Not depend on indicators and robots.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Not depend on indicators and robots.
    Asalamoalikum. i think forex trading main indicators aur robots pe kabi b depend nahi karna chahiye in se tu bohat kam win k chance hoty hai indicators aur robots some time bohat loss krwa detay hai are you agree with me?
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    g hanbro amn aop se agreee kerta haun,.,.ap ne bhut he achai bata ek hi,,.,.jub bh tarding kerte hin khud kiya kern,.aru indiicators bh na use keren,.
    • #3 Collapse

      han ap kisi bi indicator aur robot per depend na kaeren kion ki agar ap is work main manual tarding karen gen to apko is main ziada faida ho ga
      • #4 Collapse

        ji han bhai me ap ki baat se 100% agree karta hu humhe is markjet ko kud samjna chahye or koi b humhe or chez use nahi karni chahye is me or kud kam karna chahye is me bhai mery
        • #5 Collapse

          bil kul agreed. mery khayal sy hamen apni aqal or apny knowledge sy hi kaam karna or lyna chaheye. q k hum khud behtar tariky sy hi market ko judge kar sakty hain or khud ko loss sy kafi had tak bacha sakty hain
          • #6 Collapse

            g bilku theek kaha apne ke forex mein hamko kisi ek indicator ya phir kisi robot ke chakkar mein nahi parna chahiye kiunke ye bohat ziyada risky hote hain aur apko loss bhi hosakta hai.
            • #7 Collapse

              Jab b trader ko e b trade karnay lagan to onko apnay zahan main loss ko b rakhna chheya . kyaon kay ya zarore nhe kay wo jitna profit ya jasa samjh raha hon asay he ho.
              • #8 Collapse

                Gee mery bhai hum robot par depend nahi kr sakty kyu k robot ki trading achi nahi hai aur robot trading mai loss hai. likan indicators ko zaroor use krna chaheay kyu k indicators ki madad say trend ko maloom krtay hai.
                • #9 Collapse

                  indicators resistance and support ko samajhne main madad dete hain lekin news k time to sab fail ho jaate hain is liye mujhe to news trading pasand hai is main fori profit hasil hota hai aor confirm trade hoti hai
                  • #10 Collapse

                    Hamain indicators sey help leni chaheye lekan in par depend nahi krna chaheye. Yeh 100% correct nahi hotey aur just predictions hoti hain. Hamain yeh predict krna hy keh market ka trend kia show kr raha hy aur phir us key mutabiq apni trading ko move krna hy. Agar hum trend ko find kr lain gey to aik good profit bana lain gey.keh raha hy
                    • #11 Collapse

                      robot kay baray mei har banda negative hay ye loss he deta hay indicator faidamand hay agar uska use seekh lo maine apnay 3 years forex mei yehi dekha hay jinho ney hard mehnat ki kamyabhi ki barpur koshish ki wo kamyab huway lehaza ap ye robot kay chakar mei na jao
                      :1f60e: IBRAHIM BILAL TRADING JOURNAL :1f60e:

                      PLEASE VISIT HERE
                      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                      • #12 Collapse

                        indicators aur robot mei boaht ziada fark hota ha robot software sey auto trade hoti ha robot ko kabhi mat use karain apni trading mey eska koi faida nahe indicators ko ap seekho uski working kasya hoti phir ap usko apnay faiday ky lye use kro

                        اب آن لائن

                        Working...
                        X