Jaiza: Stop loss aur take profit ka sahi level.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Jaiza: Stop loss aur take profit ka sahi level.
    Forex trading aik risky aur unpredictable business ha, is mein market kay halaat badaltay der nahi lagti aur agar pehlay se tayari na ki ho to bhari nuqsan ho sakta ha. Khushqismati se forex traders ko stop loss and take profit ki sahulat hasil ha jis ki madad se nuqsan ko kam se kam aur faiday ko ziyada se ziyada kiya ja sakta ha.
    Stop loss ko set karnay ka bohot simple logic ha, wo point jahan trader ki trading strategy khatam ho jaye gi ya kam nahi karay gi, us point kay qareeb stop loss laga dena chahiye. Dusri baat ye kay stop loss kabhi bhi support ya resistance kay qareeb na rakhain balkay darmiyan mein kisi munasib point par rakhain. Stop loss agar entry point kay qareeb ho to acha ha.
    Take profit kay liye simple risk/reward ratio apply karain. Take profit realistic hona chahiye (for example $100 kay account se $100000 ka profit expect na karain). Take profit support/resistance se agay na rakha jaye balkay in kay qareeb hi rakha jaye kyun kay kai dafa support ya resistance break nahi hoti aur market bari tezi se wapas ho jati ha jis se acha khasa profit kam ho jata ha, is liye in kay qareeb target rakha jaye.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Stop loss our take profit jo ham lgaty hy ya ham ko sahi sahi adaza lga k lagaya nmchiya ya zeada tar sprot resistance pr lgaya jata hy ya ogr tecnical analysis ki bina pr ham is ki lgtay hy is ko lgany sy ham phr trade ay full free ho jaty hy tention free ho jaty hy ya dono lgany zarori hoty y
    • #3 Collapse

      Dear aapne kafi acha explain kiya hay aur main es ko thora aur mazeed aagy barhana chaon ga.
      Take Profit: TP us jaga pe set karna chahey jahan tak aapko pata ha k market aasaani se jaay ge. Maslan agar aapko pata ha k USDCHF pair pe aapne sell lagai hui hay aur market 9800 tak ja sakti hay to es ka matlb ye nahe k aap 9800 par he tp lagain. Aap besha 9805 ya 9808 tak tp lagain. Es se aapka tp aram se hit ho jay ga.
      Stop Loss: SL wahan lagana chahey jahan tak market breakout ke position main aa sakti hay. Masaln agar market 9900 tak pehly jaati rahi hay aur us se opper nahe gai to aap sl 9907 ya 9910 laga den. Us k baad agar aapka sl hit ho jaay to aap zayda nuqsan se bach sakty hain.
      Risk Reward Ratio: Risk reward ratio hmesha apny haq main honi chahey. Maslan agar aapko 1$ ka loss ho raha hay to us k badly main 1.5$ ya 2$ apko faida hona chahey.
      • #4 Collapse

        dear mery khayal me take profit aur stop loss apny orders me use karna bahot hi easy lagta hay aur ham asani se es ko laga be dety hey magar expert traders hamesha agar stop loss lagaty hey to proper market ko analysis kar key aur apny account balance me risk ratio percentage key hisab se hi es ki calculation kar key lagaty hey, esi tarha take profit ko be set karny ki be proper calculation honi chaye, anadazy se na to stop loss lagana chaye aur na take profit, mind me risk ratio ka percentage aur profit earn karny ka target hona chaye esi key mutabeq take profit aur stop loss ko set karna zeyda behtar hay.
        • #5 Collapse

          forex trading main risk ka factor har jagah hota hai tu hmary liye yahi best hota hai k hmain apni trading main loss ko cover karna kis trah hai es liye hmain hmain apni trading main ayse startgy ko use karna chhyae jis main hmain loss kam se kam ho or hmari trading main loss ko cover karny k liye hmain apni trading main tsop loss or take profit ka use karna lazmi hota hai or jub hum apni trading main tso loss ka use karty hain tu hmari trading main loss ka factor kam ho jata hai or jub hum apni trading main take profi ki use karty hain tu hmary account ki managment ho jati hai
          • #6 Collapse

            forex trdaing main tsop loss or take profit ka sahi yahi leel hai k en ko apni trading main lazmi use kiya jay q k jub hum apni trading main tosp loss ko use karty hain tu yah hmary account ko save rkahta hai q k jub hum es ko use nahi karty hain tu hmain lsos hony k sroa main apn account wash milta hai es se yah nahi hota hai k hmara ccount wash ho jay es liye hmain apni tradig main stop loss lazmi set karna chhyae or jub hu stop loss use karty hain tu hmari maoney managmnt hoti hai or hum aik achi trading k bad acha profit bhi gain karty hain
            • #7 Collapse

              اصل پيغام ارسال کردہ از: Ehsan ullah khan پيغام ديکھيے
              Forex trading aik risky aur unpredictable business ha, is mein market kay halaat badaltay der nahi lagti aur agar pehlay se tayari na ki ho to bhari nuqsan ho sakta ha. Khushqismati se forex traders ko stop loss and take profit ki sahulat hasil ha jis ki madad se nuqsan ko kam se kam aur faiday ko ziyada se ziyada kiya ja sakta ha.
              Stop loss ko set karnay ka bohot simple logic ha, wo point jahan trader ki trading strategy khatam ho jaye gi ya kam nahi karay gi, us point kay qareeb stop loss laga dena chahiye. Dusri baat ye kay stop loss kabhi bhi support ya resistance kay qareeb na rakhain balkay darmiyan mein kisi munasib point par rakhain. Stop loss agar entry point kay qareeb ho to acha ha.
              Take profit kay liye simple risk/reward ratio apply karain. Take profit realistic hona chahiye (for example $100 kay account se $100000 ka profit expect na karain). Take profit support/resistance se agay na rakha jaye balkay in kay qareeb hi rakha jaye kyun kay kai dafa support ya resistance break nahi hoti aur market bari tezi se wapas ho jati ha jis se acha khasa profit kam ho jata ha, is liye in kay qareeb target rakha jaye.
              Trading karte huye stop loss and take profit course Sahi use karna bhi bahut hi jyada Zaroori Hota Hai Agar traders stop loss Ja take profit Sahi nahi laga Sakte toh acchi trading nahi kar sakte hain isliye Jab Bhi trading karte huye stop loss or take profit ka option use Kare Toh Woh Sahi Jagah pe hai Lagaye aur Soch Samajh Kar stop loss or take profit co use kare
              • #8 Collapse

                Stop loss ka matlab hai k ek aisi value set karni jis tak agar market ap k against move kary to trade automatically close ho jaye.
                Take Profit aisa point hai jis tak market move kary or ap ki trade profit me ho to is point tak khud hi close ho jati hai.

                Ap ny sahi beyan kia hai stop loss or take profit ko har trader ko in k bary me zroor pata hona chahiye bohat achi options hai ye. Agar ap in options ko use kary gy to ap ki trading behtr hogi or apko loss k chances kam hongy or ap account kabhi wash nahi hoga achy traders in dono options ko kafi use karty hai.

                Stop loss or take profit agar ap ny set kia ho to ap agar pass nahi hongy b to apki trade auto close ho jaye gi jis sy apko ya to profit mil jaye ga ya phir loss huwa b to km hoga.
                • #9 Collapse

                  Stop loss or take profit bohat best tools hain or trading me hamara bohat sath detay hain same time pe closing or profit taking kerne me bohat help kertay hain. humain in tools ko apnay trading system ka hissa banana chahiye or koshish kerni chahiye k her strategy or system me in ko important hissa banana chahiye. or capital or money management ka hissa banana chahiye.
                  • #10 Collapse

                    اصل پيغام ارسال کردہ از: Ehsan ullah khan پيغام ديکھيے
                    Forex trading aik risky aur unpredictable business ha, is mein market kay halaat badaltay der nahi lagti aur agar pehlay se tayari na ki ho to bhari nuqsan ho sakta ha. Khushqismati se forex traders ko stop loss and take profit ki sahulat hasil ha jis ki madad se nuqsan ko kam se kam aur faiday ko ziyada se ziyada kiya ja sakta ha.
                    Stop loss ko set karnay ka bohot simple logic ha, wo point jahan trader ki trading strategy khatam ho jaye gi ya kam nahi karay gi, us point kay qareeb stop loss laga dena chahiye. Dusri baat ye kay stop loss kabhi bhi support ya resistance kay qareeb na rakhain balkay darmiyan mein kisi munasib point par rakhain. Stop loss agar entry point kay qareeb ho to acha ha.
                    Take profit kay liye simple risk/reward ratio apply karain. Take profit realistic hona chahiye (for example $100 kay account se $100000 ka profit expect na karain). Take profit support/resistance se agay na rakha jaye balkay in kay qareeb hi rakha jaye kyun kay kai dafa support ya resistance break nahi hoti aur market bari tezi se wapas ho jati ha jis se acha khasa profit kam ho jata ha, is liye in kay qareeb target rakha jaye.
                    My dear friend AP ny bhot hi acha question poucha ha Mary or ma AP ki bath sy bilkol agree krta ager him log take profit or stoo loss lagty ha to is ka him logo ko hi fida hota ha kau ky is Sy hmra account wash nhi hota ha is leya him logo ko ya lazmi lagana Chaya
                    • #11 Collapse

                      Re: Jaiza: Stop loss aur take profit ka sahi level.

                      forex trading aik boht acha business hay hum is main trade karty hain ye aik risky kam hta hay is main kabhi profit hota hay or kabhi loss hota hay market main kam karny ka aik ye b faida hay humain stop loss milta hay or take profit ki b sholat hoti hay in ka use kar kay hum market main kam kar sakty hain isi tara humain in ko set karna b ana chahiye kun kay stop loss ko set karty time humain anlysis karna hota hay kay konsa pair hum use kar rahy hain is main loss ka risk kahan tk ho sakta hay humain kis point say agy stratyg nai banai a rahi hay to us level say thora oper stop loss ko laga dyna chahiye jis say humain achi limit mil jati hay or isi tara humain take profit ko b isi tara set karna ho ga is main high markfin nai rakha ho ga account balnce kay hisab say take profit ho ga
                      • #12 Collapse

                        Re: Jaiza: Stop loss aur take profit ka sahi level.

                        forex trading aik risky business hay is main kabhi profit hota hay or kabhi loss hota hay or agrmarket main kam karna hay or acha profit hasil karna hay to is kay liye huamin stop loss ka use karna ho ga kun kay stop loss ki help say market main aik limit mil jati hay jis say ziada loss nai hota hay or isi tara humain take profit ko b use karna ho ga jis say humain profit hasil karny ki limit mil jati hay agr to hum is main high take profit ko set karty hain to is say ye hota hay kay take profit hit nai hota hay so apny account kay balnce kay hisab say hi humain take profit rkhna ho ga ta kay risk b km ho or km time main achi earning b hasil ho sakay or stop loss ko b aik had tk hi rkhna ho ga ziada open price kay pass nai rkhna chahiye kun hay market agr nichy ko gai to jlidi stop loss hit ho sakta hay
                        • #13 Collapse

                          Re: Jaiza: Stop loss aur take profit ka sahi level.

                          jab b hum order ko place karty hain to is main kafi rules ko follow kar kay kam karna hota hay is main agr to high risk main kam karty hain to stop loss or take profit ko achy say set karna hota hay kay kis time main lagty hain kun kay market main achi eraning hasil karny ka raz stop loss or take profit ka use karna ho ga kun kay market main kafi achi earning isi base par hoti hay agr take profit ko achy say set kia hota hay kun kay is ko set karny ka b trika hota hay is main youn hi kam nai karna hota hay youn hi humain order ko set nai karna hota hay is kay liye humain kafi mehant darkar hoti hay analysis karna ho ga or take profit na hi itna high rkhna hota hay kay market ki reach say dor ho or na hi stop loss ko itna nazdeek rkhna ho ga kay foran hi market stop loss ko hit kar lay
                          "The mind is everything, What you think you become"
                          • #14 Collapse

                            Re: Jaiza: Stop loss aur take profit ka sahi level.

                            اصل پيغام ارسال کردہ از: Ehsan ullah khan پيغام ديکھيے
                            Forex trading aik risky aur unpredictable business ha, is mein market kay halaat badaltay der nahi lagti aur agar pehlay se tayari na ki ho to bhari nuqsan ho sakta ha. Khushqismati se forex traders ko stop loss and take profit ki sahulat hasil ha jis ki madad se nuqsan ko kam se kam aur faiday ko ziyada se ziyada kiya ja sakta ha.
                            Stop loss ko set karnay ka bohot simple logic ha, wo point jahan trader ki trading strategy khatam ho jaye gi ya kam nahi karay gi, us point kay qareeb stop loss laga dena chahiye. Dusri baat ye kay stop loss kabhi bhi support ya resistance kay qareeb na rakhain balkay darmiyan mein kisi munasib point par rakhain. Stop loss agar entry point kay qareeb ho to acha ha.
                            Take profit kay liye simple risk/reward ratio apply karain. Take profit realistic hona chahiye (for example $100 kay account se $100000 ka profit expect na karain). Take profit support/resistance se agay na rakha jaye balkay in kay qareeb hi rakha jaye kyun kay kai dafa support ya resistance break nahi hoti aur market bari tezi se wapas ho jati ha jis se acha khasa profit kam ho jata ha, is liye in kay qareeb target rakha jaye.
                            Assalamualaikum bhai aapne Jo question Kiya main uske baare mein ye Kehna Chahta Hoon keKisi bhi channel ke liye sabse Jyada important cheez hai wo Ye hi kya usse stop loss and take profit Lagana Hona hona chahiye usko Jab Pata chalega usko bahut jyada loss hone wala hai to wo stop loss Laga sake
                            Removed by Moderator.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Jaiza: Stop loss aur take profit ka sahi level.

                              Forex trading ma yeh ahm do function bohat hi important hain is lye in k istemal karan hamain ana chaye q k forex trading aik risky business ha is ma loss karnay k chance bohat ziadah hotay hian to is lye yeh do functions k use karna hamain ana chaye
                              Stop loss: stop loss loss ko aik limit tak control karnay ka naam ha is lye loss ko kam se kam limit tak rakhnay k lye ham stop loss ka use kartay hian k agar market ne trend change kar lia ya market ma koi bada upset ho gia to stop loss ko ham laga saktay hain
                              Take profit:apnay profit ko limit k teht hasil karnay k lye take profit ka function istemal karty hain ta k market ma agar reverse situation ho to hmara profit ka target hit ho jaye is lye apnay profit ko mehfooz karnay k lye ham yeh funchtion ka use kartay hain
                              Sl aur Tp ko laganay ka sahi tareeqah:
                              =stop loss aur take profit ko ham kisi bhi currency ki daily average k hisab se ham stop loss aur take profit ko set kar saktay hian
                              == Support aur resistance levels k hisab se bhi sl aur tp ko set kia ja sakta ha
                              == 20 se 30 pips tak hamain sl aur tp ko set karna chaye

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X