye donu nahut zaruri hay technical analysis bhi bahut important hay is say exleet bahut ziada faoda hasil lartay hain technical analysia ham trading main easily latay hain jis say bahut si baten waziha ho jatai hain aur ham profit main jatay hain aur loss say bach jata hy is liay jitnay bhi expert hqin wo technical ki base pa bahut kuchvkearn kar kay earning kr latay hain
            • #7 Collapse

              Re: Expert traders technical analysis ko ketni ehmeyat dety hey?

              اصل پيغام ارسال کردہ از: aamir370 پيغام ديکھيے
              Fundamental analyzing aur Technical analyzing me bahot zeyda difference hota hay technical base ki analyzing ki ehmeyat be fundamental analysis se kam nahi, successful aur expert traders jetni ehmeyat aur importance fundamental analysis ko dety hey etni hi importance technical analysis ko be dety hey, mostly traders jes key trades fundamental analyzing ki waja se profit nahi de paty en key ye trades technical analysis key base par profit me convert ho sakty hey, technical analyzing key ley traders ko market ki technical topics aur subject ki study karna zarori hay.
              Assalamualaikum ji Bhaijaan Forex trading Mein fundamental or technical analysis dono ki he is rural padti hai In Dono Mein Se Kisi Ko Bhi kam nahi samajh Na Chahiye successful traders jitni Ahmed fundamental analysis ko Dete Hain itne hi importance technical analysis ko bhi Dete Hain mostly traders fundamental allyl analyses ki wajah se kam profit on sale Karte Hain aur woh technical analysis par Jyada Bharosa Karte Hain technical analysis ke liye traders Kumar Kirti technical Topics ke subject ko read karna bahut jyada Zaroori Hota Hai ok Hame Internet se aasani se Haasil Ho Jati Hai
              • #8 Collapse

                Re: Expert traders technical analysis ko ketni ehmeyat dety hey?

                Expert technical analysis ko bahut zyada MBA kehte hain isliye Hum logo ko bhi technical analysis ki vs ket reading Karni chahiye iska Hum logo ko bahut fayda hota hai agar Hum Log technical analysis Hum logo bahut hi jyada kamyabi milti hai
                Removed by Moderator.
                • #9 Collapse

                  Re: Expert traders technical analysis ko ketni ehmeyat dety hey?

                  اصل پيغام ارسال کردہ از: aamir370 پيغام ديکھيے
                  Fundamental analyzing aur Technical analyzing me bahot zeyda difference hota hay technical base ki analyzing ki ehmeyat be fundamental analysis se kam nahi, successful aur expert traders jetni ehmeyat aur importance fundamental analysis ko dety hey etni hi importance technical analysis ko be dety hey, mostly traders jes key trades fundamental analyzing ki waja se profit nahi de paty en key ye trades technical analysis key base par profit me convert ho sakty hey, technical analyzing key ley traders ko market ki technical topics aur subject ki study karna zarori hay.
                  Expert technical analysis ko bohot hi Zyada FB update Hain unke naam bhi Agar wo technical analysis ke mahtab trading Karte Hain To wo log Kafi achha profit bana sakte hain isliye Woh log technical analysis tu bahut yaad aaya to Dete Hain
                  • #10 Collapse

                    Re: Expert traders technical analysis ko ketni ehmeyat dety hey?

                    agar hum forex mai expert hain to hamy technical analysis ko learn kar ky use kar ky kam karna chahey pher he hum market mai run kar saky gy or acha profit gain kar ky apne zarorto ko pura kar saky gy forex aik bohat bara business hain hum is mai apne marze sy time table bana kar kam kar sakty hain yai aik aam business ke nisbat bohat acha business hain is mai usa or china or new yok jasy bary bary mumalik shamil hain forex pury pakistan mai legal ban cuka hain hum is mai apne marze sy time table bana kar kam kar sakty hain hum is mai part time be kam kar sakty hain hum is mai full time be kam kar sakty hain
                    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                    • #11 Collapse

                      Re: Expert traders technical analysis ko ketni ehmeyat dety hey?

                      Har trader ki apni trading strategy hoti ha jis k tehat woh trading karta ha, to ziadah tar trader technical analyses ki base pe trading kartay hain aur profit earn kartay hain is lye forex trading ma ziadah tar expert trader technical analyse ko use kar k hi trading kartay hain
                      Tools of Technical analyses:
                      a. pivot line
                      b. support and resistance
                      c. indicators
                      d. Previous market data
                      in tamam chezon se mila kar to strategy banayi jati ha woh hoti ha technical analysis
                      Importance of technical analysis:
                      a. market k trend ko identify kia jata ha
                      b. market ki movement ko check kia jata ha
                      c. entry point k lye trading signals ka wait kia jata ha aur indicator ko follow kia jata ha
                      d. Market k previous data ki madad se next development ka andazah lagay jata ha
                      is lye forex trading ma technical analysis ki boaht ihmiat ha is k baghair ham market ko thek tarah se read ni kar skaty hain

                      اب آن لائن

                      Working...
                      X