beginners ko forex ki theory aur practical mein sey kis py ziada focus krna chahiey
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    beginners ko forex ki theory aur practical mein sey kis py ziada focus krna chahiey
    respected members mera aap sb sey ye sawal hy k jo log forex ko newly join krty hain to un k liey theory aur practical mein sey kis py ziada focus krna ziada faidy mand hy
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Dear brother aap jab bhi kisi business ko start karna ho to sab say peh lay us ki how know ka pata hona chahiye bilkul isi tarha forex business main bhi main cheez analysis hote hein un ka pata hona chahiye dosara demo account pe practice lazmi kari chahiye ta kay us pe hamin aboor hasil ho saky..
    THKS
    • #3 Collapse

      Yes of course forex trading aap ko pata hona chiay kay Jo beginner traders hai Matlab Ki Jo new Qamar Hain Forex trading mein unko chahiye ke Woh Jab Bhi Apne instaforex bonus account se trading karne lage Tu sabse pahle analysis read karne agar aapne analysis Akshay Karenge toh aapko bonus account mein Los kaam Hoga Aur newcomers Ke Liye Mera Ye Mashwara hai ki wo Apne instaforex bonus account ke upar Hamesha small lot size use kare
      • #4 Collapse

        Dear brothers, I think new users k lea dono lazmi hn.. new users ko chaheay k woh forex ki theory ko bi samjhen and sath sath demo account pa practise bi karen..agr wo dono pa focus karain gay to jald hi earn kr saken gay..
        • #5 Collapse

          Dear hamre liye forex sab se bhra business hai is main hume zada kam krna chaiye zada time is ko dena chaiye ye hamre liye acha business hai hume is main menat k sath kam krna chaiye
          • #6 Collapse

            bhai g jab bhi koi shakhs forex join krny ka irada krta hy to pehly woh forex ki basics ko parhta hy matlb pehly basic theory seekhta hy aur usky baad demo account mein practice kr k forex trading ki practice krty huye isky practical py aboor hasil krta hy is hisaab sey dono cheezein zroori hain magr pehly theory aur baad mein practical
            • #7 Collapse

              agar humara trading main acha experince ho ga to hum market main bohat achi earning kar sakty hay bina forex trading kay experince kay hum market main theak say earning nahi kar sakty aur humay pata nahi hota keh market main konsi side main trade kar kay achi earning kar sakty hay aur safe trading karaisay hoti hay
              • #8 Collapse

                jahan tak muje lagta hi tu forex ke business main learning or experience most important hai es liye theory ko learning kren or demo account per zida se zida partice kren kun ke jab ap log trading ke business main zida se zida time date hain ap ko trading ki job main experience zida hota hai or ap log es job main good knowledge gain karte hain or success ke zida chance hote hain es tara se trading main
                • #9 Collapse

                  اصل پيغام ارسال کردہ از: qasimbaloch پيغام ديکھيے
                  respected members mera aap sb sey ye sawal hy k jo log forex ko newly join krty hain to un k liey theory aur practical mein sey kis py ziada focus krna ziada faidy mand hy
                  forex trading mian trade krny k liye new traders ko theory sy ziada practicle work pai dyhan daina chaye q k theory kuch or hoti hai or practicle work kuch or hai or practicle work learning k liye bohat he ziada acha hota hain
                  • #10 Collapse

                    Forex trading business mein new trader k liye theory mein basic knewledge aur demo account par practice zaroori hy kiok basic knewledge se ap forex trading business ko samjh saktay han aur demo account par practice kar k trading ka experience hasil kar saktay han is liye knewledge aur experience zaroori hy new trader k liye phr hi kaamyaab trader ban saktay han
                    • #11 Collapse

                      theory first hai or us k bad us theory ko practicle karne se hi seekha ja sakta hai.to bigners ko chahiye k woh experience ustaad k madad se trade kare or practicle anaylysis ki madad se tradfe kare.
                      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                      • #12 Collapse

                        Dear life main koi bhi kam karna ho tu os k liay sab se pehlay oska knowledge hona bht zarori hy jab apki pata hi ni hoga keh yeh kam hoga kesay tu ao osko achhy tareqay se kesay kar paen gay, aor trading main tu loss bhi involve hy tu is main knowledge 1st step hy 2nd practicle and then 2no sath sath chalty rahen gay , seekhen gay aor paractice karen gay.

                        اب آن لائن

                        Working...
                        X