small profit k bad big loss kun hota hai?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    small profit k bad big loss kun hota hai?
    dear friend hum agir money management k sath bhi trading krty hain to thoda thoda hum ko profit hora rahta hai or 1 -2 manth hum ko regular profit hota hai or bad man ak din asa bhi ata hai k big loss ho jata hai asa kun hota hai hum bohat mushkil sy chori chori lot sy profit bnaty hain pr woh ak din man he loss hota hai hum ko loss sy bachny k luy pr profit ko continue krny k luy kua krna chaye?
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Aik dam see loss kbhi bhi Ni hota ye markit ka turning point hota ha jiski hm smjh Ni rhy hoty.jb hmen choti choti lot se profit horha hota ha to hm lalach m aa k lot ka size zyada krty hen aur wohi hmary loss ka sbab bnta ha.
    • #3 Collapse

      bhia ye apne bohat hi achi baat kahi n logo k osmall profit lamzi hota hn lekin vo small profit start me hta hn phr trader samajta hn ke me khas small profit vali trade ki lot big kr det ahn to double triple profit ho jata to vo next trade big letey hn aur big le kr lossho jata hna ur account washed khaani khatam :)
      • #4 Collapse

        اصل پيغام ارسال کردہ از: hassan4832 پيغام ديکھيے
        dear friend hum agir money management k sath bhi trading krty hain to thoda thoda hum ko profit hora rahta hai or 1 -2 manth hum ko regular profit hota hai or bad man ak din asa bhi ata hai k big loss ho jata hai asa kun hota hai hum bohat mushkil sy chori chori lot sy profit bnaty hain pr woh ak din man he loss hota hai hum ko loss sy bachny k luy pr profit ko continue krny k luy kua krna chaye?
        I think so ke Saman profit game baad credit score big loss is wajah se ho jata Hai Kyun Ke traders Ko Jab thoda profit hota hai to bol Jyada profit Banane Ki Talash Karte Hain jisse ki wajah se unko loss ho jata hai
        • #5 Collapse

          agar hum forex trading main small lots ko use karty huway trading karen gay to humari trading bohat achi aur behtreen ho sakti hay so humay chahiey keh es business main khoob time dain kyun keh time dai kar learning karnay main he faida hota hay tab he humari trading achia ur behtreen ho sakti hay es business main khoob time daina chahiey
          • #6 Collapse

            ye sab hamari he ghalti hoti hain qk hum jaab dekh lete hain k ye aab or b profit main jygi tu tu hum apni small lot wal trade closs kar dete hain and big lot wali trade laga lete hain jo k sab ko pata hain k merkat kahi b move ho skti hain is liye humhain chaiye k hum small lot use kaere take big loss na ho or account b wash na ho forex merkat kahi b jah skti hain
            • #7 Collapse

              Small profit k bad big loss apni nalaiqi ki vaj say hota ha. Masla yeh ha k jb hmain thora sa bhi profit hota ha to hum trade close kr detay hain aur jb loss hota ha to usko chalnay detay hain yahan tak k bih loss ho jata ha. So meri advice ha k small profit pay trade colse na krain
              • #8 Collapse

                agar hum forex trading main big lot size use karty hwuay trading karen gay to hum market main risk main aa kar trade kar rahy hoty hay so humay chahiey keh esmain kam say kam risk lain tab he hum market main safe earning kar sakty hay es business main khoob time dai kar seekh kar trading karnay main he faida hota hay
                • #9 Collapse

                  Bhai simple si bat hy k hum agar aik hisab sy chalen toh aik hi dam itna loss nahi ho sakta hy asal mein jab hum regular profit earn kerty rehty hain tou hum risk bhee kam lety hain magar bad mein kuch arsy bad hamen lagta hy hum bary trader ban gye hain aur bary level py earning ka laluch a jata hy jiski waja sy hum loss kar jaty hain
                  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                  • #10 Collapse

                    Bhai asa zaida tar ais wja sy ata hy knlog over confident ho jaty hain jis ki waja sy wo trading py zauda tawaja ni sy ty aur phr un ko loss ho jata hy

                    اب آن لائن

                    Working...
                    X