Why Forex Just depend in four Countries ?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Why Forex Just depend in four Countries ?
    Hum Nay bohat baar suna ha k forex ke market Four countries per depend krti ha,Toh es main Pakistan, India, Or UAE Shamil kiun nhe hain. kia ap nay kabhe es bary main socha :confused:
    Forex strategies for beginner click here .... :)
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    bhai jan jaisa k sab ko pta hai knin mumalik ku apni trade ka volume bahut zyada hot hai is lie in country ko bartary hasil hai sab pe..
    • #3 Collapse

      Asslam u Alikum dear.... :) nhi bhai forex es mulkon pai depend nhi krta... yeh ik international market hai jis main currency and commudity hoti hai and bri companies k share b hotay hain.............
      • #4 Collapse

        meray dost sahi suna hai ap nay and uski wja ye hai k ye bri countries hain 4 exmplle chaina ko lay lo wo hr chez main agay hain unki economy b bht strong hai and trading main wo chay huay hain
        • #5 Collapse

          asalam o alaikum freindz forex four countries pe is lie depend kerti hai qk ye four countries pori dunya ki hald se zyada econimcs ko control kerte hain aur forex is pe depended hian.
          • #6 Collapse

            Brother aj kal log sochtay kum hein wo sirf earn karna chahtay hein us mein means jo marzi hon
            Her aik ko paisa chahiay chahy jaisay milay to ab itna time kis k pass k wo investigation kary baqi Allah janta he.
            • #7 Collapse

              forex pakistan mein bhi ho sakta hai hum logon ne ye bas suna hai k ye 4 countries par depend karta hai ho sakta hai ye is ka or kahen bhi link ho
              • #8 Collapse

                well mujhe is bary main itna khas elam nahi hai Q k main aik new trader hun aur mere khyal main forex aik world wide business hai lekin ye nahi pta k pak main ye business Q nahi hai.
                • #9 Collapse

                  bhai jaan yeh 4 countries ki markets hain jahan per poori world ki trades hoti hain aur inn countries ki news updates issi liay forex markets per effect karti hain. yeh 4 major markets hain iss liay forex inn per depend karti hai. Pakistan ki market abhi iss stage per nahi hai.
                  • #10 Collapse

                    if we are ready in all respects, be it mentally, and physically, then I think there are obstacles that can certainly be passed despite the hard way, it would be different with a new trader who is only intended to try it, and did not prepare himself first.
                    • #11 Collapse

                      q k un mulqon ki curancy bohat strong hain or un k pass kafi kuch hai lekin inmolkon main itna hkuch ni hai es liye
                      • #12 Collapse

                        bhai jan mery illam main to koi aisi baat ni hy k forex ki markit sir 4 mumalik chalaty hain balky forex aik world wide biznis hy ur isy pori dunya main kya jata hy is main bht sy mumalik invest ker rahy hain ur apni mueshat ko mazboot ker trahy hain
                        • #13 Collapse

                          Aoa bhae g mera nahe kheel k forex just 4 countries py depen krti hy ye world level ki market hy our is main kafi countries shamil hain ya hy k humeray pakistan ki currency available naye hy jes main hum trade kr sagain.
                          • #14 Collapse

                            am , Why Forex Just depend in four Countries ? well i don't thinks so , ap ki bat se mein sehmat bilkul bhi nahin hon , thanks:)
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              bhai forex ko he rki ker skat ahi si eley k ey her ki ker skat hi forex bhut eha cha kaam hai is ko he rkio ekr skat ahi si em ahm ahc kama ker skaty ahin

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X