Kon sa indicator sab say zeada profitable hai?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Kon sa indicator sab say zeada profitable hai?
    Dosto forex main mt4 k andar kafi indicators hain jin main mery leay to chand aik indicators hain jin ko main apny her chart main use kerta hon our wo mery leay profitable sabit hoty hain jin main aik RSI hai our sath main moving averages ko trend find kernay k leay use kerta hoon jis main 10 ya 20 k EMA and simple moving average main 30 50 our 100 ko use kerta hon jin say app ko market ki average move ka idea ho jata hai our us tarha trading ko apny leay easy banata hoon app bhe apny indicator share krean
    منسلک شدہ فائلیں
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Forex marklet mai jo bhe indicators use hotay hai tou wo sub indicators achay hai. Agr ap en indicators kay sath apni strategy ko bhe attached kray tou phr ap forex market say acha profit earn kr sakty ho. Jis say ap ki earning bhe increase ho gy. Ap indicators ko bhe samjh sakty ho.
    • #3 Collapse

      sab say best indicator moving average hae q k yr price action k bary men clear batata hae aur ye use karny men b bahot simple hae aur isky ilawa ye bahot ziada femous b hae aur iska sab say barra faida ye hae k aap ik hi chart py 2,3 akathi moving average use kar sakty ho aur mukhtalif pera meters k sath.
      • #4 Collapse

        dear kesi be indicator ko without demo account me test key ham es ko profitable nahi keh sakty hey, indicator koi be ho agar demo account me app ko profit de raha ho to app usi ko hi best aur profitable samaj sakty hey.
        • #5 Collapse

          koi bhi indicator sabse Jyada profitable nahi hai aap ko pata hona chahiye Forex trading Yeh Kaisa business hai jis mein profit Hasil karne ke liye kaafi Jyada mehnat Karne karti hai aap ko pata hona chahiye jaldi analysis Karenge aur aapke analysis Agar se Jaate Hain toh aap ko profit achha hogaaapne Jo gbpusd ka signal Diya Hai yeah moving average Ki Desh Ke Upar Diya Hai moving average 10 or moving average 28 may intersect kar chuki hai isliye Aap Ne Yeh signal diya hai aur is signal Kesari Hum Apne bonus account ke upar trading Karke kar sakte hain
          • #6 Collapse

            AOA guys i am so happy because mera account verify ho gya hai achnk mgy pata b nnhi chala aj dekha ik mail ai hui thi us ko open kia tu acc verifiesd tha baqi jhan tk rhi bat indicators ki tu mgy is k bary main koi ilm nhi kiun k main indicators py bleav nhi krta ar na main use krta hun
            • #7 Collapse

              slaam to all members. dear mah phlay ya indicator use krta tha lakin muga is sa koi acha result nahi mil pyia ab mah kush custmized indicator use krta hun jo moving average market trend ka signal da deta hain muga lines ko study nahi krna parta mah apna indicators sa mutmeen hon kyn ka mah picha 1 saal sa use kr raha hun ur muga loss nahi howa thanks for sharing indicator ki malomat share knra ka sukryia...
              • #8 Collapse

                Bhai mt4 mein kafi indicators hain aur jo sahe sy graph ko samjhty hain wo kafi kuch gain kar lety hain mai moving average check karta hon aur uska trend check karta hon aur wo bhee H4 py tou us sy sab pata chal jata hy aur mai kafi earn bhee kar raha hon es tareqy sy
                • #9 Collapse

                  اصل پيغام ارسال کردہ از: Pakpips پيغام ديکھيے
                  Dosto forex main mt4 k andar kafi indicators hain jin main mery leay to chand aik indicators hain jin ko main apny her chart main use kerta hon our wo mery leay profitable sabit hoty hain jin main aik RSI hai our sath main moving averages ko trend find kernay k leay use kerta hoon jis main 10 ya 20 k EMA and simple moving average main 30 50 our 100 ko use kerta hon jin say app ko market ki average move ka idea ho jata hai our us tarha trading ko apny leay easy banata hoon app bhe apny indicator share krean
                  Bhai yeh bat apki bilku such hy k mt4 mai bohat sary indicators hain par hum mai sy bohat sary mery jaisy aisy bhi hain jinko inka ilam tak nahi hy waisy mai apni trade k liye chart ko read karta hu aur trade karta hu
                  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                  • #10 Collapse

                    Abhe tak ma indicator k bary mn seeekh raha hun member ko chahye k wo pehly knowledge gain kary phr demo account pay zaida sy zaida practice kary os k bad real trading kary

                    اب آن لائن

                    Working...
                    X