Kia iss kam k nuqsan bhi hai
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Kia iss kam k nuqsan bhi hai
    Iss forex trade k kaam main hum bohat se logon ko daily posts kerte hue dekhte hain or her waqt ye busy rehta hai so hum kabhi kabhar ise ser per zyada sawar ker lete hain so shayad iss kam ka nuqsan bhi hai k hum apni health ki bhi care nahi karte.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    ni is kaam ka koi nuksaan ni hai ager ap posting kerte hain to ap ko yeh forum wale posting kerne ka bounes paying kerte hain jiss sy ap ko forex main acha profit millta hai ap bounes sy trading kerte hain
    • #3 Collapse

      g es ka kya nuqsan ho skta ha helth py kon sa koi bahri kam kar rahy hoty ha ham ya hamary leya he faida mand ha jitna ham zayda posting kary gy utna he bons hamy mily ga trading k lia es lia hamy start mi es py kuch zayada mahnat krni parti ha ku k es business ko achy karny or es sy profit lyny k lia es ko samajna zaruri ha
      • #4 Collapse

        Yes, Forex has loss. You can loss here if you have lack of knowledge and skill. So we need to learn the business well before start trading. Thanks you so much for the post.
        • #5 Collapse

          Dear mere khiyal say forex forum may work karny say hamari helth pay koi effect nahi hota hy kiyu kay ham kon sa koi bhari work kar rahy hoty hain is may hamy hi faida hasil hota hy ham jitni ziada posts kary gay hamara bonusutna hi bary ga and jis ko ham trade may use kar kay kafi acha profit hasil kar sakty hain.
          • #6 Collapse

            forex aik aesi dunya he jo ke bht hi attractive, impressive or handsome jagah he pesay kamanay ke lye..... ye haqeqat he ke forex me pesay kamany ke lye hum jaldbazi ki koshish kartay hen jis se kai maraba nuqsan bi uthana parta he lekin ye bi aik fact he ke forex business ke sath sath aik game bi he jahan hum apni sehat ki bilkul bi parwa ni kartay
            • #7 Collapse

              ji bilkul is kam nuqsan gb he ke gb ap ke pas experince no ho gb ap ka nuqsan hota he warna agr ap ke pas experince he to ap ko boht faida hota he
              • #8 Collapse

                Forex has both profit and loss. Profit or loss depends on a traders business skill and knowledge. A good trader make a good profit when a bad make loss. so we need to learn it before start trade.
                • #9 Collapse

                  g hn bro is kam k loss bi hn wo ya hn kh jb ap ky pass a lot of experience no hota tb ap ko heavy loss hota hn .jis sy ap ka time or money dono jaty rhty hn .is ap ki jald bazi or emotion ko na control krna bi causes bnti hn .its a risky business online
                   
                  • #10 Collapse

                    اصل پيغام ارسال کردہ از: staruit پيغام ديکھيے
                    Iss forex trade k kaam main hum bohat se logon ko daily posts kerte hue dekhte hain or her waqt ye busy rehta hai so hum kabhi kabhar ise ser per zyada sawar ker lete hain so shayad iss kam ka nuqsan bhi hai k hum apni health ki bhi care nahi karte.
                    ji han loss and profit har business mein hota hy, forex forum may work karny say hamari helth pay koi effect nahi hota hy kiyu kay ham kon sa koi bhari work kar rahy hoty hain is may hamy hi faida hasil hota hy ham jitni ziada posts kary gay hamara bonusutna hi bary ga and jis ko ham trade may use kar kay kafi ziada money earn kar skaty hain
                    • #11 Collapse

                      wesay mjhay to aaj tak is kaam say koi nuksan nahi pohcha hai agar aap ko koi howa hai to bta do.wesay b agar hum apni commen sence use kare to hame hamaray business say koi b nuksan nahi ho sakta hai.
                      • #12 Collapse

                        nuksan tu koi nahi hai ,nuksan jab hai jab app ney trading ko jald bazi mai start kia ho aur jald bazi mai hi end kar deya ho,patience bohat zarori hai trading mai warna loss ka samna karna parhata hai
                         
                        • #13 Collapse

                          mere dost jahan tk mera lkheyaal hy k forex business ko ham jb sekh lety hy or main main ham money eran krty hy to is see hamara fayeda hy koi nuksan to nahee hy gee
                          • #14 Collapse

                            baat ye hai mery bhai k dunya k doosry kaamon ki trha forex main b aap timming rakhain aur din raat iss py sawar na rahain agar aap 1 ghnta trading kar achi earning kar lety hain to phir aap ko baki din issy choor dena chahiye kiun ziada greed se aap ko loss ho ga aur phir aap ka baki din greed ki waja se uss loss ko pura karny main lag jaye ga iss liye forex ko b doosry kaam ki trha lain aur issy sar py sawar na karain
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              bhai jan forex me mnuksan to hota rahta ha is me wo log jo inexperience hun or is me us ko knowledge b na ho to wo log is me success nahi gain kr skte g forex me loss ho jata ha g is lie ak trader kolearnign pe twajo deni chahye g

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X