Skrill Withdraw fee in Bank
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Skrill Withdraw fee in Bank
    Mera Question ye hai ke jese ke hum Skrill se withdraw karte hain apne Bank account main
    Tu Skrill ki fee hoti hai 5 dollr but is ke elawa aur kis cheez ki fee hoti hai (bank Charis)
    aur kis rate per humien rupee milte hain aur kitna time is main lagta hai
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    my dear bother ap skrill bank sa kis or bank ma payout kr ta ho to bahi jan ap kon fee to par hy my dear bother kaho k online payout jo ho ta hy bahi jan
    • #3 Collapse

      g g bhai apny bhot he payara question keya hai many is bary me kabi socha b ni tha or na muje zeyda is k bary me pata hai but ma b jana chata ho k is me kya kya proccess hai jin sy hum aram sy money withdrw kerwa skaty hai.
      • #4 Collapse

        brother according to my knowledge skrill se payment bank wire transfer karne per skrill aap se 5$ ki fees charge karti he, aur baaki fees charge aap se bank wasool kare gi, i think 35 to 40$ per transaction totall fees cut hoti he bank wire trasnfer karne pe.
        • #5 Collapse

          bhai phly to skrill main 5 usd withdraw hoty na hain kam az kam 14 usd mere khyal main suna ha keh draw hoty hain baqi is main thora sa charges hoty hain skrill kay lakin bank waly bht charges laga day hain jis bank main dalo gy
          • #6 Collapse

            g bhai g frist skrill walay 5 dullar charge hotay thay lagin bhai g abe fees bukhat hi zayada hogey hai skrill sey bank pakistan par transfer karna bukhat hi makhnga parta hai laikn hum online be sale kar saktay hai
            • #7 Collapse

              main khud bhi janna chahta hoon is k baray main kiyunki ye bht he important sawal hai jo har ek k mind main ayega chahye jaldi ya baad main is sawal se kafi log faida uthayege mere muziz member apka sawal bht he valid hai or bht importance rakhta hai new members k lye.
              • #8 Collapse

                bhai phly to skrill main 5 usd withdraw hoty na hain kam az kam 14 usd mere khyal main suna ha keh draw hoty hain baqi is main thora sa charges hoty hain skrill kay lakin bank waly bht charges laga day hain jis bank main dalo gy
                • #9 Collapse

                  yar jab hum withdraw karte hy tu skrill ki service fees tu hoty hy 5dollar lekin jab ap waha se accounts main trasfer karte ho tu wo charges bhi bill charges karta hy apna costs Lender chagres Q k ap interntaional se pakistan trasnsfer karte ho amount
                  • #10 Collapse

                    main khud bhi janna chahta hoon is usually k baray main kiyunki ye bht he mouse clicks sawal hai jo har ek k mind main ayega chahye jaldi ya baad main can be sawal se kafi Log faida uthayege mere muziz member apka sawal bht he valid hai or bht importance rakhta hai new members k lye.
                    • #11 Collapse

                      mere payer bhai jan ap skrill bank sa kis or bank ma payout kr ta ho to bahi jan ap kon fee to par hy my dear bother kaho k online payout jo ho ta hy bahi jan
                       
                      • #12 Collapse

                        bhai jan mere khyal sey bank k fees bhot zayada hai or moneybookers k koi fees nhe hai is time free withdraw ho rahye hai moneybookers sey ap kar k dakho
                         
                        • #13 Collapse

                          my dear bother ap skrill bank sa kis or bank ma payout kr ta ho to bahi jan ap kon fee to par hy my dear bother kaho k online payout jo ho ta hy bahi jan
                          • #14 Collapse

                            bhai jan is bara ma muhjy pata nhe wo is liye k ma ne abhe tak moneybookers sey bank ma withdraw nhe kya or jab karo ga ap k bato ga k kitni fees charge k ja rhe hai
                             
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              JAb ap bank account main apny skrills ka pasiy transfer karo gay to us ki fee five dollars nahi hai iss ki ak transaction ki fee twenty five dollars hai. jo ka bohat hi ziada hai iss liye ap kisi exchanger ka zariye karva lain.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X