What is Robot?
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    What is Robot?
    Robot kia hay aur es ko trading me kesy use kia jata hay es key fawayed aur nuksanat kia hay ye bahot hi important questions hey jes ko discus karna zarori hey,

    1. Robot kia hay?

    Robot complete computer program hota hay jes ko terminal key sath attach kia jata hay.

    2. Robot ko use kesy kia jata hay?

    Robot ko terminal me install kar dia jata hay aur es ka kam ye hota hay key ye automaticlly trades ki opening aur closing kar sakta hay, es key elawa trade ko manage be kar sakta hay.

    2. Robot key fawayed aur nuksanat kia hey?

    Robot ka 1 faida to ye hota hay key traders ko manually trading nahi karni hoti traders totally robot system par trades key opening aur closing par depend kar sakta hay, robot ka sab se biggest fault ye ho sakta hay key ye market high volatility ko indicators ki tarha find nahi kar sakta.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: What is Robot?

    Forex trading main robot ka lafz bara common hay. Robot waisy to aam zindgi main kici bhi automatic machine ko kehty hain. but forex main robot aik aisa software hota hai jo kay professional traders ke janib say dee gaye special planning aur trading strategies kay ain mutabiq trading operation sar anjam deta hay. Robot kay andar khud say sochny smajhny ke salahiyat ni hoti aur na he ye market ko analyze kar sakta hay aur na he market kay trend ko smajh sakta hay aur na follow kar sakta hay. Is ka sirf ek he kaam hota hay aur wo hai, dee gaye hidayaat kay mutabiq trading karna. robot ko traders kay profit ya loss say koe gharz ni hoti. Is liye main tamam new traders ko yahi guzarish hy kay wo robot ke bajay manual trading ko tarjeeh dain aur professional trader banen.
    • #3 Collapse

      Re: What is Robot?

      Yeh bhai aapne bilkul theek baat ki hai lekin Mere Khayalon Mein Hum logo ko rebose trading nahi karni chahiye Agar Hum Log report reading Kar Hum logo ko 30% Commission De Na Hoti Hai Jo keh Agar Hum Logo Ko Hum logo ko 30% Commission Dena hoti hai aur Agar Hum Logon Ko loss hota hai to pramara account Vashi ho sakta hai
      • #4 Collapse

        Re: What is Robot?

        Robot program Ko Kehte Hain Jo computer robot ki madad se hum log toh Laga sakte hain aur trade kar sakte hain robot car Hum logo ko bahut fayda Hota Hai Hum Log robot Keemat Se Jo Beet red Lagate Hain Woh profit nahi aati hai iska Hum logo ko bahut fayda hota hai aur hum logo ko kamyabi milti hai agar hum log robot trading Karte Hain To
        Removed by Moderator.
        • #5 Collapse

          Re: What is Robot?

          Asslam o alaikum dear brother and forex forum members i hope you will be good. And bhai main apki baton sa fully agree karta hoon and bhai apko btata hoon k robot aik achi cheez nahee hy hakain is ka use bilkul nahee karna chaheye balky apny experions and apny techniques ko usd kr k trade open krni chaheye. Ager daikja jay to robot k kuch fawaid bhi hoty hain but fawaid sa zyada is k nuksanaat zyada hoty hain so isko use krny sa ahtiyat krna chaheye. And 100% main sa 40 % members ka yahee kahna hota hy isko use krna chaheye but wo jo use krty hain to loss main chaly jaty hain. At last robot ko na hi install krain and na hi isko use krain ya hamara khiyal hy. Thanks
          • #6 Collapse

            Re: What is Robot?

            Robot aik computer program ha. is se trading ki ja sakti ha. Ye trading signals k mutabiq kaam krta ha. robot btata ha k k kis currency pair ko buy ya sell krne ka time ha. Or us given time me he wo trades lagana lazmi hota ha. Robot k zareay trading bi kafi helpful tasleem ki jati ha. robot nafsiaati nuqsan se bachata ha.
            robot k sath asth or bhi trading tools istimaal hote hain laikan un sab k istimal k liay un k mutaliq knowledge ka hona bht zaruri ha. is liay trading tools k mutaliq phle mukaml maloomat hasool un k istamal ko bhtr bnata ha
            • #7 Collapse

              Re: What is Robot?

              foreign exchange trading foremost robot ka lafz bara not unusual hay. robot waisy to aam zindgi predominant kici bhi automatic gadget ko kehty hain. but foreign exchange major robot aik aisa software hota hai jo kay expert buyers ke janib say dee gaye unique planning aur buying and selling strategies kay ain mutabiq trading operation sar anjam deta hay. robotic kay andar khud say sochny smajhny ke salahiyat ni hoti aur na he ye marketplace ko examine kar sakta hay aur na he market kay fashion ko smajh sakta hay aur na follow kar sakta hay. Is ka sirf ek he kaam hota hay aur wo hai, dee gaye hidayaat kay mutabiq buying and selling karna. robot ko investors kay income ya loss say koe gharz ni hoti. Is liye foremost tamam new investors ko yahi guzarish hy kay wo robot ke bajay guide buying and selling ko tarjeeh dain aur professional trader banen.
              • #8 Collapse

                Re: What is Robot?

                Janab aap ne bahut acchi baat hai ki hai robot in fact take technical software Hota Hai this is a different kind of strategies time frame indicators add kar Diye Jate hey and yeah robot Kutty trade opening and closing Karte Hain reports ke bahut Sare advantages disadvantages hi Jo ok Main aapko Bata Ne Ja Raha Hoon robot chassis software hai jo aapko without any effect coffee profit dekhte hain lekin Jab Bhi Kisi type ki news release hoti hai tu yeah badly flop Hote Hain Jiski Baja sae traders car coffee nuksaan ho jata hai qk in main sirf technical analysis feed kiye Hote hey aur unke andar fundamental analysis ability maujood nahi hoti Umeed hai aapko post achi lagi Hogi.
                • #9 Collapse

                  Re: What is Robot?

                  اصل پيغام ارسال کردہ از: irfankhan786 پيغام ديکھيے
                  Robot kia hay aur es ko trading me kesy use kia jata hay es key fawayed aur nuksanat kia hay ye bahot hi important questions hey jes ko discus karna zarori hey,

                  1. Robot kia hay?

                  Robot complete computer program hota hay jes ko terminal key sath attach kia jata hay.

                  2. Robot ko use kesy kia jata hay?

                  Robot ko terminal me install kar dia jata hay aur es ka kam ye hota hay key ye automaticlly trades ki opening aur closing kar sakta hay, es key elawa trade ko manage be kar sakta hay.

                  2. Robot key fawayed aur nuksanat kia hey?

                  Robot ka 1 faida to ye hota hay key traders ko manually trading nahi karni hoti traders totally robot system par trades key opening aur closing par depend kar sakta hay, robot ka sab se biggest fault ye ho sakta hay key ye market high volatility ko indicators ki tarha find nahi kar sakta.
                  Forex trading Mein robot wo Hote Hain Jo traders e-trading karte hain ya nahi traders ki jagah pe trading ke orders Lagate Hain aur close karte hain robot trading co Auto Trading bhi Keh sakte hain robots use karne ke liye traders pay karna padta hai main robot trading ko like nahi karta Kyunki Jab Hum robot use Karke trading Karte Hain Toby Hame loss ho sakta hai Iske Alawa Hame robot use karne pe payment bhej deni padti hai aur hum khud bhi Forex trading ke baare mein kuch learn nahi kar sakte Mere Khayal Mein To robots use karne ka Jyada fayda nahi hota
                  FRD 07 TRADING JOURNAL
                  • #10 Collapse

                    Re: What is Robot?

                    yes dear ap nay robot kay bary mein kafi achi tarha say guide kiya ha lekin robot ek bekar cheez ha is liye agar ap robot paly depend raheen gay to ap jitni marzi earning kar lein jabhi ap market mein koi news hogi ya market mein teezi hoti ha tabhi robot apko bekar nazar ata ha ye daily profit to dyta ha lekjin ek din aysa ata ha kay apka account wash ho kar he rehta ha lekin is say behtar manual trading ha or is liye apkay pass acha experience ka hona bohat he zarori ha kiyon kay acha experience hoga tabhi ap market mein achi earning kar sakty hein or hard practice he apko kamyabi dilwa sakti ha so hard work to get success easy in forex
                    • #11 Collapse

                      Re: What is Robot?

                      Forex Robot makes its decisions or gives signals or recommendations and executes them automatically by mathematical algorithms based on the history of the last price, that is Forex robots do mathematical equations to make decisions about entering and exiting deals according to the past price date regardless of whether the person in front of the computer or No problem with Forex Robot that these machines are pre-programmed to some changes in the market and not all and you know that the Forex market dynamic market is always changing up and down and on the side.
                      • #12 Collapse

                        Re: What is Robot?

                        foreign exchange trading essential robotic ka lafz bara commonplace hay. robotic waisy to aam zindgi important kici bhi automated device ko kehty hain. however foreign exchange primary robot aik aisa software program hota hai jo kay expert traders ke janib say dee gaye special planning aur buying and selling techniques kay ain mutabiq buying and selling operation sar anjam deta hay. robot kay andar khud say sochny smajhny ke salahiyat ni hoti aur na he ye marketplace ko analyze kar sakta hay aur na he marketplace kay trend ko smajh sakta hay aur na follow kar sakta hay. Is ka sirf ek he kaam hota hay aur wo hai, dee gaye hidayaat kay mutabiq buying and selling karna. robot ko investors kay profit ya loss say koe gharz ni hoti. Is liye important tamam new buyers ko yahi guzarish hy kay wo robotic ke bajay manual buying and selling ko tarjeeh dain aur professional trader banen.
                        • #13 Collapse

                          Re: What is Robot?

                          Robot :

                          Robot aisay khud kar alay ko kehtay hain jo aik tarika kar kay teht apna kam kerta rehta hay.

                          Trading Robot :

                          Trading robot ajkal trading kay liye kafi had tak istamaal kiye ja rahay hain. Trading robot aik soft file hoti hay jo kay boht say tools aur indicators ko mila ker banai jait hay aur is main kafi sari commands aur logic ko akatha ker kay aik file ki shakal di jati hay. aur is main logic banaye jatay hain. is ko forex ki zuban main trading robot kehtay hain.

                          Trading robot khud ba khud trading kerta hay. is kay liye trader ko apn computer ON rkhna hota hay aur meta trader 4 bhi run kerta rehta hay. jis per robot khud ba khud jab us ko entry milti hay to wo entry leta hay aur jab exit point milta hay to wo exit ho jata hay. is main lot size aur stop loss ko trading strategy kay mutabiq pehlay say hi set kia jata hay. aur risk ki percentage aur draw down ki percentage bhi set ki jati hay.
                          • #14 Collapse

                            Re: What is Robot?

                            اصل پيغام ارسال کردہ از: irfankhan786 پيغام ديکھيے
                            Robot kia hay aur es ko trading me kesy use kia jata hay es key fawayed aur nuksanat kia hay ye bahot hi important questions hey jes ko discus karna zarori hey,

                            1. Robot kia hay?

                            Robot complete computer program hota hay jes ko terminal key sath attach kia jata hay.

                            2. Robot ko use kesy kia jata hay?

                            Robot ko terminal me install kar dia jata hay aur es ka kam ye hota hay key ye automaticlly trades ki opening aur closing kar sakta hay, es key elawa trade ko manage be kar sakta hay.

                            2. Robot key fawayed aur nuksanat kia hey?

                            Robot ka 1 faida to ye hota hay key traders ko manually trading nahi karni hoti traders totally robot system par trades key opening aur closing par depend kar sakta hay, robot ka sab se biggest fault ye ho sakta hay key ye market high volatility ko indicators ki tarha find nahi kar sakta.
                            Walaikum ji bhaijaan robot 1 automatically system Hota Hai Jiska sarir se aap apna shut Karda target se friend ko open kar sakte hain aur closely kar sakte hain record ka ek fayda yeh hota hai kis Se trailer for manual trading nahi karni padti hai Kyuki automatically systems kaam karta hai isliye automatically aapko trade co closed or open lekin bhaijaan Mere Khayal Mein Yeh Ek new trailer ke liye bahut hi risky ho sakta hai Kyunki Uske baare mein pura padh na Lu Hasil karne ke baad aapko use karna chahiye Autograph manually trading business Karte Hain to aapko accha Forex knowledge Milta hai agar aap Remote Se trading karte hain to aapko Itna Jyada experience Aasan Nahi Hota Hai Jisne aapko main manual trading Se Hota Hai
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: What is Robot?

                              Bohat hi acha sawal kia hay k robot kia hay? robot aik aisi Manichean hay jo mukamal tor par computer programs kay zaraiay say kam karti hay jis main pehlay say tamam programs set kar diay jatay han jin say woh aik khud kar aala ban jata hay robot Forex trading man bohat hi madad gar hota hay is ki mada say trader ko manual trading nahen karni parti balkeh robot ki mada say mukaml trading karta hay trade start and close robot hi ki madad say ki jati hay robot ka aik loss yeh hota hay k woh market ki moving ko identify nahen karta jis say aksar aoqat trade wrong lag jati hay jis say baz dafa trader ko bohat ziada loss face karna parta hay is liay robot say help kay sath sath trader ko manually trading bhi karni parti hay jis main woh robot say missing ko fill karta hay aor trading ko kamyab karta hay.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X