gold par trade behtar hai ya currency par?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    gold par trade behtar hai ya currency par?
    dear ap logo ka experince kon se pair par hai ap log ye batye k gold par trade kara zayda behtar hai ye currency par.. jaha tak mera to khyal hai gold par kam karna zayda behtar hai kun k ais mai risk kam ly k kam kary to humra kabi bhi account wash ni hota.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Bhai jan gold ma trading krna bohat hi muskil ha gold bohat fast move krti ha agr ap ko gold ma experience ha tu trading krein mere khayal se eurusd sab se best currency ha ma tu gbpusd ya eurusd ma trading krta hun
    • #3 Collapse

      Bro ma tu gbpusd ma trading krta hun gold ma trading krne k liye hume experience ur knowledge ki zahrorat hoti ha hume is ma knowledge k sath kam krna chaiye ye hamre liye important ha
      • #4 Collapse

        اصل پيغام ارسال کردہ از: forex_lover پيغام ديکھيے
        dear ap logo ka experince kon se pair par hai ap log ye batye k gold par trade kara zayda behtar hai ye currency par.. jaha tak mera to khyal hai gold par kam karna zayda behtar hai kun k ais mai risk kam ly k kam kary to humra kabi bhi account wash ni hota.
        Dear trader ya apka trading style pa depend karta ha ka ap kis kis currency pa trade karta hai ya kon kon say pair pa aap easily profit earn kar lete hein aur rahi baat gold ki tu gold little investment account hold ka liye boht he zada dangerous ha tu little investment account hold gold trading avoid kare ur jin ka pass knowledge experience ha gold per trading karna ka wo traders small lot size use karen.
        • #5 Collapse

          dear 2no py trading behtar ha lekin gold py trading us time ki jaye jab ap k balance zyada ho is liye baqi pairs mein sy bhe ek pairs py trading krna behtar ha ta k us k bary mein ap behtar trading or usko behtar jan sakty hein is liye forex mein ap gold py trading zyada balance k sath or normal balance k sath other currency pairs py ki ja sakti ha
          • #6 Collapse

            Ap ne sahi kaha k gold per trading hamain waqai profit deti hai q k is ki movement pairs ki nisbat ziada taiz hoti hai lekin is k liye ap k pass kam se kam bhi 70 to 100$ honay chaiye warna apka account wash karnay main gold 1 ghanta bhi nai lagye ga😂😂😂😂
            • #7 Collapse

              اصل پيغام ارسال کردہ از: misses naveed پيغام ديکھيے
              Ap ne sahi kaha k gold per trading hamain waqai profit deti hai q k is ki movement pairs ki nisbat ziada taiz hoti hai lekin is k liye ap k pass kam se kam bhi 70 to 100$ honay chaiye warna apka account wash karnay main gold 1 ghanta bhi nai lagye ga��������
              ge han hmein apne trading gold mein krna bhe acha profit deta he aur hm ko currencies mein bhe trading krna acha he aur hmein chahe keh hm apne trading mein ihtiat se kam krein aur apne trading mein ache learning krein aur apne trading mein mistakes na krein aur jo bhe pair trade ke lie istemal krein phle us ko ache trah se analysis krein aur us ke trend ko follow kr ke order lagaein
               
              • #8 Collapse

                اصل پيغام ارسال کردہ از: misses naveed پيغام ديکھيے
                Ap ne sahi kaha k gold per trading hamain waqai profit deti hai q k is ki movement pairs ki nisbat ziada taiz hoti hai lekin is k liye ap k pass kam se kam bhi 70 to 100$ honay chaiye warna apka account wash karnay main gold 1 ghanta bhi nai lagye ga😂😂😂😂
                ge han hmein apne trading gold mein krna bhe acha profit deta he aur hm ko currencies mein bhe trading krna acha he aur hmein chahe keh hm apne trading mein ihtiat se kam krein aur apne trading mein ache learning krein aur apne trading mein mistakes na krein aur jo bhe pair trade ke lie istemal krein phle us ko ache trah se analysis krein aur us ke trend ko follow kr ke order lagaein
                 
                • #9 Collapse

                  Gold per jis ki practice achi hai usay gold sahe lagta hai. Jis ki currencies per sahe practice hai usy pair per trading karna theek lagta hai. Gold ka zada faida long term walon ko hota hai short term with big lot size ye aap kay account wash karnay kay liay kafi hoti hain
                  • #10 Collapse

                    Gold pe trading krny me lye experience ka hona bahot zarori hi aghr apke pass experience ho tu ap gold PR bahot acha profit eran kr skgy hain gold pr long term use krein
                     
                    • #11 Collapse

                      Dear gold PR trading bahot best hai is mein bahot zaida profit hai humein gold PR loss bhibahot zaida hota hai lekan gold humein sub se zaida profit deta is lye humein gold PR trade krna chahiye
                      • #12 Collapse

                        dear hum forex main ache earning gold pay he kerty han movement boht milti hai but ye aik risky pair jahan acha profit ki hope hoti hai loss bhe boht dita hai jo currency trading meri nazar main best hais
                        • #13 Collapse

                          Bhai agar tou apko gold main trading ka kafi experience hai tou yeahi best hai ky ap short time main bahot sara profit hasil ker sakty hain but agar experience nehi hai tou apko curency main hi trading kerni chahiay agar ap without any experience gold ma8n trading kerty hain tou apko loss hi hota hai
                          • #14 Collapse

                            Bhai trade app jiss b pair mein kari app k pass achi ingimstiom ka hona bohut he kazmi hai ager infimstiom ho GU tab he app ki trade achi ho app k kiye
                             
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              dear gold pe trade kafi behter hai agr ap k pass acha capital ho to.ni to currency b best hai agr hm low lot size k sath trade krain to.main khud es business main kafi dair se sekh rha hu or demo main time spend kr rha hu.hard work k bina ksi b pair ya commodity pr trade kr k hmain profit hona impossible ha.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X