Big news kb ati hai kafi din hogy koi movement nhi hoi
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Big news kb ati hai kafi din hogy koi movement nhi hoi
    bhai koi bta skta hai k big news kb ay gi kun k market kafi slow hai is man zuada working nhi Ho Rhi jb new ati hai to market ashi working krti hai koi date or time bta do k kb news ay gi ? ta k o's time hum market ko dakh kr o's man reade lga lin
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Bhai aj raat ko 11 bajy major news hai us ka khayal rakhen agar koe postion open hai to usy secure kar lain aur agar open krny hai to news ka wait karen
    • #3 Collapse

      اصل پيغام ارسال کردہ از: hassan4832 پيغام ديکھيے
      bhai koi bta skta hai k big news kb ay gi kun k market kafi slow hai is man zuada working nhi Ho Rhi jb new ati hai to market ashi working krti hai koi date or time bta do k kb news ay gi ? ta k o's time hum market ko dakh kr o's man reade lga lin
      Big news tab Aati Hai Jab US dollar ki value may decrease or increase hota hai Kafi Din Se Koi Badi news nahi aayi hai lekin ab Hame mentally ready Rehna chahiye ke bignews Aane Wali Hai
      FRD 07 TRADING JOURNAL
      • #4 Collapse

        News ka effect tab parta jab kisi country ki financial situation up down ho Raha jab uski crouncy ki value up down ho rahi ho or in chezo se bakhaber rehne kilie hamen news ke sath touch rehna parta Hy just se forecast fectory ki news bhi smjne men asani hoti hy
        • #5 Collapse

          Forex may news aati rehti hay par friday ko jo news aati hay wo khass hoti hay aur khas tor par jo month k end may news ati hay wo bht khas hoti hay is liay humay jab bhi news ho bht ehtiat se kaam kary
          • #6 Collapse

            Aaj kal wasay jis din data zyada hon news zyada hon market bohat zyada move karti ha kyon k news ka asar hota ha market mei jasay k aaj bhi bohat si news thi bohat big move huwi baaki ye ha k week mei aik dafa lazman barri news aati rahti hen
            • #7 Collapse

              bhia sab se pehel to ramaszan chal rha hn aur muslim trader market me enter ho hue hue hn aur dosri baat ye hn ke market jab zyada move hoti hn to osse 1 week pehle to dead rehti hn aur abhi to markets jo hn vo range me hn iska mtlb ke intra day trader ko profit de rhe hn oske bad kafi movenment ogi jise account washed bhi ongey :D
              • #8 Collapse

                Big news bohat hain forex pe jo asar krti hain ye aksar aati rahti hain kisi mulk ki economy news jo hoti ha wo special market pey effect krti ha baki barri news fomc statement hay eskay elawa employment change ha ye month k first friday ko aati ha ye bohat effective b hoti ha
                :1f60e: IBRAHIM BILAL TRADING JOURNAL :1f60e:

                PLEASE VISIT HERE
                • #9 Collapse

                  News ke baare mein information Hasil karne ke liye aur unke time or date ko dekhne ke liye aapko economical calendar korede karne ki jarurat hai yahan par news time or date for complete schedule Hota Hai Jahan se aap her big news ko dekh sakte hain ki woh kab aur kis time Aayegi Aur Iss Tarah Se aap apni position ko set kar sakte hai
                  • #10 Collapse

                    Dear aap ki baat bilkul theek hai kay market bahut dinoun se slow hai aur abhi koi khad news bhi nahin hai kay yeh kab tezz ho gi dollar iss waqt bahut strong ho gaya hai aur jab tak dollar weak nahin hota market slow hi rahay gi
                    • #11 Collapse

                      Bhai jab ap ne ye thread create ki ha ossi din big news ai thi kaafi saaray datas thay forex factory site pey eurusd gbpusd usdjpy ney kaafi barri move li thi baaki ye ha ky ecb press conference gbpusd statement policy rate big news month mei aati rehti hain
                      :p Yes You Can Do :p
                      Honesty + Sincerity = Prosperity
                      • #12 Collapse

                        dear jaha tak mera knowledge hay big news month key start week key friday ko ati hay, esy time me market ko observe karna chaye, or high movement jab khatam ho jati hay to hi trades open karny chaye.
                        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                        • #13 Collapse

                          dear brother big news to countries kay inner halaat py depend karti hn. jab countries kay andar un kay muamlaat mn kici qisam ke changing ay ge to big news banen ge, waisy market mn movement to taqreeban theek hay, gold ke movement best hay

                          اب آن لائن

                          Working...
                          X