Forex micro account kiya hay?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex micro account kiya hay?
    Dear mera aap sab say ye sawal hay kay Forex micro account kiya hay? Is ko kesay banatay hay? Kesay use kertay hay ? Is ko demo say behtar q kaha jaata hay ?
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Micro account
    Dear members forex trading ma three type ky account hoty hain
    A.​ [B]micro account
    B. Mini account
    C. Standard account​ Definition of micro account
    micro account aik aisa account hai jis ma currency ky aik 1000 ven hissy ki forex trade ka contract kia jata hai
    Means hum currency ky hazarven hissy ki trade lot size bhi lga skty hain
    • #3 Collapse

      dear micro account sy achi trading ki ja sakti ha or micro account is very usefull or is mein kam euqity sy trading start ki ja sakti ha is liye isy micro account ka name diya gya ha
      • #4 Collapse

        FOREX MICRO ACCOUNT


        Dear forex trading mein account open krne ke boht sare types hote hien jen mein micro account , standard account aur bhe boht sare types hein jen mein jo hm zeyda istemal krte hien woh micro account aur standard account hote hien to forex micro account us account ko kehte hien jes mein hmara balance dollar ke baje dollar ke cents mein hota he mtlb keh jb hm apne micro account mein 10 dollar deposit krein ge to hmare mirco account mein hmara balance 1000 show ho ga mtlb keh woh 1000 usd nhe ho ga blkeh 10 dollar ho ga to yeh hota he micro account mtlb keh micro account mein hamare hr transactions cents mein hon ge aur hmein profit loss bhe cents ke buniad pr ho ga na keh dollar ke buniad aur yeh micro account beginners ke lie boht he acha hota he kion keh beginner micro account mein thora sa investment krta he aur phr apne forex trading ke ache trah se live practice kr leta he aur phr beginners ka acha experience jb ho jata he phr beginner trader apne lie aik new standard account open krta he aur us mein apne trading krta he to yeh tha micro account ke tafseel jo ap ko clear smjha de he.
        • #5 Collapse

          اصل پيغام ارسال کردہ از: khadijaa پيغام ديکھيے
          FOREX MICRO ACCOUNT


          Dear forex trading mein account open krne ke boht sare types hote hien jen mein micro account , standard account aur bhe boht sare types hein jen mein jo hm zeyda istemal krte hien woh micro account aur standard account hote hien to forex micro account us account ko kehte hien jes mein hmara balance dollar ke baje dollar ke cents mein hota he mtlb keh jb hm apne micro account mein 10 dollar deposit krein ge to hmare mirco account mein hmara balance 1000 show ho ga mtlb keh woh 1000 usd nhe ho ga blkeh 10 dollar ho ga to yeh hota he micro account mtlb keh micro account mein hamare hr transactions cents mein hon ge aur hmein profit loss bhe cents ke buniad pr ho ga na keh dollar ke buniad aur yeh micro account beginners ke lie boht he acha hota he kion keh beginner micro account mein thora sa investment krta he aur phr apne forex trading ke ache trah se live practice kr leta he aur phr beginners ka acha experience jb ho jata he phr beginner trader apne lie aik new standard account open krta he aur us mein apne trading krta he to yeh tha micro account ke tafseel jo ap ko clear smjha de he.
          Dear ap ki bat theek hai micro account ak trah ka learning account bai kah sakty hai ja say ap apni trading skill aschi kar sakty hai agher ap yahai trading demo account pay karty hai to ap ko loss aur profit ka koi maksad nai hota ap demo account pay badili say trading karty hai lakn micro account ap apni investment ko save karny ka lay mahnat kary ga micro main 5$ say start kar sakty hai.
          • #6 Collapse

            Microfinance account hota hai Jisme investment kam se kam hoti hai aur bhi Haseen kaam bhi kam se kam kar sakte hain aap ko chahiye kya aap Yahan Par Jyada Se Jyada investment Kare Apne account ko strong Bana Hai Jitna Jyada aapka account stronger Hoga ya Se Ajnabi utna hi Zyada kar sakte hain
             
            • #7 Collapse

              micro account may ap k kaam karnay k lye ap k pass zayda amonunt may invest ment oti ha ye investment ap ko yahan sya kaam karnay say ak auchy wlaa plateforum provide karty hanjis say sab kaam asaan ho jaty han or ap ko ak auchy wlaali yahan say direction mill jati ha yahans ssay
              • #8 Collapse

                Micro account
                Trading account types me micro account ki apni hi ehmeyat hay, micro trading account esy traders key ley hota hay jo demo account ki practice key bad real account me investment karna chahty hey, me ne zeyda tar traders ko esy dehka hay jo demo account ki practice key bad direct standard account me investment kar lety hey ye bilkul be sahi nahi hay, step by step chalna chaye, instaforex ne micro account ki development esi ley ki hay key traders micro account me kam risk par trading karen ta key un ko expernice be hasil ho micro account me kam leverage aur kam margin broker ki taraf se provide kia jata hay.
                • #9 Collapse

                  My dear friend AP ny bhot hi acha question poucha ha Mary khayal ma ma AP logo ki bath sy bilkol agree krta ho kau ky is sy phlt mi ko micro account ky Barry ma kuch nhi pta that abi AP ki bath sy bilkol agree krta ho acha tr
                  • #10 Collapse

                    Forex Mein kaam karne ke liye aapke paas micro County aapke paas mein management ka aapke paas acche wale balance ka hona lazmi hai agar Apke Pas achha wala balance Hai Mushkil Nahi Hai To aah ko chahiye Ek Pal Yahan Se apni skin kare jitni Zyada aapke paas Yahan Par skill songi usko aap utilise kar sakte hain aur yahan se maximum earning kar sakte hain kaam karne ke liye
                     
                    • #11 Collapse

                      market main learn kar k hi trade karni ho gi aur is k rules ko follow kar k hi hum sucess hon gay aur account k bary main analyse kar k hi hum achi trade lga sakty hain aur hamain market main trend ko use kar k hi hum run karein gay aur is forex main expereicnce hasil kar k hi trade karni ho gi tab hi hum sucess hon gay aur hamain is k bary main greed ko avoid kar k hi hum sucess hon gay aur is forex main knowldge ho ga tab hi hum real main achi trade karny main bi asani ho saky gi aur is forex main ntrend ko mind ko use kar k hi hum real main achi trade karny k kabil ho sakty hain aur market main profit hsal kar sakty hain it is best job
                      • #12 Collapse

                        market main plane kar k hi hum real main achi trade kar sktyy hain aur markt main account k bary main practice kar k hi hum is k bary main analyse kar k hi hum run karein gay market main jitna is k bary main experience hasil karein gay is main achi trade kar k hi hum run karein gay aur arket main is k baryy main plane kar k hi hum achi trade karny k kabil hho sakty hain aur hamain makret main experience k begair hum is forex main achi trade lga k hi hum achi trade karein gay aur is forex main demo main practice karein gay tab hi hum real main acha earn karny k kabil ho sakty hain aur faida ho saky ga ta k loss kam ho saky ga
                        • #13 Collapse

                          Micro account sb se choya account he.initially ye account khola kren.isme dollor ka daswan hissa aik dollar show hota he.loss km hota he.start se bra account nhn kholna chahiye
                          • #14 Collapse

                            اصل پيغام ارسال کردہ از: ctanveer پيغام ديکھيے
                            Dear mera aap sab say ye sawal hay kay Forex micro account kiya hay? Is ko kesay banatay hay? Kesay use kertay hay ? Is ko demo say behtar q kaha jaata hay ?
                            Forex trading market Mein account ki 3 types Hai jis mein micro account hai micro account small account ko bhi kha Ja sakta hai isme traders make a lot ka size be kaam hota hai aur dollar ki jagah cents use hote hain uske baad Mini account hota hai jis mein traders dollars invest Karke small account bana sakte hain aur phir standard account Aata Hai standard account mini or micro account Se Bada hota hai aur isme traders ko paise Bhi Zyada invest karna padta hain aur iska leverage ka size Bhi Jyada Kiya Ja sakta hai
                            FRD 07 TRADING JOURNAL
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              market main rules ko follow kar k hi trade karni ho gi aur account k bary main experience ho ga tab hi hum sucess hon gy aur is forex main jo bi account hai is k bary main practice kar k hi hum achi trade kar sakty hain aur is forex main analyse karein gay tab hi hum run karein gay aur market main is k up aur down ko dekh k hi hum real main achi trade karny k kabil ho sakty hain aur is forex main planing kar k hi hum achi trade karein gayy aur is main planing kar k hi hum real main trade kar sakty hain aur is forex main account ko verify kar k hi trade karni ho gi tab hi hum sucesss hon gay aur is say fiada ho saky ga ta k earning ho

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X