Trend per trade open kerny per bhi loss kyun
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Trend per trade open kerny per bhi loss kyun
    Aksar aesa hota hai ky jab bhi ham trade open kerty hain tou trend per open kerty hain lekin hamary trade open kerty hi market ka trend bhi change ho jata hai aesa kyun hota hai kia anti trend trade open kerni chahiay
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    trend main trade lagana bht profitable hota hay lakin app ghlt jaga per trade lety hngay app ko chahye kay app buying support aur sell resistence ka formula apnayein app dekhein gay app kay result kis trah change hotay hain
    • #3 Collapse

      اصل پيغام ارسال کردہ از: icfaddi پيغام ديکھيے
      trend main trade lagana bht profitable hota hay lakin app ghlt jaga per trade lety hngay app ko chahye kay app buying support aur sell resistence ka formula apnayein app dekhein gay app kay result kis trah change hotay hain
      Forex trading ka business hai kuch aisa hai isme Jab Hum friend pe bhi apni Lord Lagate Hain toh Hamare against Chali Jati Hai Aisa is wajah se hota hai kyun K buddy countries Mein Jab Koi sudden matter hota hai tu trend Achanak change ho jata hai
      FRD 07 TRADING JOURNAL
      • #4 Collapse

        dear asal mai baat ye hai k hum jab market mai enter hoty hai to ho sakta hai k aus time market ka trend end hoa para ho ya ye bhi ho sakta hai k market aus time retracment le rahe ho apny trend ki to hum ko ais liay loss ho raha ho, agar trend mai trade karni hai to lot choti laga k kaam karna chaye.
        • #5 Collapse

          Bhai pehly bat to ye ha forex mn indicators ap ko trend to bataty hn pr agy confrm kia hony wala ha ye ni bata sakty.r doosra aksar log us time trade open karty hn jb trend end hony lagta ha islye hmn trend k ooper trade open karny k bawajood loss hota ha.islye hmn support r resistance ko dekhty hue trade open karni chahyei.
          • #6 Collapse

            Bhai ,trend ka pata es thra nai chalta. Askar trader trend per kam krta hain hamasha trend tab change hota ha jb market apna sa zada high laga la aur waha per koi b candlestick pattern bnaya. Aur waha per trend line ko b break kra.
            • #7 Collapse

              Trend per agar aap trade open kartay hain tou uss ka yeh matlab nahin kay ab aap ko loss nahin ho ga loss bhi ho sakta hai yeh aap ko zahen mein rakhna chahyea trading mein sirf trend ko na dekhain balkay news ko bhi samnay rakhai
              • #8 Collapse

                g han esy zeyda tar trading me mery sath be ho chuka hay magar ye forex business hay es me koch be ho sakta hay, hamari entry timing agar sahi ho gi to hamy loss be nahi ho ga.
                • #9 Collapse

                  Trend per trade open krna par loss iss liya hota ha ka wooh trend market ma open hota ha or us ma profit value km hota ha is liya thora sa b down aana par loss ho jata ha
                  • #10 Collapse

                    Dear aisa ho jata ha kabhi kabhi k trend mein trad lagaty hain aur loss mein chali jati ha is ki waja ye hoti ha k ya tu ham ghalt time p entry lety hain mean k jab trend khatam ho chuka hota ha us time ham trad laga dety hain aur loss kar bethty hain y phir ham support aur risistance ko follow nahi karty is liye loss hota ha ap suport aur risistance ko follow karyn tu apki trades loss mein kam jayn gi aut profit mein zayada hon gi
                    • #11 Collapse

                      Agar aapko Trend maybe order open karne se loss hota hai to iska matlab aap ne koi mistake ho gayi kya aapne jaldbazi Mein Apne andar Koi close ya open Kya Hoga JC aapko loss Ho Gaya Hoga dear market Hamesha slow Chalti Hai Magar main trend Mein Chalti Hai isliye market Mein train mein order coupon Karke aapko profit mil sakta hai
                      • #12 Collapse

                        brother trade main sirf trend ko hi madday nazar nai rakhna jata is business main news ko bhai kafi ehmiyat hasil hay is liye news ka bhi trend samnay rakh kar trade lagani chahiye is se faida ho ga aur losses kam se kam ho gay..
                        THKS
                        • #13 Collapse

                          Yes aap ko anti trend market main lot open karni chiay kiun kay us say aap ko market jab retracement lay gi to kuch faida day jay gi
                          • #14 Collapse

                            kbi kbi aisa ho jata hy k jaise hi hum trade start krty han to wo usi time opposite direction me chali jati hy or hamen loss ho jata hy is ki waja ye ho sakti hy jb hum trade start krty han to us time trend change ho raha hota hy jis waja se hamen loss ho jata hy
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              اصل پيغام ارسال کردہ از: fawadkazmi پيغام ديکھيے
                              Aksar aesa hota hai ky jab bhi ham trade open kerty hain tou trend per open kerty hain lekin hamary trade open kerty hi market ka trend bhi change ho jata hai aesa kyun hota hai kia anti trend trade open kerni chahiay
                              sir apko aek best way batata ho k ham kasi bhi currency pay trade krty ha to usay phlay apko 2 days ki uski market ko dakhna chahiye k phlay kaha move ki ha uskay bad apko trade krni chahiye or bhai agar market ka trend chance ho jata ha to koi masla nai bs market thora doka deti ha lakin wo apki trade ko profit day jati ha lakin apko trade close nai krni chahiye

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X