Loss ko zehn me rakh kar treading karen..........
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Loss ko zehn me rakh kar treading karen..........
    Dosto agar ap forex treading kar rhy hen aut ap chahty hen k apko kbhi bhi zayada los na tu apko meri bat manna hogi ap jab bhi trade open karen tu los ko zehn me rakh kar open karen jesy ap trade lgaty wakt profit ka hisab karty hen k agar market yaha tak gai tu etna profit hoga esi tra ap los ka bhi hisab kya karen apko los kitna hoga jab ap ye hisab kar len gy tu ap kbhi bhi bara lot size nai lgaye ap secure treading karen gy aur bary los sy bachy rahen gy.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Loss ko zehn me rakh kar treading karen..........

    Forex maket main trade kerny per profit agar hasil hota hai tou loss bhi hota hai aesa agar ap sochty hain ky yahan per trade ker ky sirf profit hi hasil kerna hai tou yeh ghalt hoga apky balance ky liay ky agar apko pata ho ky yahan per trade kerny sy investment per loss bhi ho sakta hai tou jab loss hota hai tab zyada preshani nehi hoti
    • #3 Collapse

      Re: Loss ko zehn me rakh kar treading karen..........

      Jee han aap ne bilkul theek kaha forex trading mein aap jb bhi trade open krein tu loss ko zehn mein rakhein is tarah aapki koshish hogi loss bilkul na ho aur aap risk kam krengy jis se aapki trading mein improvement ayegi aur aap profit hasil kr sakengy.
      • #4 Collapse

        Re: Loss ko zehn me rakh kar treading karen..........

        Loss ko mind main rakhna zaruri hai warna ham sirf profit hasil hony ky chakar main trade open kerty hain aur loss ho jata hai tou bahot jald ham forex market main trading ko chor dety hain ky hamain yahan per kamyabi nehi mil sakta bahot jald mayoosi sy bachny ka liay hamain loss ko bhi mind main rakh ker trade kerni chahiay
        • #5 Collapse

          Re: Loss ko zehn me rakh kar treading karen..........

          Sahi kaha loss oar profit dath sath hi chalte hain agr is forum main profit hota he to losd bhi hota he is loss hone pr ghabrana nahi chahe balkah wo awamil dekhne chahe jin ki wajha se loss howa oar un awamil ko zahn main rakh kr phr se trade krni chahe
          • #6 Collapse

            Re: Loss ko zehn me rakh kar treading karen..........

            apki bat bilkul theak ha k forex trading mn trade krtay waqt apko loss ko bhi zehn mn rakhna chayay k agr profit ho skta ha to loss bhi ho skta ha agr ap loss ko zehn mn rakh kr trade krtay hn to jb apko loss ho bhi jay to apkay liay usay brdasht krna asan ho ga keun k ap pehlay sa is k liay tiar hon gay
            • #7 Collapse

              Re: Loss ko zehn me rakh kar treading karen..........

              hamy kam karty howe loss ko be apny mind mai rahkna chahey jab hum kam karty howe koi mistaker kar dety hain to hamy loss ho jata hain hamy loss ky bad thence nahi hona chahey hamy saber karna chahey or next time apne mistakes py gur kar ky kam karna chahey pher he hum loss sy bach saky gy or ache earning hasial kar saky gy
              • #8 Collapse

                Re: Loss ko zehn me rakh kar treading karen..........

                G haan bhai jan apki bat thek hai ham ko is mein trade kar te waqat zanhen loss ko zehn mein rekhe apko is mein trade kar te waqt lot size kam karena na chaiye auir apko is mein trade kar te waqat risk nahi lena chaiye apko is mein ihatyt se kam karna chaiye
                • #9 Collapse

                  Re: Loss ko zehn me rakh kar treading karen..........

                  forex aik online business ham is main trading karty hain hain is main kam ky duran jab ham sy koi be galti ho jaye to hamy loss ho jata hain hamy apni galtio ko zehan main rakhna chahye jis ki waja sy hamy loss howa tha pher hi ham is main acha profit hasial kar sakty hain or apni zaroto ko pora kar sakty hain is main hamara koi be boss nahi hota
                  • #10 Collapse

                    Re: Loss ko zehn me rakh kar treading karen..........

                    g haan bhai jaan hame as main loss ko zihin main rkhna chahiy hai trading ke doran ke hame ki s waja se zyada tar loss hota hai aor as main ham ko chahiy hai kee ham as main ache se kam kare aor as main greed ka bare main soche hi na q k agar ham as main greed kare gey tu ham ko as main greed karne se ham ko katrana bhi chahiy hai q k kareed karna kabhi bhi aik acha chez nahi hai as liy ham ko as main greed se bachne ki kushsh karni chahiy hai tab ja kar ham as main se earning kar sake gey as main ahtyat se bhi ham ko kam karna chahiy hai tab ja kar ham as main kamyabi hasil kar sake gey aor hame as main tu kya har wo kam main mihnaty karnai chahiy hai jis main hamra fyada ho
                    • #11 Collapse

                      Re: Loss ko zehn me rakh kar treading karen..........

                      yes dear app ki bat bohut thek hai jab bhi ham loss ko mind main rakh kar kam karty hain tu hum bohut he safe trading karty hain main nay bhi asa kar k dekha hai jab bhi main loss ko mind main rakhta houn tu main tab he market main achy level ka wait karta hun aur achy level par entery laita haoun jiss say meri trade he win hoti hai but kabhi kabhi lalch mind main jata ha jiss say mujhy loss bhi ho jata hai iss lea jab bhi ap loss ko mind main rakh laity hain tu tab ap ko loss nahi hota hai.
                      • #12 Collapse

                        Re: Loss ko zehn me rakh kar treading karen..........

                        Yes aap belkul theek kah rahe ho agar ham as mien loss ko zehan mien rakh ker as mien trade kerte hien tu ham as mien kamaee ker sakte hien as lyee as mien ham ko her bar kaam karna hota h aur ham ko as mien seniors ko her cheez ka pata hota h aur un k pass acha tajrba hota h agar ham un sy touch mien rehte hien tu ham as mien kamaee ker sakte hien as lyee ham ko as mien her bar kaam karna hota h aur ham ko as mien her bar dakh bhal ker as mien kaam karna hota h jab ham as mien seniors sy pochte hien tu ham ache waqt per acha trade ker sakte hien aur ham as mien her bar kamaee ker sakte hien as lyee as mien hamain her bar un k sath baat kerna hota h aur ham ko mashwara karna hota h aur ham ko as mien khud k lyee behtreen kaam karna hota h as lyee as mien hamain un sy poch ker trade karna hota h.
                        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                        • #13 Collapse

                          Re: Loss ko zehn me rakh kar treading karen..........

                          G Haan bilkul lazmi nai hai k Hume humesha profit ho loss aur profit dono business ka hisa hain jb b trading karein tou sirf profit ka na sochein bulke loss ko b zehn me rkh k trading karein q k lazmi nai hai k humesha profit e ho loss b ho skta hai..

                          اب آن لائن

                          Working...
                          X