<Are you sure that if you use SL you can take profi>
No announcement yet.

X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Stop loss main objective is to help the trader control and minimize his loses not for getting profit. Forex is a risky market and you have no idea when the market traps occurs. So to help the trader protect his capital from further loss he needs to use stop loss to limit the exposure of his account to Margin Call situations.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Trading lagatey waqat akser ham st and tp use kertey hain in ka hamey ye faida hy k ham jab b ham offline hon trade khud ba khud cut ho jati hy
    • #3 Collapse

      G han ma ap ki baat sa agree karta ho jab tak hum stop loss or take profit ki command use nai karte hum kabi b aik acha tradr nai ban askte hian is ka lia hum ko stop loss ki command use karna hoti ha tab hi hum aik acha trader ban sakte hian.
      • #4 Collapse

        gee han bhai hae stop loss or take profit ko usr kar ke hi tarding karmni chahie kun ke is tra hame klafi profiyt hasil ho sakta hai ro ahm kam loss kar sakte hai or apni limitbaijn reh sakte hai
        • #5 Collapse

          dekhain je aap jab bhi koi trade open krtay hain to kuch na kuch soch samajh kr hi krtay hain aur aap ka khyaal hota hai k profit hoga stop loss to aap is liay lagatay hain k aap ko aik mukarara position se ziada ka loss na ho
          • #6 Collapse

            In order to protect account from big loss stop loss is good thing for us and we should use with every opening position in the market. Always open a trade in the market with some better strategy in the market and therefore become profitable.
            • #7 Collapse

              yes sl ap ke trading ka aik hissa hay ap log sl ka use zarur keya karay aur scalping kartey howe to sl ka use zarurey hay kyu ke kese be time ap logo ko loss ho sakta hay ... thanks. to every one////
              • #8 Collapse

                is main stop loss ko use kar kay achy say use karna ho ga jis say market main kam karny main achi earning hasil ho sakti hay hard work kar kay trade main kam karna ho ga ta kay market main loss km say km hasil ho sakay
                "The mind is everything, What you think you become"
                • #9 Collapse

                  Han g bhai ap thek keh rahay hain forex main trading jb krty hain or sl ko use krty hain to us ka mksad ye hota hai k agar hamain loss hoto kum ho ye nahi k sl lganay sy hamain profit hoga
                  FRD 07 TRADING JOURNAL
                  • #10 Collapse

                    Yes this is good for us ye boht he acha sign hy un logo ko liye jo forex me zyada time nhi de skte but order lagana chahte hen wo log ye use kren TP and SL but hmesha inky points ko dekhna chiye k TP apne kaha lagani hy market waha tk ja skti hy k nhi or SL kisi hard area me dena a apne market wahan tk na jaye
                    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                    • #11 Collapse

                      Stop loss ko use karna chahiye aapko Apne her order ke saath agar aap stop loss to use nahi karenge Toh aise aap apna bahut zyada Oscar baithenge isliye Zyada loss se bachne ke liye jo sabse behtreen Tarika hai woh Yeh hai ke aap apne her order ke sath stop loss call Lagaya Tha ke aap Jyada Lo Se Khud Ko mehsoos Rakshak aur Forex Mein accha kaam kar sake Shukriya

                      اب آن لائن

                      Working...
                      X