Fractals (indicator)
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Fractals (indicator)
    Dosto may yaha par ap ko yeh batana chahta ho k fractals kia hotay hain aur yeh kis tarha say kaam kartay hain. Yeh bohat kaam ki cheez hay aur is ko hum support aur resistance k tor par bhi use kar saktay hain, thora fasla day kar fractals show hotay hain, aur in ko agar big time frame may use kia jaye to bohat faida mand hotay hain, bohat saray analysts is ko apni analysis may bhi use kartay hain, yeh aik custom indicator hay aur ap is ko apnay indicator ki list may talash kar saktay hain. Ap chahain to is k color ko bhi change kar saktay hain, neechay ki picture may is ko yellow color may show kia gaya hay.

    Click image for larger version

Name:	fractals.JPG
Views:	1
Size:	89.8 کلوبائٹ
ID:	12461280

    Is ki madad say agar ap trading karain gay to is may bohat sari cheezay dekhna parti hain, is may baaz dafa fake fractals bhi atay hain, jin say ap ko market ko analyze karna aur bhi asaan ho jata hay, is thread may to sirf introduction diya hay, inshallah next may is ka kaam bhi discuss karo ga.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Agar ap logo nay sirf yehi aik indicator fractal ko use karna hay to big time frame may use karain, aur agar ksi dosray indicator ka combination banana hay to ap chotay time frame may use karain, kyo keh chotay time frame may fractals repaint hotay hain, lakin big time frame may ziada best results miltay hain.
     
    • #3 Collapse

      Main nay bhi ik strategy main fractals use kiey hain lekin main in kay use kay bary main zyada nahin jaanta.kisi bhi indicator ko samjny kay liey us ki detail ki zaroorat hooti hai.is liey main aap kay detailed thread ka wait karoon ga bhai.
      • #4 Collapse

        sir aapp ny fractal indicator ka taraf buhat hi aasan zaban meen kya hy, laikun es ko samjhna bhi zaroori hy ky es ka istamal kaisy kya jaey , aap ki taraf sy es baray meen aglay thread ka intizar rahay ga, please juld pesh kejye ga,
        • #5 Collapse

          fractal maera sub sya puran inidcaors hey or ye kafi hadd tak dosray indicartors say theak hey or ye arrow batata hey jis say ap ko forrex market ka andaza ho jata hey or ager arrow neechay ki taraf ye show kare to samjhen kah marekt upper jaye gi or ager upper ki taraf market arrow show kare t marrket neechay ki taraf aye gi.
          East and west....Pakistan forex forum is best..:cool:
          • #6 Collapse

            fractle ek Acha indicator hai ye hammain MT4 main mil jataa hai... isay Bill Williams jo k ek physcoligist Bhi Thay or Trader bhi unhoun nay invent kiyaa thaa un k or Bhi indicators hain jo K Aap MT4 main he Dekh Saktay hain mostly common use honay Walay Aligator,Gator oscilator Waghera hain...is indicator ko Agar Aligator k Sath milaa Kar istemaal kiyaa jaye tou ye behtar result Detaa hai...Fractles Aap ko market ka axpected Trend batataa hai...main Abdullah Sir say or Seniors Say Request Karoun Ga K hammain is ki Calculation Bhi Samjhayen.
             
            Mind Is like A Parachute - It Is Useful only IF Open
            • #7 Collapse

              Fractals ki help lay kar agar trade karna hay to long term may karna hoga, short term may nahi hogi, kyo keh short term may fake fractals bohat bantay hain aur phir andaza karna mushkil ho jata hay keh konsa fractal sahi hay, baaz dafa fractal form ho kar phir ghayab ho jata hay, is lye phir hamay 3 candles tak k wait karna hota hay, ta keh fractal confirm ho jaye, ya phir big time frame, jaisa keh H4 ya D1 may dekhna hota hay, short term may yeh nahi chalay ga.
               
              • #8 Collapse

                you telling a good thing to traders like me and i think fractals is a indicator and we can good benefit from it if we use it in trading but you are telling that it gives sometimes fake information then i think if new trader use it then they can make a wrong trade with wrong information you are saying that sometimes it gives wrong information
                • #9 Collapse

                  Indicators bht zyaad help ful b hote hn trading me and aksar indicators dhoka b dety hn ku k sary k sary indicators thek nai hote so hume indicators se loss b ho sakta ha so hume chye k pehly hum indicators ko demo per chek karn then hi real account per kam karn
                  • #10 Collapse

                    thanks for sharing the basic information about fractals. I saw may trader who use this indicator in their trading. lakin mujhe aaj tak pata nahi chala ke iss se humein kis cheez main help milti hai aur iss se market ko kaise analyze kiya ja sakta hai. agar kisi ko pata hai to please share karein.
                    • #11 Collapse

                      Fractals is better indicator. It is generally used with transferring typical. The item allows you info on the particular convergence in addition to divergence of current market. It is small bit difficult indicator with regard to newbie as compared to other people.
                      • #12 Collapse

                        اصل پيغام ارسال کردہ از: abdullah2008 پيغام ديکھيے
                        Fractals ki help lay kar agar trade karna hay to long term may karna hoga, short term may nahi hogi, kyo keh short term may fake fractals bohat bantay hain aur phir andaza karna mushkil ho jata hay keh konsa fractal sahi hay, baaz dafa fractal form ho kar phir ghayab ho jata hay, is lye phir hamay 3 candles tak k wait karna hota hay, ta keh fractal confirm ho jaye, ya phir big time frame, jaisa keh H4 ya D1 may dekhna hota hay, short term may yeh nahi chalay ga.
                        Thank you Very much Sir,is Ka Matlab hai k Fractles Big Time Frame like H4,D1 par zyada behtar Result Detay hain,sir ap nay kaha k 3 Candles tak ka wait Karna Chahiyee..Sir yahan Ap ki Murad kon Si 3 Candles say hai Coz Fractles Tou Kabhi ek Candle k baad bhi ban jataa hai or kabhi 4 Candles k baad like hum h4 time frame par last Wala Fractle Dekhain agar Wo up hai tou Market ka Expected Trend Sale ka ho ga Or Agar Fractle down hai tou Buy Ka indication ho Ga??? Sir yehi use hai na Fractles ka????
                         
                        Mind Is like A Parachute - It Is Useful only IF Open
                        • #13 Collapse

                          Indicators bhot zarori hai for seniors baki app unko follow krte rhe ge tou app aista aista khud bhi trading krna seekh jaye ge indicators bhi rank acha houna chiye unka.
                          • #14 Collapse

                            Arrow What to do

                            arrow us jaga per aksar lagta hay jes jaga per hum nay order lagaya ho akser forex trading jab koi robot order lagat hay to waha arrow ka neshaan ban jata hay
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              dosto ye hum sb ko pata hai k Fractals indicator bohat best hai aur long term trading ky leay bohtat zarorey hai magar agar ap ko pata hai ky aios ko kes taraha samjay ge to ap log aus ky baray maoi bataye takey hum sb ka fayda ho

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X