Jo log loss ko zehn mein ni rakhty wo big loss ka samna krty haen
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Jo log loss ko zehn mein ni rakhty wo big loss ka samna krty haen
    Dear traders trading krny k doran hamaen apny profit k sath sath loss ko bhi zehn mein rakhna chaye.q k agr ap loss ko ahmiat ni daity aur ap proper stoploss ka use ni krty ap profit ko zehn mein rakh k lot size ko maintain ni rakhty tu phr ap ye jan laen k bht berha loss ap ka intezar kr raha ha.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Jo log loss ko zehn mein ni rakhty wo big loss ka samna krty haen

    g han dear ap ne sahi kaha ha k ak trader ko proit loss dono hi zehan main rakhny chaye taky wo achi trah market ko annalyes kr k trading kr saky ,but mera khiyal ha k new traders ko bht si ahtiyat se kam lana ho ga k wo trading mian loss ko kam se kam krain ,
    • #3 Collapse

      Re: Jo log loss ko zehn mein ni rakhty wo big loss ka samna krty haen

      G bilkul apki bat theak ha forex trading mn trade krtay waqt sirf profit he naen loss ko bhi zehn mn rakhna chayay aik to loss ko zehn mn rakhtay howay ap safe trading krtay hn aur dosra jb kbi apko loss ho bhi jay to ap pehlay sa brdasht krnay ko tiar hotay hn apko loss ki waja sa ziada preshani naen hoti
      • #4 Collapse

        Re: Jo log loss ko zehn mein ni rakhty wo big loss ka samna krty haen

        g bilkul sahi kaha apny zada tar traders trading kartye huwa lossko apna zeha ny bhair he nikal data hain uny pta he nhi hota k loss be ho sagta ha woh large lot use karna lagtye hain or laalach ma aa jatye hain k large lot use karna sy un ko large profit gain ho ga woh iss chakar ma loss karwa btye hain humain chaiye k hum jab be trading karna lgye toh humain loss kha mind main rakhna chaiye tab he hum acha profit gain kar sagtye hain
        • #5 Collapse

          Re: Jo log loss ko zehn mein ni rakhty wo big loss ka samna krty haen

          Dear friend ridk managemrnt to tradi g main bahut zarori hey. Ager trading main loss hony ko ignor ker dia jaey to phir loss hota hey aor accunt tak wash ho sekta hey. Loss ko mind main rekhain per confidence losse na kerain. Loss se derna nhen chaey per isko ignor bhi na kerain.
          • #6 Collapse

            Re: Jo log loss ko zehn mein ni rakhty wo big loss ka samna krty haen

            Ji bilkul some time aisa hota hy k trader ko loss hota hy or wo kuch time k baad apne loss ko bhool jata hy aisa galat hy apne loss ko mind main rakhna chahiye takay app ainda aisa loss face na ker sakai or app ko apne loss ki reason pata ho is lie behter hy k app loss ko zahen main rakhain takay app ko ainda loss na ho sakay
            • #7 Collapse

              Re: Jo log loss ko zehn mein ni rakhty wo big loss ka samna krty haen

              apni bt sae m agree ni krta hon kabi b loss ko na bhool ojab b trade kro tu loss or profit ko smnae rkh kr kro taby kamyab ho skty ho jo b axa trader hota ha wo hmesah planning krta h kae usko kitna loss krana ha or kitna profit krana ha agr ap srf profit ko rkho gy mind m tu los sho ga han khayal rkho kae loss sae daro mt trade kae doran dro gy tu glty ho skty ha bs mind m rkho kitna krana ha agr ho gya tu
              • #8 Collapse

                Re: Jo log loss ko zehn mein ni rakhty wo big loss ka samna krty haen

                G han jo log easy lyty hai trading ko wo boht bara loss karwa lytyy hai kabi kabi hmyyy apny loss ko ni yad rhkna chiyee balkyy loss howa kaisyy loss main hony wali galtou ko yad rhkna chiyre apni choti choti galtio syy seekhna chiyee our next tard main ous galti syy bachyy trading main choti choti galti bi kabi kabi big loss karwa detii hai lihzaa apni choti choti galtiou ko control krenn..
                • #9 Collapse

                  Re: Jo log loss ko zehn mein ni rakhty wo big loss ka samna krty haen

                  as-salamu alaykum friends Forex trading business Mein kamyabi ke liye learning knowledge ke sath experience ki bahut jarurat Hoti Hai lovely knowledge Forex trading business Kamyab kida marne ke Milne Ke Liye bol rahi hai Banke main to hard work Karke Forex trading business ka knowledge or experience Council karna chahiye kar rahi upgraded Ban sakte hain acche planning ke sath strong strong kambo Ahsaan ho sakta hai Thode Se samjhaye
                  • #10 Collapse

                    Re: Jo log loss ko zehn mein ni rakhty wo big loss ka samna krty haen

                    ji haan sir aapne bilkul theek kaha hai ki jo log loss ko Apne Jahan Mein Nahi rakhte Unhe Aage trade karte ho karte Pehle apne zahan Mein nahi hota Toh Phir Woh Jyada Se Jyada loos Ka Shikar hote hain Unhe chahiye ke woh Jab Bhi trade gaye aur Unhe loso Tu Ne Yeh chahiye ki woh Apna loss train mein Rakhe thanks
                    • #11 Collapse

                      Re: Jo log loss ko zehn mein ni rakhty wo big loss ka samna krty haen

                      G dear bilkul aisa he hai kay ap ager zhen mai lose ko ni rakhtaye yani sirf profit mai kay baraye mai sochta hai tu wo lose mai par jata hai kiyu kay losse hota hai tu profit bhi hota hai
                      • #12 Collapse

                        Re: Jo log loss ko zehn mein ni rakhty wo big loss ka samna krty haen

                        G han dost ap ny bilkul thk kaha hai k forex trading k Duran hamy profit hasil karny K sath sath loss ko apny mind my rakhna chaiy taky ham ihteat sy treading kary agar aesa nahi kary gy aur ap sirf parofit ko he mind my rakhty hain to ap tread lagany ki taraf tawajah kam kary gy aur apko esy acha kahsa loss ho sakhta hai
                        • #13 Collapse

                          Re: Jo log loss ko zehn mein ni rakhty wo big loss ka samna krty haen

                          yes dear s main koi shak nai hay k jo traders lose ko apnay mined say nikaal daitay hain unhain aik din bahut bara lose honewala hay q k jo banda lose ko apnay mined main rakhaty huvay kaam karta hay wo kabhi bhi kisi trades main lalach nai akraiga aur kabhi bhi bari lot say kaam nai karaiga aur jub lose ko mined say nikalay ga usay lalach ayega wo tukkay lagaiga aur isi soch main uska tukka ghalt hotay he uska account wash ho jayega is liye hamain thoa earn karna chaye laikin knowledg k sath lose ko sath samjh kar kaam karna chaye.
                          • #14 Collapse

                            Re: Jo log loss ko zehn mein ni rakhty wo big loss ka samna krty haen

                            esi koi bat nahi hai k agar ap k mind me loss nahi hai to ap ko big loss ho ga balke agar ap ko forex ka experience nahi hai to ap ko loss ho ga phir wo big loss ho ya small loss lakin ap ko without experience loss zaroor ho ga or yaad rahe k loss per loss hone ki waja yahi hoti hai k ap k pas experience bohat kam hai or experience loss hone par hi ata hai.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Jo log loss ko zehn mein ni rakhty wo big loss ka samna krty haen

                              G Han ye bilkul theek bat hai ke Jo loss ka dehan nahi rakhte wo loss buhat zeyada karte Hain kyon ke wo just profit ka mind mein rakhte Hain aur loss ko cover karne ki planing nahi karte is liye big loss karte Hain

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X