Forex main timing ki ehmiyat
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex main timing ki ehmiyat
    Forex market main kyun k ups and downs ka silsala chalta rehta hai to iss liye aap ka her new step proper precise timing k sath hona chahiye k kis waqt kitna invest kerna hai or kis time per invest nahi kerna
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    forex me timing bhot he zyada ahmiyat rakta hai ku k agar hum kisi aesay wakt me trade karta yhain jb side by ka trend chal raha hai to ho sakta hai k hum loss kar jae.
    • #3 Collapse

      mery khayal mai pakistan mai sham k wakat trading karna hamary lia ziada behtar ho ga q k sham k wakat log market ko ziada join karty hia or ya time sab sy best hai forex trading k lia
       
      • #4 Collapse

        pakistan mai sham k wakat trading karna hamary lia ziada behtar ho ga q k sham k wakat log market ko ziada join karty hia or ya time sab sy best hai forex trading k lia
        • #5 Collapse

          Yes dear i am agree with you that time is very imported in forex trading kyun k hamay ya pata hona chahiay k kis time par hamay trade karni han or kitnay ki karnay han kyun k ham nay us time koie wrong decision kiya to hamaray liya loss be sabit ho sakta han.
          • #6 Collapse

            g han aap bilkul sahi keh rahe hain time is very imported in forex trading kyun k hamay ya pata hona chahiay k kis time par hamay trade karni han or kitnay ki karnay han kyun k ham nay us time koie wrong decision kiya to hamaray liya loss be sabit ho sakta han.
            • #7 Collapse

              g han ye baat sach hay ke forex main ki trade timing ki buhat ehmiyat hay trade hamisha wos waqt karni chahaye jab market main tezi ho aur market apna aik trend bana lay to wos waqt trade karni chahye
              • #8 Collapse

                dear merey khayal main timing ki ehmiyat hai bohat zaida wo is tarah say k dear hum is main jitbna bi time work karte hain hum ko is say bohat kuch hasil hota hai earning knowledge or ecperience is liye dear
                • #9 Collapse

                  forex trading main right time pe market main entry aur exit ki buhaat ahmihaat ha kyun iss cheese hi se app kay profit aur loss ka faisila hona ha agar app right time pe in ho kay right time pe profit lay kay nikal gahay ye hi app ki skills hain
                  • #10 Collapse

                    ji bilkul jo bhi log expert aor professional hute hain wo buhut precise trading karte hain aur had din trading nahi karte, ap ko proper news aur analysis kay mutabiq chalna parta hai kiu kay few pips bhi agar uper nechy hu jayn tu ap kay loss ki waja ban sakte hain
                    • #11 Collapse

                      g brother forex main humein timing ka bht khayal rkhna parta hai kis time market up jati hai or kis time downs market ki trned ko dekhna parta hai phir os hisab sy trade lgani parti hai es liye humein timinings ka bht khyal rkhna parta hai
                      • #12 Collapse

                        Sahee time per sahee faisal lena he is field may kamyabi ki shart hay, or jahan tak rhee investment kerna ki baat tou hemsha yaad rakhye k investment kerty wakkt aap zarur decions len, or sirf utni he investment kren jitni aap lose kerna afford ker sktey hen.
                        • #13 Collapse

                          Tips for successful Forex trading is that So we have to practice in demo account more and learn about Forex to success. Besides we have to collect news for trading rightly today and tomorrow.so Forex trading is
                          • #14 Collapse

                            There is no fixed time for trading in forex because forex is a 24 hours open market and we can trade here any time. we just need market analysis for choose a good time for openning trade.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              jee han ess main timing ka or market ki movement ka bahot kahyal rakhna parta hy hamin her wakt investment nhi karni chihy jab tak market hamri favour main na ho ess liy her condition k bary her time ready rehna parta hy

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X