Loss se ghabrain mat balke aur mehnat karen
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Loss se ghabrain mat balke aur mehnat karen
    Dear forex trading hamen jab loss hota hai to ham bahut tension main ajate hain aur udas ho jate hain aur aksar ghabra kar khuch arse k lye trading he chor dete hain ya phr dil karta hai k forex ko chor he den bas
    Dear loss is business ka hisaa hai loss he to apko batata hai ka bi puri tarah se ap prepare nahi hai trading k lye is lye mazeed mehnat karen learn karen knowledge hasil karen aur acha come back karen kabi b ghabrain mat loss se
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Loss se ghabrain mat balke aur mehnat karen

    G han ap bilkul thk keh rhy hain forex trading business ek bht hi riski or complicated business hai es ma loss or gain yo chlta hai kbhi loss hota hai or kbhi gain
    Akser log forex ma loss honey pa hopeless ho Katy hain or phr forex k bary ma negative views bna lety hain or trading choir dety hain but ESA krny ki java agr hm apni mistake ko note kren k kid wajha se loss hua hai apni mistake ko learn kren ta k dubara repeat na ho or agr continue loss hota rhy tou ek step backward Len or learning kren
    • #3 Collapse

      Re: Loss se ghabrain mat balke aur mehnat karen

      Jo log trading mn loss krny k bdd himt haar jaty hain aurr trading sy drna shru krdty hain mn asy bndo sy yeh kehna chahunga k jb hmny trading shru ki thi tw hmy b bht loss hue aur hm bhi drty thy lekn agar ap mehnt jaa ri rkhengy tw loss hna kam hjayga aur profit hna zyada hjayga isli mt ghbrian mhnt kren.
      First LEARN Then You Can Remove The "L"
      • #4 Collapse

        Re: Loss se ghabrain mat balke aur mehnat karen

        g dear frnds hme yhe chye k agr kam k doran loss o chye to is ki tansan lia begar ham age barhte rhe agr ham age ni barhe or ise ko le kar beth gae to ham kbi b age ni barh skte is lia jo hva isko nei bl k next k lia hme sochna chye
        • #5 Collapse

          Re: Loss se ghabrain mat balke aur mehnat karen

          yes dear ap nay sahi kaha hay k jis tarha hamary liye profit zaruri hay is tarha lose bhi hona he hota hay aur agar ham is say ghabra kar koi aisa faisla kartay hain k jo hamaray liye acha nai hay to ham kisi surat main bhi acha experts nai ban saktay hain agar hamain kisi aisi trades main lose kartay hain jis ki ham say koi mistakes hue hay to hamain ghabranay say best hay k ham us k bary main mazeed learn karain aur yeh janay k hamain is main lose q huva hay phir hamain us say dubara lose nai hoga .
          • #6 Collapse

            Re: Loss se ghabrain mat balke aur mehnat karen

            Loss our profit business hai hisaa hotaa loss syy gabarna chiyee forxs ek risky business hai is main to loss kabi bi ho sktaa loss syy gabrana ni chiyee balkyy ya sochna chiyee kia mistake hoei hai jis ki waja syy loss howa apni mistakee par learing karni chiyeee apni learing ko jitna string krenn gyy outni grip tarding main strong ho gei..
            • #7 Collapse

              Re: Loss se ghabrain mat balke aur mehnat karen

              اصل پيغام ارسال کردہ از: Safdar1 پيغام ديکھيے
              Dear forex trading hamen jab loss hota hai to ham bahut tension main ajate hain aur udas ho jate hain aur aksar ghabra kar khuch arse k lye trading he chor dete hain ya phr dil karta hai k forex ko chor he den bas
              Dear loss is business ka hisaa hai loss he to apko batata hai ka bi puri tarah se ap prepare nahi hai trading k lye is lye mazeed mehnat karen learn karen knowledge hasil karen aur acha come back karen kabi b ghabrain mat loss se
              Lost Forex trading ka ek important part hazard rate for trading purpose hair loss Ho Jaye to Koi tension nahi leni chahiye bulke Apne lost a learning Kitni chahiye traders apni mistakes or not say learning Karenge Bakshi trading kar Sakenge
              FRD 07 TRADING JOURNAL
              • #8 Collapse

                Re: Loss se ghabrain mat balke aur mehnat karen

                Loss key bad traders ko na to pareshan hona chaye aur na hi emotional hony ki zarorat hay loss key bad simply market ka news jaiza lena chaye aur agar es analyzing ka result be hamary trades key against hota hay to trades ko close kar opposite direction me open kar leny chaye aur support and resistance level ki trading par loss key bad focus karna chaye.
                • #9 Collapse

                  Re: Loss se ghabrain mat balke aur mehnat karen

                  Loss ko hum ko bardshaat karne ki himat honi cahaiye kiok loss aur profit business ka hisaa han agr profit ho sakta hy tu loss bhi ho sakta hy is liye jab loss ho tu hum ko us loss hone ki waja ko dekhna cahaiye aur jab loss ho tu us mistake ko cover karain js ki waja se loss hota hy phr loss nhi hota
                  • #10 Collapse

                    Re: Loss se ghabrain mat balke aur mehnat karen

                    Dear brother apny acha mashwra dya hai hame los sy nai ghabrana chahye balke aur mehnat karni chahye aur apni practice par tawjo deni chahye los har member ko ata hai jo member ainda los sy bachny k lye practice karty hen wohi member los sy bachy rehty hen aur profit bhi hasil karty hen apko jitna bhi los aye ap eski parwa na karen ap learning jari rakhen ek din kamyab ho jaye gy.
                    • #11 Collapse

                      Re: Loss se ghabrain mat balke aur mehnat karen

                      dear friend Assalamualaikum dear friend Mere khalymain Har Kaam Ne Nafa nuksan Hota rehta hai lekin Hume pareshan nahi hona chahiye ISI Tarah Forex trading maybe Jahan profit Hota Hai Wahanloss B Hota Hai Hame ghabrana nahi chahiye yeh to Zindagi Ke Saath hota rehta hai Dil Chota mat kare balke Himmat aur hosle se kaam karna chahiye Agar aapko Kisi Se madad Lene par Apna Kaam Asan Banaye Mere khalyMein Jab aap Forex trading K knowledge experience ke saath kaam Karenge to aapko Kabhi b loss nahi hoga minute Karenge kamyabi zaroor milegi Inshallah
                      • #12 Collapse

                        Re: Loss se ghabrain mat balke aur mehnat karen

                        Aslam o alikum dear aap bikul teak farmaty hain per main aap ko y khana chahata hu kay aap Forex trading ke jab basic learning ko learn krain too kafi achy say knowledge hoo ga too trading ho gei es lay demo say practical krni chahaiy
                        • #13 Collapse

                          Re: Loss se ghabrain mat balke aur mehnat karen

                          Forex trading aik business hy or kisi bhi business main loss and gain to chaltay rehtay hain is lie loss se gabhrana nai chahiye balkay loss se seekh ker himat k sath agay barhna chahiye sab big traders start main loss hi kertay hain or phir aik kamyaab trader bantay hain is lie jab bhi loss ho to ghabrain nai balkay himat ker k agay barhain takay aik kamyaab trader ban sakain
                          • #14 Collapse

                            Re: Loss se ghabrain mat balke aur mehnat karen

                            G sir bilkul aisa he hai ager ap ko lose hota hai tu ap ko gahbrana bilkul ni chaye balkay lose se ap ko seekhna chaye us kaliye zaroori hai kay ap ko mahnet se kam karna chaye aur ap ko zyada mahnet karni ho gaye tu ap lose cover kar sakain gaye aur ager ap ghbrain gaye tu aur lose krain gaye
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Loss se ghabrain mat balke aur mehnat karen

                              Jai ho sir aapne bilkul theek kaha hai agar Hame trade Lagate Huye loss ho raha hai to Hame bilkul bhi pareshan nahi hona chahiye bol ke Hume Aur Jyada mehnat Karni chahiye Ke Hum Aise Mein Kamyab Hoon Aur Hum tab Kamyab Honge Jab Hame Pakistan Forex form Mein trade karne ka acche se knowledge Ho Jayega thanks

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X