ek dosry ki help se trading ka faida
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    ek dosry ki help se trading ka faida
    ek dusry se rabty me rahny se ap acha profit earn kar sakty hein ager ap new hein aur ap ka koi dost ya rishty dar pehly se hi si kam me hai aur wo earn kar raha hai aur ap abi sikh b rahy hein to ap ek dusry se help lo dekho ap k dost ne buy kia hai ya sell kia hai is ka buy ya sell karny ki waja keya hai us se pucho jini b information hansil kar skty ho karo bohat c website hein wo b ap ko single deti hein lekin kab tak ap dusron se help lein gy ap khud apni koshi jari rakhiy aur jahan se kuch elam milta hai wo akatha karein ek na ek din ap kamyab ho jao gy
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    G of course ap ek dosry sy help kr ky bht axhe earning hasil kr sakty hain ku ky agar ek insan koi mistake kr rha ho to dosra us ki gakti ko thk kr dy ga jis sy us ko prodit hota ha r wo yahan loss sy bach jata ha
    • #3 Collapse

      bhai g daikha aik kam akela banda karta hai aksar use smjh nai ati hai jab wo he kam do bande milkar karte hain to kam b bat jata hai or jis ko jis cheez ke smjh nai ati hai wo poch leta hai k ye kam kse karna hai is liye kam mill k karn ka hamesha faida he hota hai shart ye hai k us waqt kam he kia jaye a k fazool kamo main time barbad kia jaye
      • #4 Collapse

        han bilkul ku k jab ham new hoty hain tu hamy trading ka itna knowledge nahi hota ham sekhty b hain lakin pher b bohat zeada samj nahi ata agr koi member already forex trading kar raha ho wo hamy bohat achi guide line dy sakta ha..!!
        • #5 Collapse

          Aik dosrey ki help sey trading main kafi help milti hy. Hamain aik dosrey sey suggestions zaroor leni chahey aur un ki roshni main apni trading ko behtar banana chaheye. Lekan dosron ki strategy ko copy nahi karna chaheye. Experienced aur senior logon sey suggestions lain gey to kafi faida ho ga.
          • #6 Collapse

            G han sir forex me ager ap k koi bi help karta ha to ye achy bat ha liken forex me jo bi ap k help karta ha to zarori nahe hota ha k wo he achy trading karta ha q k me ne to kafi logo sy sona ha k forex me koi bi trader best trader nahe hota ha us ko bi loss kar ka samana karana parta ha
            • #7 Collapse

              G bilkul, forex mein new traders ko kisi expert trader ko apna mentor bana lena chahiye, jab koi expert trader practically ap ko trade kar kay dikhay ga to ap us ko bohot behtar tor par samajh sakain gy.
              • #8 Collapse

                g han dear mai ap ki is bat say agree karti hun k jab ham aik dusreay ki help karen gay to ham yahan par bhot achi trade kar k khud ko or dusron ko b fayida phuncha sakty hain
                • #9 Collapse

                  gee haan bhai forex trading mein aik dosre ke help krene se boht fiada hota he hamara apna experience acha ho ga aur dosre ka boht faida ho ga es trah knoweldge mein izafa hota he aur phir trading ache kr ke successful trader bn skein ge aur hmein boht ache trade krne ka moqa mile ga
                  • #10 Collapse

                    G haan insaan tab hi kamiyaab hota hai jab wo khud se mehnat karna shuru kar deta hai is liyea hummay chayea k forex k mutlaiq khud se ziada se ziada information aur bilkul logo se bhi rabtay main rehna chayea ta k ziada se ziada information milley.
                    • #11 Collapse

                      hamin forex main aik dosay ki help karny ki zroorat hai is se hamain forex se zyda se zyda log aty hai or ham janty hai k forex aik real income hai or agr ham ksi ko mashwa dain gy to wo ghalt nahe ho ga or na he ksi k sath fruad ho ga
                      • #12 Collapse

                        Bahi Jan forex trading mein profit hasul krny ke lye apko apni ap madad krni chahiye aur dosron se kabhi bhi !madad na lein kiyon ke is wajah se bahot zaida loss ho jata hai humein dekhna kr trade krna chahiye
                        • #13 Collapse

                          Aik to pak forum learning k leay humery pass aik acha trading platform hai us main her kisam ki help new our old members aik dosaray k kertay hain to jo bilkul new hoty hain wo boht khuch seikhty hain
                          • #14 Collapse

                            AssalamoAlaikum wa rehmatullahi wabarakatuh! Bhai actually jo ap bat kar rahy hain us ko forex ki language me market sentiment kehty hain k har bnda apny analysis aur view share karta gt aur log aps main apny market sentiment match kartuy hainpgir is ka sab se nra fauda ye hota gy k agar ap se trake hon to ap us wrong decision se bach sakty hain. Is liye especially weekend pe ap market sentiment ko zaroor dekgain.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              dear ye to bahot hi achi baat hai k hum aik dosry ki help kary ais trading mai kun k hum mai se kafi log hai jo abi tak atny expert ni hai aor ais mai se wo akely agar kaam kary to paisa ni kaama sakty ais liay hum ko ye chaye k hum sab mil k ais mai kaam kary.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X