Comparison of the percentage of Profit takers and Loosers
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Comparison of the percentage of Profit takers and Loosers
    there is really no way to have it in a particular time frame because alot of traders make the money and loses it so it is best to have a clear understand of what you want from forex and work really hard to sustain it there is no rush in this business.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    well agar is cheez ka andaza lagana ho to ham is cheez say laga saktay hain kay jo log forex main learn kiay baghair atay hain wo is main dooba jatay hain jab kay doosri taraf wo log jo isay seekhtay hain wo profit laitay hain badlay main.
    • #3 Collapse

      I think k ager ap comparison kerte ho to loss ziada hota hai because bohat se log jin forex ka kuch idea nahi hota k market ka behavior kia hai or wo just apni laluch me k wo is se bohat sa paisa bana lein ge wo log is me nuksaan kerte hain
      • #4 Collapse

        اگر آپ کمپیریسن کرتے ہو تو لوس زیادہ ہوتا ہے بیکوز بہت سے لوگ جن فاریکس کا کچھ آئیڈیا نہیں ہوتا کے مارکیٹ کا بیہیوئیر کیا ہے اور وہ جسٹ اپنی لالوچ میں کے وہ اِس سے بہت سا پیسہ بنا لیں گے وہ لوگ اِس میں نقصان کرتے ہیں . . . اور فاریکس میں لرن کیے بغیر آتے ہیں وہ اِس میں ڈوبا جاتے ہیں جب کے دوسری طرف وہ لوگ جو اسے ہیں وہ پروفیٹ لیٹے ہیں بدلے میں
        • #5 Collapse

          jee bhai app ne bilkul theek kha hai forex trading business main boht se log hain ase jo loss kerte hain lakin phir be akk loser nai hote aur boht se logo ko faida hota hai lakin wo log akk profit taker nai hote iss leya mera to yah he khyal hai k hume trading knowledge k sath kerni chahiya :)
          • #6 Collapse

            Assalam-O-Alaikum ager ap forex trading me profit karnay walo aur is me loss karney walo ka comparison karen gay to ap ko is me zyada loss walay he nazar aen gay aur us ki main wajah laluch aur km knowledge he hoga.
            • #7 Collapse

              gee bhai forex trading mein hr trader ko profit hota he jo apne trading mein market ko understand kr ke order lagata he aur apne trading mein lalch nhe krta he aur shaih decison rkh kr apne trading krte hein woh success lete hien
              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
              • #8 Collapse

                market min kam karna kafi best ho sakta hay magr humain demo ko use kra kay achy say ana ho ga kun kay is main kafi risk lay kar kay kmarket main kam karna ho ga take profit ko use karna ho ga ta kay kuhc gain kar sakay stop loss ka use b kafi best ho sakta hay achi earning hasil ho asktai hay
                "The mind is everything, What you think you become"

                اب آن لائن

                Working...
                X