did you tried different signals?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    did you tried different signals?
    as you are a trader in Forex did you tried Forex signals to trade with? and which is the best signal you tried in your trading? can we use those too
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    jis wakat muje forex ke bare me koi khaas knowledge nahi tha toh us wakat me difrent sites ko join kar rakha tha or me signals ko follow karta lakin kabi loss or kabi profit hota tha phr me ne isko chor dia or ab me apne analysis karna seekh raha hun or umeed he ke me kmyaab ho jaaon ga
    • #3 Collapse

      hmm dear forex mai ap ko kam thek aur soch smjh k karna hota hy es liye daikh sun k ap kam karo gy tu ap ko faida ho ske ga es liye ap faida hasil karo aur daikh sun k karo ta k ap ko fiada ho jaye aur ap apnii life ko b set karo...
      • #4 Collapse

        Yes i have tried different signal service and i must say that majority of them are very poor and at the long room lead to loss of money. i believe that it is better to trade forex manually on your own instead of relying on signal provider. we should work hard to improve our knowledge at all times
        • #5 Collapse

          Assalam-O-Alaikum jii nahi bhai ji me in signals ko nahi manta aur khas tor per kisi key signals ko nahi manta q key in me sey 99% signals jo hotey hen wo fake hotey hen jin ki wajah sey ap ko loss ho jata hey.
          • #6 Collapse

            gee bhai hmein apne trading mein market ke different signals ko smjhna chahe aur hm apne trading mein un signals ka istemal krien jo hmein trading mein acha result dein aur hm apne trading market ko ache trah se analysis kia krien is mein hmein success milte he
            • #7 Collapse

              Main to signals par itna trust nahi krta aur in ko just predict krney key leye use krta hoon. Yeh signals 100% correct nahi hotey aur is sey loss bhi ho jata hy. Hamain signals ko use krney key sath sath forex ko khud bhi learn krna chaheye aur market ki update lenay key bad hi trades lagani chaheyen.
              • #8 Collapse

                signals ko samajhne k lye bhi forex ko learn karna zaroori hai kiu k forex ko learn kiye bager ham ko signals ki samajh bhi nahee aa sakti hai is liye signals zaroor use kare lekin bohat samajh daari se aor ziada behter ye hai k forex ko learn kia jaae
                • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                • #9 Collapse

                  Yes dear try kaiy hain but final main us result pay pohncha hoon k forex main jab tak ap k pass ap ki apni strategy nahe hoti hain ap aik achy trader na ban sagty hain

                  اب آن لائن

                  Working...
                  X