Moving Average kia hoti hai?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Moving Average kia hoti hai?
    Asan se language main agar hum samjhen to moving average average price maloom krti hai kisi specific time period tak ki or woh period ap decide krte hain k kia hoga jese 10 moving average 20 days moving average 200 days moving average etc. Misal k tor par agar ap ne 20 days moving average select kia to moving average last 20 days ki closing price ko add krke 20 se divide krdega or jo result hoga wohi current moving average hoga.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    اصل پيغام ارسال کردہ از: Rapperfz
    dear o kam jo ak h tartib sy bharta jai bri bri karty karty dear aisa h hota hy jahan tak ho sky or apko yehy khna pasand karobnga kay apny comments ki average rozana ki 45 to 50 rakhyn warna apky account bl;ock hony ka hatra hy dear
    Dear ek taraf to ap kehrahe hain k account banned hojae ga or dosri taraf irrelavant post krrahe hain yeh threads sirf moving averages or us se related posts k liyeh hai general discussion k liyeh nahi.
    • #3 Collapse

      Moving average market ki movement ko zahir karti hai aur MA200 se market agar ooper jaey gi to buy mode main ho ga aur agar lower ho ga to sell main hoti hai.
      • #4 Collapse

        bhai jan simple se baat hain movingaverge ek indecator hai jo hamein kisi pair ki average price se agah krta hai ap jo b moving average use kro is mein candles ka hisab hota hai kaam dono ka ek hi hai in mein dino ka hisab nahi hota
        • #5 Collapse

          moving average aik indicator hai jo hamein kisi bhi pair ki shiddat batata hai k kis position pe hai abhi ye buy ya sell pe.
          • #6 Collapse

            bohat achi malumat de ha ap nay moving avrage use to sab kartya ha lakin is ki detail yaha par bohat logo ko ata they ap nay post kar k un ko clear kar diya ha
            • #7 Collapse

              Average mm , i am new in forex tu ap ke thread mein jo ap ne pochahw hai mujhe us ke bare mein knowledge nahin he, well it is so helful for new comers, ese thraed diya karen take bakiyun ke posts se ham new comers ko knowledge mile thanks :)
              • #8 Collapse

                Dear mughy forex ko join kie huay kuch hi din huay hai is liye may abhi ak new user hun mughy abhi tak forex k bary may itna knowledge nahi hai k may ap ko is bary may kuch bata sakun k moving average kia hoti hai.......
                • #9 Collapse

                  g haan g bilkul teekh apki baat sey agree karti hoon moving average market ki movement ko zahir karta hai oor bata hai k market kab oper jaye ge oor market kab nechey is sey hmyn market k average ka achaey sey andaza ho jata hai ...
                  • #10 Collapse

                    charts ke upar jo lines hote hai woh moving averages hote hai.moving average jo hai woh ap ko market ke direction dene ke liye kaam ata hai.isleye hamesha koish kerahe ke app jo hai woh moving average ka use kerahe charts per.
                    • #11 Collapse

                      jab hum trade karty hain to humain market main hard work kar kay kam karna ho ga moving avrage ko set kar kay kam karna ho ga jis say humain trade main achi earning hasil ho gi
                      "The mind is everything, What you think you become"
                      • #12 Collapse

                        moving average agar hum sahi say use karen gay to humay market kay trend kay bary main pata chlata hay so humay chahiey keh sahi say setting kar kay he esko use karen ta keh esmain acha earn kar saky
                        • #13 Collapse

                          Jab ap forex market main kisi pair main trade open ker ky continue kerty hain tou forex market main price ki variation hoti rehti hai so market kabhi upwards movement kerti hai tou kabhi downwards movement kerti hai but same upwards aur downwards movement ki jo average banti hai usy moving average kehty hain
                          • #14 Collapse

                            اصل پيغام ارسال کردہ از: fawadkazmi پيغام ديکھيے
                            Jab ap forex market main kisi pair main trade open ker ky continue kerty hain tou forex market main price ki variation hoti rehti hai so market kabhi upwards movement kerti hai tou kabhi downwards movement kerti hai but same upwards aur downwards movement ki jo average banti hai usy moving average kehty hain
                            ge bhai hmein apne trading mein market ke sahih trend ko smjhne ke lie moving average indicator ko smjhna hota he aur moving average indicator se hmein apne trading market ke sahih trend ka pta chlta he aur hm apne forex trading mein mhnt krein aur apne forex trading mein ache experience se kam krein aur jb hm market ke ache trend ko follow kr ke trading krte hien hmare trading acha result hmein dete he
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              hamain market main trade karny k liye hard work karni ho gi ta k achi trade karein gay aur market main rules ko follow kar k hi hum real main trade karny k kabil hon gay aur is main kam karny main bi koi mushkil na ho saky ig

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X