Over trading karny ki wajoohat kia hey?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Over trading karny ki wajoohat kia hey?
    Traders over trading kinu karty hey aur es ki wajoohat kia hey es topic ko discus karna bahot important es ley key new members ko over trading ki wajoohat aur es key nuksaanat ka knowledge hasil ho saky,

    1. over trading greed ki waja se hi traders kar sakty hey zeyda lot size key sath trades ko es ley hold par raka jata hay key minimum time period me zeyda profit hasil ho saky,

    2. Trend ko identify karny bad be traders over trading kar sakty hey jo key ye samjty hey key un ko ab es point key bad loss nahi ho sakta magar some fake trend jes ko traders understand nahi karty un key over trading ki waja se un ko zeyda loss ho jata hay.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Over trading karny ki wajoohat kia hey?

    Dear jab banda ais market mai koi trade lagata hai to aus ka ye mind hota hai k aus ko ais trade par lazmi profit ho ga magar aus ko ye ni pata hota k wo jo trade laga raha hai market k trend k opposite laga raha hai jab market moment karti hai aor aus ki trade loss mai aati hai to aus time wo aus k sath sath aor trades laga deta hai ta k aus k loss kam ho magar aus ko ye samjh ni aa rahe hoti k market trend mai moment kar rahe hai koi pata ni hai k kitna move kar jaye ais liay jab market apni moment kar rahe hoti hai to kafi zayda loss ho raha hta hai aor banda apny loss khatam karny k checker mai trades lagata jata hai ais liay agar ap ne ais mai trade lagai hai to aus k sath stop loss lagaye ta k zayda masla hi na bany ap ko over trading ka.
    • #3 Collapse

      Re: Over trading karny ki wajoohat kia hey?

      Traders ki taraf se agar over trading ki jati hay to es ki koi na koi waja zaror hoti hay without apny reason key koi be mature trader over trading nahi kar sakta hay, me samjta hon key mostly traders jo over trading karny hey un ka main purpose greed karna hi ho sakta hay, short time me high risky trades ka open karny ka reason ye hota hay key huge profit kesi single trade me hi hasil kia jaye jo key bilkul be ye possible nahi key ye trades profit de saken, account ki management important hay traders ko over trading jesi emotions ko avoid karna chaye.
      • #4 Collapse

        Re: Over trading karny ki wajoohat kia hey?

        dear forex member over trading traders ka aik masla hai likin jo traders psychology trained hooty hain wo over trading sy bachay rehty hai aor ziyada tar everage traders overtrading sy khud ko nahin bacha baty aor ais tarah wo apna account wash karwa leety hai aor ye trader us wakt karta hia ky jab wo samjhta hia ky ab market ooper he jaye gee ya down jaye ge likin market main kisi bhi wakt kuch bhi hoo sakta hia aor traders ko lallach sy bachy rehna chahyee aor un ko apna target set kar ky trade karni chahyee aor over trading ko avoide karna cahahyee kionky aik trade bhi phans jaye to acha khasa loss hoony ka khadsha rehta hia ais liye balance chalna he acha rehta hia
        • #5 Collapse

          Re: Over trading karny ki wajoohat kia hey?

          اصل پيغام ارسال کردہ از: aamir370 پيغام ديکھيے
          Traders over trading kinu karty hey aur es ki wajoohat kia hey es topic ko discus karna bahot important es ley key new members ko over trading ki wajoohat aur es key nuksaanat ka knowledge hasil ho saky,

          1. over trading greed ki waja se hi traders kar sakty hey zeyda lot size key sath trades ko es ley hold par raka jata hay key minimum time period me zeyda profit hasil ho saky,

          2. Trend ko identify karny bad be traders over trading kar sakty hey jo key ye samjty hey key un ko ab es point key bad loss nahi ho sakta magar some fake trend jes ko traders understand nahi karty un key over trading ki waja se un ko zeyda loss ho jata hay.
          sometimes trailer on reading this layer cutting and concave trading Karke of a tanker secure extra profit gain kr skain Yeh Travels ke liye bahut jyada risky hota hai Kyunki Jab traders power trading karte huye Suraj ko Chacha bahut jyada increase ho jata hai aur Kidhar ko bahut jyada loss ho sakta hai isliye usko chahiye ke over Trading Company Na Kare for small profit Banaye
          FRD 07 TRADING JOURNAL
          • #6 Collapse

            Re: Over trading karny ki wajoohat kia hey?

            اصل پيغام ارسال کردہ از: aamir370 پيغام ديکھيے
            Traders over trading kinu karty hey aur es ki wajoohat kia hey es topic ko discus karna bahot important es ley key new members ko over trading ki wajoohat aur es key nuksaanat ka knowledge hasil ho saky,

            1. over trading greed ki waja se hi traders kar sakty hey zeyda lot size key sath trades ko es ley hold par raka jata hay key minimum time period me zeyda profit hasil ho saky,

            2. Trend ko identify karny bad be traders over trading kar sakty hey jo key ye samjty hey key un ko ab es point key bad loss nahi ho sakta magar some fake trend jes ko traders understand nahi karty un key over trading ki waja se un ko zeyda loss ho jata hay.
            Assalamualaikum Ji Bhai Jaan Mere Khayal Mein overtrading Karne Ki Sabse Badi Wajah Jyada Dalo Sona Hai Kyunki Jab Hame Los hone Lagta Hai To Hum double minded ho Jate Hain aur ISI Chakkar Mein Hum Apne trade ko bada kar Laga Deti Hai Jiski wajah se 99% Hum Apna account Bhaskar wa Baithe Hain Agar Hum Forex trading Mein survive karna chahte hain to Hame overtrading Ko Bhul Jana Chahiye Kyunki over trading achi cheez nahi hai
            • #7 Collapse

              Re: Over trading karny ki wajoohat kia hey?

              Dear forex trader asslam o alikum ummed krta hoon ap kheriyat say on gay ma apki baat say agree karta hoon ap nay zabardast baat share ki hay kay ham kabhi kabhi trading bahut ziada over kar jatay hain jis say ham kafi ziada nuqsan ma chaly jatay hain is ki pehli aur sab say important waja greedy hay ham lalach main aa kay bahut barhi lot open kar letay hain jis say hamara account bhi wash ho jata hy is liay hamen in baton say nachna chahiay aik hi din ma ameer honay walay chakron main ham apna sab kuch urha lety hain is kay ilawa kabhi kabhi ham market ko sahi jadge nahi akr patay ham daikhty hain kay market ab 100% up ya down jay gi to ham us pa over kar jatay hain jis say kafi ziada nuqsan ho jata hay hamara
              • #8 Collapse

                Re: Over trading karny ki wajoohat kia hey?

                Hame chahiye ke Hamesha trading karte huye aur forum posting karte huye acchi post kare aur Gosht ki quality ko Jarur Dekhe Kitni Achhi hai Hamare post ki bharti Hogi Hum itna hi Sath Amanush Bana Sakenge post a quantity ke sath sath costs key quality Gopi zaroor dekhna chahiye jisse Hamara bonus increase hota hai aur hum usse achi narsingdi kar sakte hain
                • #9 Collapse

                  Re: Over trading karny ki wajoohat kia hey?

                  اصل پيغام ارسال کردہ از: aamir370 پيغام ديکھيے
                  Traders over trading kinu karty hey aur es ki wajoohat kia hey es topic ko discus karna bahot important es ley key new members ko over trading ki wajoohat aur es key nuksaanat ka knowledge hasil ho saky,

                  1. over trading greed ki waja se hi traders kar sakty hey zeyda lot size key sath trades ko es ley hold par raka jata hay key minimum time period me zeyda profit hasil ho saky,

                  2. Trend ko identify karny bad be traders over trading kar sakty hey jo key ye samjty hey key un ko ab es point key bad loss nahi ho sakta magar some fake trend jes ko traders understand nahi karty un key over trading ki waja se un ko zeyda loss ho jata hay.
                  Traders over trading is legal Hain ke unko trading K Yadav profit ho aur woh Jyada profit gain kar sake lekin Ye traders ki bahut badi mistake Hoti Hai address main Apna nuksaan karwa Lete Hain dangerous ko chahiye Ke overtrading Na Kare aur ek hi achi si Chad Gaya Tha Jo Humko trading Karke achha profit traders college nahi karni chahiye
                  • #10 Collapse

                    Re: Over trading karny ki wajoohat kia hey?

                    Forex market Mein log bahut hi Zyada Aur confidence ho Jate Hain isliye Hum Logo Ko overconfidence Nahi hona chahiye Hum Logo Ko Dekhkar trading Karni chahiye Jab log overconfidence ho Jate Hain To wo log Aur Ko trading Karke profit banane ki koshish karte hain lekin in logo ko loss ho jata hai
                    Removed by Moderator.
                    • #11 Collapse

                      Re: Over trading karny ki wajoohat kia hey?

                      اصل پيغام ارسال کردہ از: aamir370 پيغام ديکھيے
                      Traders over trading kinu karty hey aur es ki wajoohat kia hey es topic ko discus karna bahot important es ley key new members ko over trading ki wajoohat aur es key nuksaanat ka knowledge hasil ho saky,

                      1. over trading greed ki waja se hi traders kar sakty hey zeyda lot size key sath trades ko es ley hold par raka jata hay key minimum time period me zeyda profit hasil ho saky,

                      2. Trend ko identify karny bad be traders over trading kar sakty hey jo key ye samjty hey key un ko ab es point key bad loss nahi ho sakta magar some fake trend jes ko traders understand nahi karty un key over trading ki waja se un ko zeyda loss ho jata hay.
                      Hum logo ko overtrading nahi karni chahiye Uske bahut hi jyada nuksaan Hum Logo Ko Dekho training Karni chahiye Agar Hum logo ko accha profit Hassan Karna Hai To Phir Hum Log mar gi Ki Main dekhta trading karte hain toh phir Hum Logon Ko iska fayda Hota Hai aur hum log is se acchaa profit Hassan kar sakte hain
                      • #12 Collapse

                        Re: Over trading karny ki wajoohat kia hey?

                        dear forex mein log join to bohat he fast hotay hein is liye wo jab is mein work karna start kartay hein to jald bazi mein apny senior ko dakh kar is mein work kar dayty hein or jis ki wja 2 banti hein]\

                        greedy
                        jabhi insan kay andar lalich paida hoti ha to wo makret mein dosron ko apny senior ko dakh kar work karna chahta ha or un tarha jaldi rich banana chahta ha or bari bari lot lga kar trading start kar dyta ha jis say wo loss kar behtty hein is liye jabhi ap is lalich paida kar kay work kartay hein to loss he loss kartay hein

                        experience ki kami
                        experience ki kami ki wja say ap loss kar behty hein or over trading tabhi hoti ha jabhi ap experience na ho to market mein ap deposit kar kay sath he bari lot lalich ki bina pay lga lety hein or fir loss kar behtty hein
                        • #13 Collapse

                          Re: Over trading karny ki wajoohat kia hey?

                          Sab sy pehly to over trading karni hi nahi chahiye agar ap over trading kary gy to ap ko hi us ka loss hoga. Or jo traders overtrading karty hai ye janty huwy b k over trading sy loss hoga us ki do waja hai ek to wo over trading is liye karty hai k un ko loss huwa hota hai or wo chahty hai k wo loss ko recover kary ly.
                          Or dusri waja ye ho sakti hai k un ko zeyada profit ka lalch ho agar un ko lalch ho ga to hi wo over trading kary gy k zeyada sy zeyada trading kary or zeyada earn kary in do reasons k ilawa mujy to koi or waja nahi pata over trading ki over trading karni hi nahi chahiye chahy ap ko loss hi q na huwa ho.
                          • #14 Collapse

                            Re: Over trading karny ki wajoohat kia hey?

                            jab hum forex mai kam karty hain to hamy bonus milta hain lakin kuch traders bonus milty he lalch mai aa jaty hain or zada pasisa hasial karny ky liye over trading karty hain or inhy loss ho jata hain is mai market ka ya brokers ka koi qasur nahi hota forex ko hum apna life time career be bana sakty hain is mai usa or china jasy bary bary mumalik sahmil hain yai pakistan mai legal ban cuka hain forex aik asa business hain jo hamy learning ky sat sat earning be deta hain is mai hamara koi boss nahi hain hum gar mai bath kar is mai kam kar sakty hain hamy pver trading sy guraz karna chahey
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Over trading karny ki wajoohat kia hey?

                              Over trading ki koi aik wajah nahi hoti hai. Forex traders ki koshish hoti hai kay Kamm waqt mai ziada say ziada earning ker li jaey aur iss wajah say over trading kertay hain. Forex trading business mai traders ko bohat si baato ka khayaal rakhna parta hai. Forex business mai anay kay baad traders ko yeh feeling unkay under say aati hain kay trading seekh li hai ab apnay sarey maslay forex trading say earning ker kay hall kernay hain jiss ki wajah say woh apnay saal ha saal kay masaael solve kernay kay liye bohat jaldi aur ziada earning kay chakkar mai Parr jatey hain haalakay Agar traders iss Baat ko samajh lia karain kay jab trading shuru ker li hai tou aik he din ya aik he trade mai saara profit kamanay ki koshish kernay ki bajaey slow pace kay saath trading ker kay bhi apnay targets achieve ho saktay hain. Traders over trading uss waqt bhi kertay hain jab unhain market mai movements nazar aati hain. Forex market mai aksar aisa hota hai kay kisi aik pair ki movement say kuch aur pair jo Co related hotay hain woh bhi movement kertay hain jiss ki wajah say traders sub mai he trades open ker laitay hain aur yu unhain kuch samajh nahi aati aur over trading unhain aisay bhi loss day jaati hai

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X