Jaiza: Chart ki types.
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Jaiza: Chart ki types.
    Charts ka forex trading mein bohot important role ha because charts kay baghair correct analysis mumkin nahi ha. Charts 3 tarhan kay hotay hain; Bar Chart, Line Chart aur Candlestick Chart.
    Bar Chart:
    Click image for larger version

Name:	bar.png
Views:	1
Size:	181.1 کلوبائٹ
ID:	12461874
    Bar chart aik simple chart hota ha, jis mein open/close aur high/low ko vertical bars mein show kiya jata ha. Open price left side tick se show hoti ha aur close price right side tick se show hoti ha.
    Line Chart:
    Click image for larger version

Name:	Line.png
Views:	1
Size:	187.8 کلوبائٹ
ID:	12461875
    Line chart mein sari open/close prices aik forward moving line se show ki jati hain. Line chart trend find karnay ka acha zariya ho sakta ha.
    Candlestick Chart:
    Click image for larger version

Name:	candle.png
Views:	1
Size:	183.9 کلوبائٹ
ID:	12461876
    Candlestick chart sab se popular aur ziyada istemal honay wala chart ha kyun kay ye bohot si information show karta ha. Bar chart aur candleatick chart takreeban same hain lekin candleatick chart se analysis bar chart ki nisbat asaan hoti ha.
    Candle body:
    Click image for larger version

Name:	body1.png
Views:	1
Size:	8.4 کلوبائٹ
ID:	12461877
    White candle ka matlab ha kay is time period mein closing price, opening price se ziyada thi. Isi tarhan black candle ka matlab ha kay is time period mein closing price, opening price se kam thi.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    اصل پيغام ارسال کردہ از: Ehsan ullah khan پيغام ديکھيے
    Charts ka forex trading mein bohot important role ha because charts kay baghair correct analysis mumkin nahi ha. Charts 3 tarhan kay hotay hain; Bar Chart, Line Chart aur Candlestick Chart.
    Bar Chart:
    [ATTACH=CONFIG]3817[/ATTACH]
    Bar chart aik simple chart hota ha, jis mein open/close aur high/low ko vertical bars mein show kiya jata ha. Open price left side tick se show hoti ha aur close price right side tick se show hoti ha.
    Line Chart:
    [ATTACH=CONFIG]3818[/ATTACH]
    Line chart mein sari open/close prices aik forward moving line se show ki jati hain. Line chart trend find karnay ka acha zariya ho sakta ha.
    Candlestick Chart:
    [ATTACH=CONFIG]3819[/ATTACH]
    Candlestick chart sab se popular aur ziyada istemal honay wala chart ha kyun kay ye bohot si information show karta ha. Bar chart aur candleatick chart takreeban same hain lekin candleatick chart se analysis bar chart ki nisbat asaan hoti ha.
    Candle body:
    [ATTACH=CONFIG]3820[/ATTACH]
    White candle ka matlab ha kay is time period mein closing price, opening price se ziyada thi. Isi tarhan black candle ka matlab ha kay is time period mein closing price, opening price se kam thi.
    Dear aap bilkul theek kar rahe hain Chahat Ki wo SI exam hoti hai aur jitne bhi types aapne batayein hai woh charts mein hai SRK candlestick chart bar chart or Vivo se chart Hote Hain Hum Jis Se Chahat Se Bhi trading Karke Dekhe Hum aasani Se trade kar sakte hain
    FRD 07 TRADING JOURNAL
    • #3 Collapse

      Aapne ka chart Data Collection information Di Hai Jisko Hum use kar sakte hain aur Se Hamare mind may 1 standard develop ho sakta hai ki market kab kya kar rahi hai
       
      • #4 Collapse

        Forex trading main different kisam kay chart ko use karty huway trading ki jati hay en main 3 kisam kay chart hay jo use hoty hay
        Line Chart
        esmain chart aik line main show hota hay aur market ki movement ko ye line upar nechy ho kar show karti hay aur es chart ko agar hum use karty huway trade karna chahty hay to bohat sari strategies es chart par use ki ja sakti hay eski example nechy hay es trha ka chart hota hay
        Click image for larger version

Name:	line chart.jpg
Views:	4
Size:	27.6 کلوبائٹ
ID:	12318491
        Bar Chart
        bar chart bhi market main use hota hay es chart main alaq ala bar hoti hay jisko hum es chart main daikh sakty hay es trha ka hota hay es chart main bhi achi trading ki ja sakti hay
        Click image for larger version

Name:	baar chart.jpg
Views:	3
Size:	33.6 کلوبائٹ
ID:	12318492
        Candle Stick Chart
        Forex maket main sab say ziada use honay wala yahe chart hay es chart ko hum different kisam ki candle say daikh kar trade karty hay aur candle ki bohat sari aqsam hay
        Click image for larger version

Name:	candle chart.jpg
Views:	4
Size:	41.7 کلوبائٹ
ID:	12318493
        • #5 Collapse

          boht hi nice tareeqa sy ap ny chart ki types smjhaye hain aor trader ko in sb chart ki types ko trading main use karna hota hay aor yah important tools hain aor trader ko jo trading charts ki types use krna hoty hian in main line chart , bar chart , candle stick chart pattern yah boht ahm smjhy jaty hain aor trader jb line chart use krta hay to us ko line ki trah price ka up down chart frame main dakhny ko milta hay aor jb trader candle chart frame use krta hay aor is ko zoom krta hay to boht sari candles ki shkl nzar aty hian jo kah price movement ka pta rhi hoty hain aor in candle chart patterns ka trader zyada use karty hian aor in say market ko sahi trah sy analysis karnay main trader ko market kay right direction ko smjhna easy hota hay to maray mutabiq candle chart type ko use krna trader kay liay sahi hay
          • #6 Collapse

            MT4 ya MT5 main chart 3 trah ka hoty hai jo pahly ap dak chkay hai lkan sub say zyda use honay wala chart candle chart hai jo her trader use karta hai candle chart ka sub say barda fyda ya hai ka as ka zary hum market ko asni say analysis kar sakty hai humy candle ka up aur down ka pata chalta hai ka wo kas potion pay trande bana rahi hai aur hum nay kah say trade open karni hai lakn baki 2no chart say hum dak kar trade to kar sakty hai lakn un ko analysis ka tor pay use nai kar sakty.
            • #7 Collapse

              yes market me company kenya yeah types for kidney working karne ke liye aapko song level provide karte hain aapko achha wala analysis provide Karte Hain Jis Se aap ko kaam karne mein bahut jyada help mil sakti hai aur aap ka kaam achha se manage ho sakta hai isliye sanitizers se aap Paisa bhi kar sakte hain Sab Ka Kaam bahut jaldi ke saath ho sakta hai yahan se isri movement hoti hai
                 
              • #8 Collapse

                buht achi thread bhai jaan shukariya
                • #9 Collapse

                  thanks ap nay chart kay baray me bohaat achi information share ki ha
                  me kuch apna experience share karnay laga ho
                  2 kisam kay chart jo sub se zada forex me use hotay hain or jo chart use kar kay me profit earn kar raha ho
                  wo candlestick chart or heikin ashi chart hain
                  candlestick chart har trader use karta ha ku kay yeh market ki daily movement ki calculation bohat wazay deta ha jis me market ki high low market kaha par open hui or market kaha par close hui
                  80% se zada profit able trader candlestic chart ko use kartay huey profit earn kartay hain
                  heikin ashi chart new trader kay liey aik bohat bara tool ha trading kay liey
                  new trader jub forex market me atay hain to un ko pata hi nehi hota ha entry kaha par lay or sl kaha par rekhay heikin ashi chart me entry level sl or tp bohat achay hotay hain
                  • #10 Collapse

                    yahan par agar ap yahan market may chart ka jaiza layen gay tu ap ko yahan apr buaht say yahan par kaam karnay k lye chart avilable milye gay jis say ap buaht zayda fadia b utha skty han or ap k working karnay may buaht zayda support mill skti hah is mamy say
                    • #11 Collapse

                      Traders ko ye to knowledge ho ga key MT 4 terminal key chart 3 types key hoty hey jes me Bar chart, line chart, aur candle stick chart, me samjta hon aur mera expernice be hay key sab se zeyda powerful aur popular candle stick chart pattern hay jes ko traders asani se market key condition ka andaza laga sakty hey, market jesy hi changing position me ajati hay candles ko samjny waly traders alert ho jaty hey aur apni strategy se trades ko right market trend key mutabeq apny orders open kar key profit earn kar sakty hey.
                      • #12 Collapse

                        اصل پيغام ارسال کردہ از: Ehsan ullah khan پيغام ديکھيے
                        Charts ka forex trading mein bohot important role ha because charts kay baghair correct analysis mumkin nahi ha. Charts 3 tarhan kay hotay hain; Bar Chart, Line Chart aur Candlestick Chart.
                        Bar Chart:
                        [ATTACH=CONFIG]3817[/ATTACH]
                        Bar chart aik simple chart hota ha, jis mein open/close aur high/low ko vertical bars mein show kiya jata ha. Open price left side tick se show hoti ha aur close price right side tick se show hoti ha.
                        Line Chart:
                        [ATTACH=CONFIG]3818[/ATTACH]
                        Line chart mein sari open/close prices aik forward moving line se show ki jati hain. Line chart trend find karnay ka acha zariya ho sakta ha.
                        Candlestick Chart:
                        [ATTACH=CONFIG]3819[/ATTACH]
                        Candlestick chart sab se popular aur ziyada istemal honay wala chart ha kyun kay ye bohot si information show karta ha. Bar chart aur candleatick chart takreeban same hain lekin candleatick chart se analysis bar chart ki nisbat asaan hoti ha.
                        Candle body:
                        [ATTACH=CONFIG]3820[/ATTACH]
                        White candle ka matlab ha kay is time period mein closing price, opening price se ziyada thi. Isi tarhan black candle ka matlab ha kay is time period mein closing price, opening price se kam thi.
                        My dear friend AP ny bhot hi acha question poucha ha Mary khayal ma AP ki bath stuff bilkol agree with you Get him log mhnat krty h to isi soorat him log acha profit hasil KR skty ha him logo ko sirf or sirf zayada mhnat krna hoti ha jtni zayada mhnat itna zayada profit
                        • #13 Collapse

                          Market ko running karne ke liye iska technical analysis nikalne ke liye Nitin Jadhav market ko information Wala 11 chalenge Aapka kaam karna aapko information Ke Sath Sath Hai skills ko Milenge Jise aap long time ke liye working bhi kar Payenge aur aap ko kaam bhi manage karna padega jitni Jyada Bijapur management Karenge aapko yahan se income sources bhi aapko itne Jyada speed Ke Sath Ho Jayenge kaam ho jayega
                           
                          • #14 Collapse

                            Re: Jaiza: Chart ki types.

                            اصل پيغام ارسال کردہ از: Ehsan ullah khan پيغام ديکھيے
                            Charts ka forex trading mein bohot important role ha because charts kay baghair correct analysis mumkin nahi ha. Charts 3 tarhan kay hotay hain; Bar Chart, Line Chart aur Candlestick Chart.
                            Bar Chart:
                            [ATTACH=CONFIG]3817[/ATTACH]
                            Bar chart aik simple chart hota ha, jis mein open/close aur high/low ko vertical bars mein show kiya jata ha. Open price left side tick se show hoti ha aur close price right side tick se show hoti ha.
                            Line Chart:
                            [ATTACH=CONFIG]3818[/ATTACH]
                            Line chart mein sari open/close prices aik forward moving line se show ki jati hain. Line chart trend find karnay ka acha zariya ho sakta ha.
                            Candlestick Chart:
                            [ATTACH=CONFIG]3819[/ATTACH]
                            Candlestick chart sab se popular aur ziyada istemal honay wala chart ha kyun kay ye bohot si information show karta ha. Bar chart aur candleatick chart takreeban same hain lekin candleatick chart se analysis bar chart ki nisbat asaan hoti ha.
                            Candle body:
                            [ATTACH=CONFIG]3820[/ATTACH]
                            White candle ka matlab ha kay is time period mein closing price, opening price se ziyada thi. Isi tarhan black candle ka matlab ha kay is time period mein closing price, opening price se kam thi.
                            Assalamualaikum bhai jaan aap ki post nai Aane Wale Sab members ke liye bahut hi faydemand sabit ho sakti hai Agar Dekhe Hain toh unko itne market to understand karne ke liye Kafi accha knowledge maujood hai aur Main Toh unko Yehi Mashwara Doonga keva Jab Bhi Forex tatco read karen to candlestick pattern par he read Karen Kyunki yeh ek easy Tarika Hai market ki movement ko understand karne ka waqya donon patterns Mein Kafi Mushkil ho jata hai analyse karna
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Jaiza: Chart ki types.

                              dear aap bilkul theek kar rahe hain Chahat Ki wo SI examination hoti hai aur jitne bhi types aapne batayein hai woh charts mein hai SRK candlestick chart bar chart or Vivo se chart Hote Hain Hum Jis Se Chahat Se Bhi trading Karke Dekhe Hum aasani Se change kar sakte hain

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X