Kia sirf support and resistance pay trade ki ja sagti hai
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Kia sirf support and resistance pay trade ki ja sagti hai
    Dear friends main app k sath ye discuss kerna chahta hon k jin ko trading ka knowledge bilkul bhe nahe hai wo sirf support and resistance k oper bhe trade ker k profit ker sagty hain our ye trading technique sirf retail traders nahe balkay bare bare firm use kerty hain our wo easily supply or demand area main pending orders day k to profit kerty hain to hum bhe un k sath trade ker k profit ker sagty hian
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    g han bilkul support level wo hota hay jo market ka dip level point hota hay or resistance level high point hota hay app support level par buy kar sakty ho or resistance level par sell orders laga sakty ho.
    • #3 Collapse

      App ka suggestion kafi acha hai ke traders sirf support aur resistance ke base per b trading kar sakty hain. yeh strategy kafi log use b kar rahy hain iss lye yeh kafi had tak practical b hai. lakin behtar hai ke iss strategy ko mazeed behtar karnay ke liye sath fundamental analysis b zaroor kiya jiye aur zaroori indicators b istaimal kiye jain tu ziada acha result mil sakta hai.
      • #4 Collapse

        g bilkul support aur resistance level py trading kafi useful ho skti hy aur ye dono orders buy ya sell py ki ja skti hy zroori nhi k support level sirf buy order py lagay ya resistance sirf down direction mein ho ye to ap k trade py depend krta hy k ap konsa trade laga rahay hain
        • #5 Collapse

          G han bilkul ye new member k liy bht helpfull hy q k un k pas itna knowledge ni hota to wo support or resistance ki base par bht kuch earn kr skty hyn or isi ko use krny k sath sath ap analysis b zror kren ta k apko faida ho
          • #6 Collapse

            Gee bhai aap ne bilkul theek kaha hai support aur resistance kay under reh ker bhi hum trade laga saktay hain aur new comers ko bhi aisay hi karna chahyea aur mere khayal mein tou sub log support aur resistance per hi trade kartay hain
            • #7 Collapse

              Bhai agree kron ga forex trading ma jub bhi trade ka socho to koi na koi strategy zaror use kro aor planning ky sath Chalo ta ky apko trading ma loss kam aor profit zeyada ho Pakistan forex forum ma humen tips aor tricks aik dowry sy share krny chye ta ky hum dosro ky knowledge sy faida utha sken
              Acha kaam achy daam
              • #8 Collapse

                my dear Forex trader aapne bilkul theek kaha hai agar aap market Mein kamyabi Hasil karna chahte hain aur successful trader banana chahte hain toh aapko support resistance ke saath aapko analyse karna chahiye
                ALWAYS BE HAPPY
                • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                • #9 Collapse

                  اصل پيغام ارسال کردہ از: Pakpips پيغام ديکھيے
                  Dear friends main app k sath ye discuss kerna chahta hon k jin ko trading ka knowledge bilkul bhe nahe hai wo sirf support and resistance k oper bhe trade ker k profit ker sagty hain our ye trading technique sirf retail traders nahe balkay bare bare firm use kerty hain our wo easily supply or demand area main pending orders day k to profit kerty hain to hum bhe un k sath trade ker k profit ker sagty hian
                  Hot Radhika Apna trading style Hota Hai Kuch traders co sports and resistance pe trade karna Pasand hota hai aur kuch toh Kisi Aur tarike se aap ko jo Tarika Pasand Ho Usi se trade Kiya kare
                  FRD 07 TRADING JOURNAL

                  اب آن لائن

                  Working...
                  X