Small trading account me trading karna
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Small trading account me trading karna
    Small trading account me trading karny key ley traders ko bahot zeyda work karna hota hay, small trading account me traders ko risk management principals ko understand karna bahot zarori hay, traders ka lot of work traders key small trading account ko large capital me convert kar sakta hay jes me leverage size important role play kar sakta hay, agar account ka capital small ho to traders ko khud ko kam leverage size rak kar khud ko bonud nahi rakna chaye, risk management key sath traders ka leverage size large size ka hona zarori hay.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Small trading account me trading karna

    small deposit ya small balance waly account man tarding karna sab say mushkil kam hay. kiyun kay small account wala trader agar to beginner hoa to apni kam elmi ya phir lalach ke waja say boht jald apna account he khtam kar bethy ga, aur agar koe professional trader hoa to us ko small deposit waly account say munafa kamany kay liye bari sakht mehnat karni pary ge. Mery khayal main to beginners ko ziada leverage rakh kar trading bilkul bhi ni krni chahye. Albatta professional traders leverage ziada rakh kar agar trading kar lain to wo kam az kam apna account sambhaal sakty hain. baharhal had say ziada leverage tmam traders kay liye boht ziada had tak khatarnak sabit ho sakti hay. baqi har trader ki apni apni soch aur apna apna tareeqah hota hay, jis main wo apna zehn istemal kar kay jo chahye kar skta hay.
    • #3 Collapse

      Re: Small trading account me trading karna

      Small trading account men trading karna boht mushkal magar bay had mufeed hay. Small trading account men ziada balance rakh kar small trading karni chahiay ta k trading khatam honay ki waja say kisi big loss ka samna na karna pardy. Shuru men admi trading kay bary men itna ziada naheh janta is liay aksar loss kar bethta hay small account men kam karny say admi apni ghaltion ka azala kar sakta hay aor successful trading kar sakta hay. is say slowly slowly admi trading karna sekh jata hay aor small account say big account men earning ka start asani say karta hay. har first time trading karny waly ko trading ka agaz small trading account say karna chahiay.
      • #4 Collapse

        Re: Small trading account me trading karna

        اصل پيغام ارسال کردہ از: irfankhan786 پيغام ديکھيے
        Small trading account me trading karny key ley traders ko bahot zeyda work karna hota hay, small trading account me traders ko risk management principals ko understand karna bahot zarori hay, traders ka lot of work traders key small trading account ko large capital me convert kar sakta hay jes me leverage size important role play kar sakta hay, agar account ka capital small ho to traders ko khud ko kam leverage size rak kar khud ko bonud nahi rakna chaye, risk management key sath traders ka leverage size large size ka hona zarori hay.
        Assalamualaikum Ji Bhai Jaan aap ne bilkul theek Kaha Agar aapke paas ek small capital wala kaun hai to aap ko bahut jyada carefully trade karna hoga Kyonki small capital se aapko lot size big small Rakhna hoga small account mein aapko Jyada tension Hoti Hai Kyon Ke agar aap ke analyses galat ho Jate Hain To aap apna capital Khatam kar Baithe Hain isliye aap Jyada Se Jyada acche analysis Karte Hain Mera Khayal Hai new tractor ke liye ek small capital wala account Kafi Achcha sabit ho sakta hai
        • #5 Collapse

          Re: Small trading account me trading karna

          G han ap thk keh rhy hain small capital k sath hmy bht carefully trading krni parti hai q k zayada risk se hmara account bhi wash ho sakta hai akser member greed kar jaty hain our small balnce k bawajood bhi big lots apply kr dety hain specially newbies zayada earning k chaker ma or loss kar bethty hain jisy recover krna mushkil hota to wo account wash kr lety hain
          Esi liye koshish krni chahuye hai k agr low balance hai to trading na kren us month or zayada mehnat kren ta k next month ka bonus es ma collect ho jaye agr ap bonus account pa kam krty hain tou phr zayada achi trading kar sakty hain
          • #6 Collapse

            Re: Small trading account me trading karna

            اصل پيغام ارسال کردہ از: irfankhan786 پيغام ديکھيے
            Small trading account me trading karny key ley traders ko bahot zeyda work karna hota hay, small trading account me traders ko risk management principals ko understand karna bahot zarori hay, traders ka lot of work traders key small trading account ko large capital me convert kar sakta hay jes me leverage size important role play kar sakta hay, agar account ka capital small ho to traders ko khud ko kam leverage size rak kar khud ko bonud nahi rakna chaye, risk management key sath traders ka leverage size large size ka hona zarori hay.
            Assalamu alaikum bhai aapne bilkul theek Baat kahi hai ke small trading account mein bahut jyada risk Hota Hai ISI liye Hame is account mein Jani ke small trading account mein risk management ke principles ko follow karna bahut zyada Zaroori Hota Hai qk small trading account mein Hamare account ke paas hone ka Khatra bhi bahut jyada hota hai Iske Alawa small trading account mein traders ko bahut jyada hard work karna padta hai qk Jaisa Ke Main Pehle bataya is account mein bahut jyada risk hota hai aur Hame Apna high risk Lena chahiye Jitna ke hum afford kar sakte hain Jada risk nahi Lena chahiye Kyunki usse Hum logo ko sirf loss hi hota hai Oswal trading account mein to Waise Hi bahut jyada risk hota hai isliye Hame bahut jyada care Karni hoti hai aur risk Se Shayad Dur hi Rehna chahiye Shukriya
            • #7 Collapse

              Re: Small trading account me trading karna

              small amount ho ya big apko trading ma sub sy pehly aik kam krna ahai aor wo hai apko skills ko use krty huy working krni chyebaor professional bnna bhi zarori hai apko aik bat ma yeh bta deta hun ky jo bhi Pakistan Forex forum main kam kry ga usko yahan py faida ho ga aor wo kch na kch haisl krta rahy ga aor apko chye ky continue work out krna chye apko maloom hona chye ky forex trading ma expert bnana zaroori hai market ma liquidity hai jis ma apko interest lena prta hai forex forum majo the best way to get the money hai is ma apko kch na kch part hissa krna hota hao market ma different types ky analysis ko smjhen technical support aor resistance hasil kren yehi apky leay best wishes hain
              • #8 Collapse

                Re: Small trading account me trading karna

                g han bhai apki bat sahi hai or main apki bat se aree karta hun forex trading main account ki boht ahmiyat hoti hai q k jub tak hmary account main balance hota hai tab tak he hmari trading ki posssibility hoti hai jitna cha bonus means k jitna cha balnce hota hai otni he hum achi trading kar skty hain es liye jub humary account main balnce kam hota hai tu hmain apni trading main mazeed ahtiyat ki zarort hoti hai q k kam blance main hmain loss hony ka zayda dar hota hai tu jitna cha blance hta hai hmary account main hum otna he trading ko full confcdence k sath kar skty hain q k kam balmce main hmain account wash hony ka bhi dar hota hai jub k zayda alnce or achy account k sath hmain es chez ka far khtm ho jta hai or confidence se ki gai trading zayda best result deti hai jis se hmain profit milny k bhi chances barh jaty hain
                • #9 Collapse

                  Re: Small trading account me trading karna

                  small trading account wo account hota hai jis main kisi tradors k account main small bonus mojood ho jis se wo apni trading ko possible bnata hai jub k small account main trading thora taph ho jati hai q k samll account main aik se do dafa loss hony k bad apka account bhi save nahi rhta hai es liye forex main achi trading k liye jitna bhi account bara hoga otni he ap achi trdaing karny k qabil hoty hain es liye achi trdaing k liye apk apss acha bonus hona zarori hai small account main ap ko mantly disturance hoti hai or apko loss ka dar bhi hota hai or jub ayse dar hoty hain tu un ko apni trading main sahi trha se focus nahi kar paty hain jin se boht se tradors ko apni trading main loss esi dar ki wjah se ho jta hai tu hmain subs e aphly apny account ko bara karny par focus krna chahye jub hmara ccount bna ho jay ga tu hum apni trdaing main dar ko khtm kar k karty hain jo k hmari apni trdaing main positove effect parhta hai jis main yah hota hai k hmain loss kam se kam hota hai or acha profit bhi mil jata hai
                  • #10 Collapse

                    Re: Small trading account me trading karna

                    Dear forex friends, kehte hain k shuruaat pahli seerhi se karni chahiye, to Trading bhi Demo account se seekhnay k baad small account se shuru karni chahiye. Is ki waja ye ha k newly, aap k paas experience ki kami hoti ha. Aap cheezoon ko samaj rahay joty hain, tajarba hasil kar rahay hoty hain, seekhnay k marahil ma hoty hain. To initially big account bananey se aap khasarey ma ja sakte hain. Choty account ma limited amount pe initially limited trading k sath limited profit hota ha lakin aagey chal kar aap initial deposit and earned profit ko mila k , apne experience k bal boty par big target achieve kar sakte hain. Isi liay to , firex trading main money Management bahut zaroori ha.
                    • #11 Collapse

                      Re: Small trading account me trading karna

                      Small trading account me trading karna difficult nahi agar risk ko manage kar key trading ki jaye to traders ko es key ley hardworking zaror karna hoti hay magar es ka faida ye hota hay key risk management ki trading key through traders bahot se risk factors ko avoid karny me kamyab ho jaty hey aur traders ko every trade me profit hony lagta hay jes se us ka trading account double ho jata hay aur har guzarty din key sath us ka capital increase hony lag jata hay, traders agar mehnat karen to 50$ jesy small account capital ko be huge capital me convert karny me kamyab ho sakty hey traders agar koi trading strategy use nahi be karty to un ko kam se kam risk ko manage karna ana chaye, jo traders ko risk/account ko manage kar sakty hey un key ley small trading account me trading karna bahot hi easy lagta hay aur asani se small trading account me be acha profit earn karny me kamyab ho sakty hey.
                      • #12 Collapse

                        Re: Small trading account me trading karna

                        G han dear aik small trading account mein trading karny k liye kisi bhi trader ka experienced hona lazmi hy koi bhi unknown trader kabhi bhi small trading account mein trading nahein kar sagta humein bohut hard work karna chahiye jesa ap ny kaha hy
                        😍😍😍😍😍😍.ACHA KARO ACHA HOGA.😍😍😍😍😍
                        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                        • #13 Collapse

                          Re: Small trading account me trading karna

                          Assalam o alaikum dear members, Umeed hai aap sub khariat sey hongay or apni pak forex forum pay working ko enjoy ker rahey hongay.Forex trading bussiness aik acha or trusted bussiness he nahi hai bulkay ye humey bohat kuch sikhata bhi hai. Agar hamarey paas investment thori hai or hum trading start kerna chahtay hai to bhi insta forex hamey mayoos nahi kerta hai. Small balance kay saath trading kernay kay liye kuch cheezo ko madde nazar rakh ker bohat achi trading ki jaa sakti hai. Small balance ho to humey lot size pay dhiyaan rakhna chaiye or kabhi bhi lot size 0.01 sey ziada nahi kerna chaiye. Humey balance kamm honay ki waja sey risk bhi kam sey kam laina chaiye or sirf pairs pay trading kerni chaiye . Stop loss ko laazmi istamaal kerna chaiye. Bey waja or undazey pay trades open nahi kerni chaiye us say pehlay market ko laazmi monitor kerna chaiye. News or signals ko tawajho sey daikhna chaiye phir market kay indicators ka laazmi khayal rakhna chaiye. Agar hum inn sub baato ko daikhtay huay small trading account mai bhi trading karen gay to hum achi trading ker saktay hai jiss say acha profit bhi lay saktay hai or slow and steady apnay account ko strong ker saktay hai

                          اب آن لائن

                          Working...
                          X