Loss sy na umeed mat hon
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Loss sy na umeed mat hon
    Agar ap ko loss hota hai to us sy ap seekhy ap umeed mat chory or koshish kary k jis mistake sy loss huwa tha wo dobara na ho.
    Is sy ap ki trading pehly sy b achi ho sakti hai or mehnat karty rahy trading me ap.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Loss sy na umeed mat hon

    G bilkul dear loss sy bilkul bhi na umeed nhe hona chahye qk me samjht hon kah loss or profit ka kesi bhi business me choli damin ka sath hai loss ko ham khatm nhe kar sakty han albatta is ko kam zaror kar sakty han or rhi bat umeed ki to hamen khabhi bhi na umeed nhe hona chahye
    • #3 Collapse

      Re: Loss sy na umeed mat hon

      ​Dear forum fellow forex trading main profit loss dono hi chalty hn ager loss ho jai to tention ni lainy chay aur na hi himmat harny chay bulkey loss se seekhna chay aur jo trader loss se seekhta hy wohi kamyab bh hota hy aur earning bh kerta hy
      • #4 Collapse

        Re: Loss sy na umeed mat hon

        Dear duniya ma koi bhi karobaar hu os ma profit aor loss aik normal si baat hay aor hamesha business profit aor loss ki bunyaad per kiya jatay hay is liye ager kisi ko loss hu jaye tu iska ye matlab nhi hay pher wo na omeed hu jaye kiun kay ajj loss huwa hay tu kal profit bhi hu sakta hay is liye profit hu ya loss ap apni mehnat jaari rakha karay.
        • #5 Collapse

          Re: Loss sy na umeed mat hon

          Agar apko is mein loss ho sakta hain to is mein profit bhi ho ga apko chahye k ap is mein zad mehnat kare pher ja kar ap is mein earn kar sakte hain ye aik best online site hain jis mein ap kam karte hain forex apko zroor faida de ga isse na umeed na ho
          • #6 Collapse

            Re: Loss sy na umeed mat hon

            Loss to her business main hota hey aor her business man ko hota hey. Ager loss per disheart hony se business ko chor dena hi hel hey to phir koi bhi business na kery.
            Mistakes se seekhny main hi behtri hoti hey aor wohi kamyab insan hota hey jo apni mistakes se seekhta hey.
            • #7 Collapse

              Re: Loss sy na umeed mat hon

              Forex mein aksar log seekhnay ki koshish tou kertay hain lakin kamyab nahin ho patay aur forex sae naumeed ho ker forex ko chor detay hain aap logoun ko forex sae naumeed nahin hona chahyea aur iss mein mehnat sae kaam jari rakhna chahyea kisi ki mehnat kabhi zaya nahin hoti aap zaroor kamyab hoon gay
              • #8 Collapse

                Re: Loss sy na umeed mat hon

                Jab ap forex business ko jion krtey ho tou phr ap forex market mai loss aur profit key bry mai bhe maloom ho gy. Forex business mai kamyabhi hasil krna hai tou ap ko apni planning ko behagtr krna hasi aur ap ki earning zada bho gy. Aur ap apney loss ko control kr sakty ho.
                • #9 Collapse

                  Re: Loss sy na umeed mat hon

                  Sir agar hamain forex mein loss ho jata hai to hamian as mie aa ker belkul bee preshan na hoan chahye q k yeh preshani hamain or bee zyada loss kerwa sakti hai as lye hamain as mien aa ker aik bhut he acha trader ban ker akhud per bharosa ker k kam kerna hota hai or khud k lye new ways talash kerny hoty hien.
                  • #10 Collapse

                    Re: Loss sy na umeed mat hon

                    G bhai ap ki bat thk ha loss se umeed ni hona chaye q k trading mein loss hota rehta ha es se preshan ni hona chaye but hamaen big loss se bachna chaye jo bad mein recover na ho sakaen aisy lossess hamri trading k lye dangerous ho sakty haen
                    • #11 Collapse

                      Re: Loss sy na umeed mat hon

                      اصل پيغام ارسال کردہ از: abcd2 پيغام ديکھيے
                      Agar ap ko loss hota hai to us sy ap seekhy ap umeed mat chory or koshish kary k jis mistake sy loss huwa tha wo dobara na ho.
                      Is sy ap ki trading pehly sy b achi ho sakti hai or mehnat karty rahy trading me ap.
                      Assalamualaikum bhai Forex trading Main Agar aapko loss hota hai to aap na Umeed Na Ho Aur apni Himmat Ko Na Kare Aisa Bhi Ho Sakta Hai Ke Aap Ki Loge Mein jane wali train ekdum se profit Mai Chali Jaye isliye Hamesha positive Rahe Sabar aur Himmat se kaam nahi na Umeed Na Hoon Shukriya
                      • #12 Collapse

                        Re: Loss sy na umeed mat hon

                        G han dear hamen khabhi bhi umeed ka damin hath sy nhe chorna chahye agr aj hamen loss hoa hai to is me hamen preshan hony ki koi zarort nhe honi chahye or is bat ko samjhna chahye kah business me loss or profit sath sath hoty han ham loss ko kam zaror kar sakty han mgr is ko khatm nhe kar sakty han
                        • #13 Collapse

                          Re: Loss sy na umeed mat hon

                          Ji ager app forex trading se earn kerna chahtay hain to app ko chahiye k app apni learning achi krain or ager app ko loss bhi ho jaye to us se himat na harain balkay loss ko positive le ker agay barhain or loss ko apne liye seekhne ka zariyah banain is lie bht acha hy k app loss se dilbardashta na hon
                          • #14 Collapse

                            Re: Loss sy na umeed mat hon

                            Yes dear loss syy naumeed ni hona chiyee loss our profit to phr sat sat hai jo neq trading sat kartyy hai ounhyy to phly phlyy boht loss hota ni mayoos ni hona chiyee hosla rhkna chiyee our apni galtiou syy seekhtyy rhna chiyeee low point main trading kartyy rahy our apni galtiou ko contral kartyy rhyy ek din kafei sari smjh lag jaiyy gei trading ky baryy main our phr profit zaroor ho ga jb smjh jaiyy gyy..
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Loss sy na umeed mat hon

                              Dear je bat bilkul sahi hai k ager hamy loss ho jay to ham trade karna chor dain blky apny loss sy app ko sabiq seekhna chaiy ky app sy kia galti hovi hai jis ke waja sy loss hova hai next trade main asi galti na ho our profit hasil kar sakin
                              our apny loss ko recover kar sakin ku k koi b business ho us main kabi profit to kabi loss hota rehta hai es liy kabi b dil chota nhi karna chahiy blky our mehnat kar k profit hasil karny ke koshish karni chahiy

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X