Forex mei Dream rakhna aur Dream ko le kar chalnay k faiday
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex mei Dream rakhna aur Dream ko le kar chalnay k faiday
    Dreams ki value specially in forex
    Dear friends humaray dreams ki bohat value hoti hay jahan pe b hum apnay jazbaat k saath unko samnay rakhain jab hum dream le kar forex mei ay gay aur mind mei rakhay gay hum ne success leni hay uskay lye mehnat ki jay then ap result dekhen gay success humaray saath hogi.
    Ap log apna opinion den
    :1f60e: IBRAHIM BILAL TRADING JOURNAL :1f60e:

    PLEASE VISIT HERE
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Yes forex mein apka kuch dream hony chahya ..apka aik target hona chahya...jub apka target samny Hoga to AP forex ko achi tarha study Karan gy aur full knowledge aur motivate ho ka Kam Karan gy to apko profit ho ga
    • #3 Collapse

      Bhai jan ap ke bat bilkul sahe hy dream he wo cheez hy jo hamen success ke janib ly k jata hy jb hamara koi dream hota hy to ham us ko hasil karny k lite mehnat karty hen and jb ham sahe dill sy mehnat karty hen to ham us dream ko hasil kar lety hen
      • #4 Collapse

        Dear forex men hamen dreem zarur rakhne chahiye aur ye baat bhi zaruri hai k hamen always positive dreem hi rakhne chahiye jab ham bahot ziada ooper jane ka soch lete hain to hamara account aik hi jhatke men ooper seedha jata hai phir ham afsos krte rehte hain isliye hamen postive dream ko sath le kr chalna hoga.
        • #5 Collapse

          Dear frend jab b new comer forex mai inter hoty hai to es kam ko ly kar un k dil mai bhot sy dream hoty hai jin ko pora karny k liye wo es mai mehnat karta hai or aik tarha sy ye acha b hai kun k jis kam ko karny mai koi maqsad na ho os kam ko karny ka maza b nai ata .
          • #6 Collapse

            g han zaroor hamen apny dreams ko mind men rakh k trading karni chaeay aur phr jitna barra khawaab mind men rakha ho utni ziada mehnat b karni parti hae q k sirf dreams ko mind men hi rakh k bhool jao gy to apko kabhi b tabeer ni milly gi lihaza aap dreams ki tabeer k liay mehnat say kam len.
            • #7 Collapse

              Khuwab dekhna achi bat ge aor inko poora krny ki struggle krna is se bhi achhi bat he, jis ki zindagi me khuwab nai us se boring aor fazool life kusi ku nai hogi, aor forex me kamyabi ka khuwab to bahot achhi aor pisitive soch ki daleel he, so dreams are helpfull to make your easier and colorfull,
              • #8 Collapse

                dream he wo cheez hy jo hamen success ke janib ly k jata hy jb hamara koi dream hota hy to ham us ko hasil karny k lite mehnat karty hen
                • #9 Collapse

                  bohat achi baat ki ha khuwaab jitnay achay hongay achi baat ha jab onko pura karnay ki effort ki jay yakenan ap kamyab hogay islye forex mey new traders ko achay dreams le kar ana chaiye k onko forex mey kamyab hona ha jab wo apnay dreams ko pura karny ki koshish karen gay wo kamyab hongay
                  :p Yes You Can Do :p
                  Honesty + Sincerity = Prosperity
                  • #10 Collapse

                    G haan ap k dream ki value hoti ha ap jis business mei b dekhen gay jo succes log hongay unkay kuch dreams thay onho ney oskay lye struggle ki aor aj wo kamyab agar ap forex mei dream le kr chalo gay ap ko kamyab hona ha aur ap sachay hogay tou ap k dreams har soorat puray hongay
                    • #11 Collapse

                      g aap teak kha rhy hain her kisi kay khub hoty hain aur es he tarhan forex trading main bhi her aik ke wish hoti hai kay wo kafi sari earning kray mary khual main her kisi ke wish hoti es her trader ko achi soch rhni chahiay
                      • #12 Collapse

                        Khwab dedkhna aik achi baat hai kiunke jab ham khwab dekhtay hain ameer honay ke ya kamyab trader bannay ke tu phir ham apnay khwab ko poora karnay ke lie mehnat kartay hain aur phir us mehnat ke nateejay main ham khud bhi aik achay forex trader ban jatay hain. I really like watching day dreams.
                        • #13 Collapse

                          اصل پيغام ارسال کردہ از: ibrahimbilal پيغام ديکھيے
                          Dreams ki value specially in forex
                          Dear friends humaray dreams ki bohat value hoti hay jahan pe b hum apnay jazbaat k saath unko samnay rakhain jab hum dream le kar forex mei ay gay aur mind mei rakhay gay hum ne success leni hay uskay lye mehnat ki jay then ap result dekhen gay success humaray saath hogi.
                          Ap log apna opinion den
                          bhai main aapke paas hai bilkul agree nahi karta hoon Ke Hum Agar dreams ko Lekar Chale Ayenge Forex trading mein to confirm hai ki Humara loss Ho Jaye qk Jab Hum Apne friends ko trading may involve kar lete hain SO Hamare Jazbaat't be involved ho Jate Hain aur jazbaat mai kiye mein Aksar faisly galat sabit Hote Hain
                          • #14 Collapse

                            han dear bilkul jab tak humare dream he ni hongay tab tak hum mehnat he ni krengay sahe wali us k lia es lia hume chahe k hum apnay aim or dreams lekr trading krain k humne trading se apna wo dream poora krna hai jo hum real life ki jobs se ni kr pate hain
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              ap ne thek kaha har insan k kuch na kuch dreams hoty hain k main forex sy earn kr k apne dreams ko pura har insan chahta hai k wo successful insan bane or har ak banda apne dreams ko pura kr na chahta hai is liya forex trading kr ta hai pr har cheaz main time laga ta hai or app ki mahnat b hoti hai apne dreams ko pura kr ne k liya dreams pura kr ne k liya ap ko boht mahnat kr ne hoti hai mahnat k bagiar koi kam nhi hota na he koi dream pura hota hai is liya trading ko achy sy kry mahnat sy to sary dream pury ho gy.

                              اب آن لائن

                              avatar Ayeza
                              avatar Sno
                              avatar Fahad5
                              avatar Iqra5
                              Working...
                              X