Inverse strategy
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Inverse strategy
    Dosto yeh strategy banda us waqt karta hay jab wo market ko bohat achi tarha say samajhta ho, is ko hum support aur resistance ki strategy bhe keh saktay hain, lakin is may ap k pass koi khas support aur resistance nahi hota, ap naked chart par yeh kaam kartay ho, is strategy k lye ap M15 ka time frame use karo gay, aur phir ap candle ki formation par nazar rakho gay, ap market ki volatility bhe dekho gay, agar candles big ban rahi hain, aur ap ko trading volume bhe ziada nazar a raha hay (jo ap data window say bhe dekh saktay ho, aur chart k tab par mouse ko move kar k bhi dekh saktay ho) to phir ap dekho gay keh agar bull ki candle ban rahi hay to ap us candle k end par, yani 15th minute par sell ki trade lagao gay, aur agar bear candle ban rahi hay to us may ap buy ki trade lagao gay, har 15th minute par lagay gi trade, is may ap chaho to scalping karo, chaho to short term, lakin risky bohat hay, market agar trend continue rakhay gi to loss bhi ho sakta hay, tou, is say bachnay k lye ap kam say kam 30 pips ka stop loss zaroor lagana, ya phir manual close kar dayna.

    Koi sawal ho to zaroor pochain.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Dear aap ney market revace point kay bary may kaha hay iss ko aap R.S.I ki madad say bi hasil kar saktay ho or us kay liya aap ko daily ya 1d time frame ko rakhna hota hay.
    • #3 Collapse

      Thanks to bring another strategy in our view. The information is so nice. Inverse strategy is so important in Forex. I never use it but now I will try the strategy. Thanks.
      • #4 Collapse

        ye strategy to dangerous nazar aati hai but main issy demo main try karoon ga.mery khyaal say agar koi big news na to hum ye strategy use kar kay kush pips nikaal sakty hain.
        • #5 Collapse

          I think at a time, sirf aik candlestick par nazar rakhne se ap market k general trend ko ignore kar dete hain, which is not very wise. Scalping k liye thek hai k m15 main har candlestick ki apni significance hai, but general market trend ko madde nazar rakh kar agar is tara ki scalping ki jaye to behtar decision hoga.
          • #6 Collapse

            Inverse strategy ek risky strategy smje jati hy esly mery hyaal me newbies ko start me esko use nahi krna chahey. Fhly wo indicator ko khoob use krna seekhly oor chart ko smjly per yeh follow krna samj me ayga..
            • #7 Collapse

              hi friends mera mashwara yeh ha jo marzi kro per forex ko seekh kay pehir is [ay kaam kro nai tou mary jao gay agr ap ko knowledge hai forex market ka tou ap bohat earn kro gy agr apko nai hai knowledge tou ap demo use kro,,,,.....
              • #8 Collapse

                اصل پيغام ارسال کردہ از: mayorsl پيغام ديکھيے
                I think at a time, sirf aik candlestick par nazar rakhne se ap market k general trend ko ignore kar dete hain, which is not very wise. Scalping k liye thek hai k m15 main har candlestick ki apni significance hai, but general market trend ko madde nazar rakh kar agar is tara ki scalping ki jaye to behtar decision hoga.
                Brother, yeh inverse strategy hay, zaroori nahi hay keh ap yeh sirf chotay time frame par karo, ap is ko big time frame par bhe kar saktay ho aur big candles par to ziada acha result milay ga apko.
                 
                • #9 Collapse

                  Aap ne strategy to bohat achi batai hai lakin ye aik new trader ke liye nahi hai. agar aik new trader start main hi aisi strategies use karay ga to iss se uss ka loss hi hoga na ke profit. kyun ke new trader ko aisi cheezain samajhanay main time lagta hai.
                  • #10 Collapse

                    bhai mujay tu iss startegy main har taraf khatra hi khatara nazar ah raha ha kyun kay app iss main risk buhaat zaida lay rahay hain aur iss main loss kay chances zaida hain profit ki nisbaat iss meray khyal main ye kafi dangerus ha
                    • #11 Collapse

                      abdullah aap ne is stretegy ko achhi tra likha ha lakin jab bi new hour start hota ha pehlay 15 minut trend ka pta nai chelta .15 minut bahd movement one sided ho jaati ha is liay behter ha k hour k pehlay 15 minut wait kerain ore phir trend daikh ker trade open kerain
                      • #12 Collapse

                        thanks dear to provide information lakin plz ya stratge new trader ka lya nahi ha is ap loss bh kar sakty ho to plz ap is ko addop na kary thek ha par bhot risky ha ap ko is me confrm nahi hota khuch bh to ap kisy risk ly sakty ho ya serf experince log he kar sakty ha
                        • #13 Collapse

                          bhai me to is business me bilkul newbie hun or is business me mujhe koi khas experience bhi nahi hai is business ki bohat tareef suni hai mene or is ko seekh kar is me joining dena chahta hun or i hope ke me aap ki strategies ko try karun ga or un se profit hasil kar sakon ga ...
                          • #14 Collapse

                            اصل پيغام ارسال کردہ از: jamil پيغام ديکھيے
                            abdullah aap ne is stretegy ko achhi tra likha ha lakin jab bi new hour start hota ha pehlay 15 minut trend ka pta nai chelta .15 minut bahd movement one sided ho jaati ha is liay behter ha k hour k pehlay 15 minut wait kerain ore phir trend daikh ker trade open kerain
                            Yeh bhe aik tarha ki strategy hay, is ko zone A, Zone B k name say jana jata hay, aur yeh strategy kuch is tarha say hay keh is may new day ki candles may say third hour ki candle jo bhe banti hay us ka aik big zone bana lya jata hay, aur us k hisab say trade ki jati hay, yani wo aik tarha say support aur resistance ban jata hay, lakin may nay yeh apply nahi kia apni trades par.
                               
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Well jahan reliablility ki bat hoti hai support and resistance ka zikr zaror hota hai or esa hi kuch is strategy main bhi hai. Support resistance kehne ko to sirf ek lines hoti hain lekin asal main iss se kahin barh kr hotin hain.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X