Loss ki reason kia hain jaldbazi ya learing ki kami
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Loss ki reason kia hain jaldbazi ya learing ki kami
    Dear forex main aksar log jalbazi ki waja se sabar nahi karte aur bas market main in ho jate hain jiski waja se aksar loss hota hai qk agar ap sabar se kam karenge to market apko us se b behtar moka deti hai jaha pe ap acha profit earn kar sakte hain aur jalbazi insan tabi karta hai jab uske pas knowledge nahi hota learing ki kami hoti hai
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Loss ki reason kia hain jaldbazi ya learing ki kami

    Ji bilkul learning aur experiance ke na hone se rader jaldbazi karte hain koi b trade open karne , kiu k agar trader ko forex ka knowledge aur experiance ho jaye ga to wo aik plan aur strategy k sath trading kare ga , uski trading mein aik discipline ho ga aur wo kabi b trade ko open ya close karne mein jaldbazi nahi kare ga.
    • #3 Collapse

      Re: Loss ki reason kia hain jaldbazi ya learing ki kami

      Loss ki ap nay jo bataya jald bahi air learning ki kami to Mary khyal say main reason knowledge ka na hona he hy aur jald bazi b loss MA aati hy par agr hum ko market ka knowledge he nai to hum kasy trade kar sakty hain.
      • #4 Collapse

        Re: Loss ki reason kia hain jaldbazi ya learing ki kami

        har ek kam me sabar acha hota hye but forex tradeing me sabar bohat he acha hota hye agr hum jab bhe apna meta 4 open krte han to hum ko chahye ke markt ko har way se dekhan agr samj aa jye to theak hye agr na aye to hum ko wait and sabar kr ke acha trade mel jate haye as leye hum ko all time tradeing nahi krne chahye and wait krna acha hota hye as se hum acha earn kr lete han risky tradeing hum ko kabi profit de jate haye but aksar ye hum ko loss he karwa dete haye as leye forex me sabar achi bat hote hye
         
        • #5 Collapse

          Re: Loss ki reason kia hain jaldbazi ya learing ki kami

          Forex main loss ki wajha dono hain jald bazi bhi aur learning ki kami bhi jab humary pass learning ki kami ho gi aur hum.trades bhi bina market ko watch kiay aur trend ko samjhe bina lgay ge tou hum is main apna loss hi karte hain is.liay trading main jab tak ap k pass acho learning nai hay knowledge nai hay kbhi trading strt na karain aur is k sathbsath hanesha sabar se kam.lain aur market ko soche samjhe bina hi trading start karain take loss se bach bach sakain
          • #6 Collapse

            Re: Loss ki reason kia hain jaldbazi ya learing ki kami

            yes ham ko forex trading main as liy hamko jaldbazynahi karny chahiy hai tu hi ham as main kamyab ho skate hain as main ham ko greed bhi nahi karna chahiy hai tu hi ham as main kamyab ho skate hain as main ahm ko chahiy hai kee hai kee hm ko as main mihnat bhi karny chahiy hai
            • #7 Collapse

              Re: Loss ki reason kia hain jaldbazi ya learing ki kami

              اصل پيغام ارسال کردہ از: Safdar1 پيغام ديکھيے
              Dear forex main aksar log jalbazi ki waja se sabar nahi karte aur bas market main in ho jate hain jiski waja se aksar loss hota hai qk agar ap sabar se kam karenge to market apko us se b behtar moka deti hai jaha pe ap acha profit earn kar sakte hain aur jalbazi insan tabi karta hai jab uske pas knowledge nahi hota learing ki kami hoti hai
              Dono wajuhaat ke wajhaa sy loss ho jaata ha. Magar apko maloomat aur experience ke kami us wakat tak rehti ha jab tkk ap sahi time nahe forex ko dety hain. Jabb sahe time dety hn to us ka bad main wajha ye hoti hai kay aap sabar nahi kar paty jo nuqsan day jaati ha.
              • #8 Collapse

                Re: Loss ki reason kia hain jaldbazi ya learing ki kami

                Dear friends froex my loss dono surton my hota hai agar tard lagany my jald bazi kary gy ya ap es k bary main knowledge hasil nahi kary gy to apko lose hoga es ly apko tread dalty howy dono chezon ka khyal rakhna chaiy
                • #9 Collapse

                  Re: Loss ki reason kia hain jaldbazi ya learing ki kami

                  Dono hi loss ki reasons hai agar ap learn nahi karo gy ya kam learn karo gy to ap ko loss hoga or agar ap ko trading ka pata hai or ap trend dekhy bgair jaldi me trading karty ho to b ap ko loss ho ga is liye achi tarha trading kary.
                  • #10 Collapse

                    Re: Loss ki reason kia hain jaldbazi ya learing ki kami

                    Forex mai loss ki reason jaldbazi b ho sakti hai and learning ki kami b waja ho sakti hai in dono cheezon k bghair ap forex se profit nae le saktay apko trading mai patience b rakhna paray ga and forex ki achi Learning b leni paray gi tab ho ap forex mai success ko start kar sakein gay trading mai jab apki investment k bad earning aana start ho jaye to apnay emotions ko control mai rakhein aor jaldbazi mai koi b ghalat trade open na karein sirf wohi trade lgaein jis p trading k acha moqa ho nae to patience k sath next trade k lye achay time ka wait karein
                    • #11 Collapse

                      Re: Loss ki reason kia hain jaldbazi ya learing ki kami

                      YE dono reason hain loss hony ki so ap ko chiye laykabhi bhi jaldbazi main aker trade mat katyn jab tak market ka achy say jaiza na lay len ap ko us waqt tak trade mat kary jab tak ap pora jaiza na lay len or doser waja ye hai kay ap ka knowledge ka kam hona bhi ap ko loss ka samna karwa sakta hai so ager apni learning main improve karyn gye to ap ko profit bhi hoga
                      • #12 Collapse

                        Re: Loss ki reason kia hain jaldbazi ya learing ki kami

                        wese to trading me loss to ek to mind ka present na hona bhi loss ka bais hai aur jazbati ka zawal b bhi hai,,, aur rahi baat learng kii wo to wese bhi be buniyad pe kaam krna bhi loss hotaa haii
                        • #13 Collapse

                          Re: Loss ki reason kia hain jaldbazi ya learing ki kami

                          Jani mery khayalein to dono hi loss ki behtreen reason hain.
                          Agr ap kh pass trading ka knowledge nahi hai to ap is ko seekh bhi nahi sakty. Aur jab ap ny learn hi nahi kiya to loss ho ga.
                          Dosra agr trade lagany mein jald bazi kerty hain to bhi us mein sirf loss ho hai.
                          • #14 Collapse

                            Re: Loss ki reason kia hain jaldbazi ya learing ki kami

                            G brother ap nay asha question raisa kia ha loss ki dono he reasons ho sakti hain learning ki kami bhi ar jald bazi bhi agar ap trade karny main jald bazi kariny gay to ap ko loss ho sakta ha ar agar ap nay thek say trade k bary main learn nahi kia ho ga to tub bhi ap ko loss ho sakta ha es k elwa bhi loss ki kuch reasons hain jaisy...
                            1.Experiance ki kami
                            2.Knowledge ki kami
                            3.Market ka thek trh say analysis na karna
                            4.lalich
                            5.strong planning ka na hona
                            Ye kuch reason hain jin ki waja say ap ko loss ho sakta trade karnay say pehlay ashi trh lesrn kar lainy ar phr bhi trade main jald bazi na kariny ar market ka ashintrh say analysis kar k sma lot k sath trade kariny to ap ko profit ho ga
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Loss ki reason kia hain jaldbazi ya learing ki kami

                              G friend forex trading me loss ki waja jaldbezi hai or learnig b ho sakti hai forex trading me in dono ka thek hona boht zarori hai.......forex me learnig ka liya zayda sy zayda practice ki zarorat hoti hai forex me wahi log zayd jaldbezi karty hai jin ka pas knowledge or experience nahi hota

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X