forex khud bhi ik teacher hay...
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    forex khud bhi ik teacher hay...
    dear members main aap say poochna chahta hoon k kia forex khud bhi ik teacher hay q k sab kehtay hain k is ko baar baar daikhnay ya karnay say ham expert ho jatay hain pls explain it.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Dear jasie jasie ap forex pe trading karte ho aur sath sath learning karte ho tu ap ko daily basis pe faida hasil hota hy lehaza ap ko chahiye k ap seekh k aur smjh k kam karo ra k ap ko kabi b loss face na karna pare aur jaise jaise ap aage chalo aur ko ap ka rewardb ahca hasil ho aur ap apnii life ko b set karo...
    • #3 Collapse

      exactly brother forex khud bohat sikha deta hai lakin waqat k sath sath koi bhi jaldi seekh nahi sakta hai is ko experience kerna perta hai or ahsta ahsta humain profitable kerta chala jata hai lakin learning shart hai. or koi bhi newbie ho pehly demo pe achi terha practice kerain then real trading ki terf jayen. or achi strategy seekh k usi pe mehnat kerain. money management or rules banayen to kabhi bhi trader nakam nahi hota.
      :1f607:جن کا بھروسہ اللہ پر ہو ہمیشہ کامیابی ان کی منزل ہوتی ہے۔:cool:
      • #4 Collapse

        Dear forex khud teacher is liye hai k jab ham is mein kam karty hain tu kam.karty karty hamyn itna zayada experience ho jata hai k hamyn market ki movment ka andaza ho jata ha aur har pair k bary hamyn pata hota ha k is ki movment k next kya chances hain
        • #5 Collapse

          jesa k dost app nay suna ho ga k practice makes a men perfect to forex trading main ager shuro main ap demo account main zeada time dain gay to pher he agay life main us say hum acha profit easily earn ker pian gay
          • #6 Collapse

            jee haan bhai sahe keh rahay hain ap forex khud bh aik teacher ha kue k jab ham is main trading karty hain tw hmain is main profit ya loss hota ha aur ham is main kuch mistakes bh karty hain aur un mistakes sy ham learn karty hain is liyay ham ye keh sakty hain k forex khud aik teacher ha ham is sy bh seekhty hain
            • #7 Collapse

              bhai forex business waqae mai aik teacher ki trh hai r bs agr hmyn computer ki knowledge ho to hm khd mai demo acount ko time dy k trading learn kr skty hain iss k lyai hard work ki zarorat hoti hai r hm ny suna hai k practice makes a man perfect.
              • #8 Collapse

                اصل پيغام ارسال کردہ از: pervez پيغام ديکھيے
                dear members main aap say poochna chahta hoon k kia forex khud bhi ik teacher hay q k sab kehtay hain k is ko baar baar daikhnay ya karnay say ham expert ho jatay hain pls explain it.
                G bhai apny bilkul thek kaha hai ham jesy jesy trading main expetuence brhaty jaty hain hamain trading krna asan hota jata hai q k ham trading krny seekthy hain
                FRD 07 TRADING JOURNAL
                • #9 Collapse

                  G brother bilkul forex aikbteacher bhi hai kun keh jab hum is ko use kartay hain hum is say bohat kuch seekhtay bhi hain or samjhtay bhi hain
                  https://t.me/pump_upp
                  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                  • #10 Collapse

                    اصل پيغام ارسال کردہ از: pervez پيغام ديکھيے
                    dear members main aap say poochna chahta hoon k kia forex khud bhi ik teacher hay q k sab kehtay hain k is ko baar baar daikhnay ya karnay say ham expert ho jatay hain pls explain it.
                    Jee dare aapne bilkul theek Kaha Forex trading Khud Bhi Ek teacher hai Hum Jab Forex trading Mein trade karte hain toh bahut Sikh sakte hain

                    اب آن لائن

                    Working...
                    X