UBL dabit card
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    UBL dabit card
    Frinds kua hum UBL ky dabit card man withdraw kr skty hin? Kua ap man sy ksi ny dabit card man withdraw kua
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Dear yes aap kr sakty hain
    ma na debit card ma withdraw krwaya tu nhi hai lakin aap kr sakty hain
    instaforex k rules ma hai k aap jiss bhi payment system sa deposit krty hain withdraw k liye bhi sirf wo he use kr sakty hain
    iss liye agr aap na deposit bhi isi sa krwaya tha tu withdrawal bhi ho jaye ga
    or agr aap ka bonud account hai tu wire transfer or IB k ilawa aap koi bhi method choose kr sakty ho online payment ka
    • #3 Collapse

      dear qn nhn kr skta zroro kr skta hn but issue yeh ka mn na es ko try kabhi nhn kya qn es ka koi khas faida nhn ha as hum log jub withdrawl krwain ga to ehla humn lazmi ksi na ksi broker ka pas ana ra then e hum log kuch withdrwa krwa skn ga to best ha ka udhr e kr ln
      • #4 Collapse

        Asslam-o-Alakum my dear friend i think k hum insta forex se direct UBL debit card se withdraw ni ker sektay mager insta forex se skrill ya kisi aur money processor k zrie se money apne bank account main transfer ker k UBL debit card se withdraw ker sektay hain aur main ase he hasil kerta hoon.
        • #5 Collapse

          Kya aap bta saktey hain k deposit or wtihdrawal kaisey kar saktey hain is ka kya procedure hai is ka poora? What is skrill account?
          • #6 Collapse

            hamare aksar logo ne skrill acount banaye ha or os per aPNE LOCAL BANK ACOUNT SE money up lode nahi kar sakte he os ki waja ya ha ka skrill acount per ubl sa money up lode ho sak ta ha
             
            • #7 Collapse

              forex acount ma money deposit karne ka liya bohot sare tareka ha laykin new traders ka lia behtaren tareka ye ha k wo apne forex acount ma bank wire k zariy money deposit kare
                 
              • #8 Collapse

                forex acount ma jasa ka ma na pehla bata ya k ohot sare tarekay ha on tarikoa ma sa ak tareka visa cradit or dabid card ka bi ha jis sa new traders faid ota sakte ha
                 
                • #9 Collapse

                  Aslam o alikum janb mere khayal me bhai me tu ubl ke ATM card se hi withdrawal karwata hu iss ko skrill account ke sath attach kar ke iss se karte hain
                  • #10 Collapse

                    han hum debit card main withdraw ker sktay hain. per yeh thoda difficult hai. is sey beheter yeh k hum hum skrill pey payout ley ker wo dollars market main sell ker k pkr ley lain.
                    • #11 Collapse

                      Jha tk mujay is baray mai knowledge ha to nhi kr sktay Q k insta forex traders ko bohat c E-currencies provide krta hai jinhay use krtay huway trader apnay account say amount ko withdraw krwa sktay hai or mere khyal say Skrill or payza best option hai amount ko withdraw krwanay k liye.
                      https://t.me/pump_upp
                      • #12 Collapse

                        Jee main ney personally tu UBL debit card use nahin kia lakin debit card kay saath behi deposit aur withdrawal ho jati h ay ise kay kuch charges ziyada hain ab UBL debit card sey hoti hay ya nahi ise ka nahin pata instadebit card sey ho jati hay ise kay separate charges hotey hain.
                        • #13 Collapse

                          nothing dear main nay ubl ka to nahe payoneer ka master card use kia hy jes pay main nay withdraw kafi dafe leaya hy our pakistani local bank ki atm pay bhe use ker k pakistani rupeez main cash direct leaya hy
                          • #14 Collapse

                            Asslam-o-Alakum my dear friend mare khyal main hum UBL k debit card main insta forex se direct to withdraw ni ker sektay but skrill ya kisi aur payment processor se apne debit card ko attach ker k apni payment withdraw ker sektay hain aur is per bank ki fee b apply hoti hay.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              han debit card koi bhi app ko apne card ke details aur account ke details ko apne skrill ke acccount mai dalna hota hai ous ke baad app ko market mai skrill se withdraw kerwana hota hai is tarha se kerne se app ka masla haal ho jata hai.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X