Patients give us profit and greed humean loss dita hai
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Patients give us profit and greed humean loss dita hai
    Forex main ye real fact hai k us main jo bhe trader patients k sath kaam kerta hai to us k leay profit hai our wo happy life guzarta hai koin k us ko pata hota hai k forex main kafi opportunities ati hain our wo sabar karey ga to us ka reward acha hai but dosare side pay aik trader greed k sath trade kerta hai to us ko loss hota hai our ye trader k leay boht painful hota hia to us ko samjhain our amal krean
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    G haan bilkul aapne sahe kaha hay. K agar aap zayda lalach karo gy aur sabar se kaam nahi lo gy to jo aap lalach wali decisions lety hain un pe hamesha ya most of time ap ko huge loss hoy ga. Esi ly lalach ko buri bala kaha gaya ha. Sabar se apni strategy pe kaam karin to aap ko zaroor profit bhe hoga.
    • #3 Collapse

      je miss i am agree with you asa he hota hai jo insan sabar se trading krta hai wo 1 din bht he unnchay makaam par pahaunch jata hai bus sari baat humare soch or samjh ki hai k hum sabar wale trader bante hain ya phir lalchi trader bante hain agar lalchi trader bante hain to hum apna account washout he krwate rahengay
      • #4 Collapse

        Forex business mai patient ho kr trade krna say hum durast ****la kr sakty hai. Kyu k forex market mai trend aur es ki movement ko under stand krna bohat zaroori hai. Tou es kay bad hum forex market mai trade kr sakty hai. Forex market mai trader ko patient asur emotion ko control kr kay trade krna hai.
        • #5 Collapse

          g han ap ki bat bilkul thik hai k patient sabar hamsha hamen trading mn profit daita hai q k jb bhe ham koi trade patient tahmal sy market analysis aor market trend k mutabiq lagain gy tu us sy hamen profit he earn hoga lakin ager ham trading mn greed aor lalach sy trade kren aor market ko achi tarh analysis ni kren aor markt trendko smjhy bagair greed krty hoy trade krrn gy tu hamen hamsha loss he hoga as liay greed sy hamsha avoide kren .
          • #6 Collapse

            yes bro iss baat men koe shak b ni hae k patien hamen lalich say bachata hae aur jald bazi aur ziada naffa ki lalich say loss hi hota hae aur isky ilawa jitna ham aram aur samjhdari say trading karren gy to utna hamen ziada naffa aey ga aur loss say bachy rahen gy.
            • #7 Collapse

              Yes of course patience say hamain zada profit hota hai laikin hamai greed say kafi zada nuksan ho jata hai. Aap ko pata hona chiay kay forex trading main jab tak hamaray annaylis achay nahi hun gay tab tab ham acha trade nahi kar saktay is liay agar koi trade profit main jay to ussay profit main rainay dia jay laikin agar market aap kay lain kay profit main ni ati to phir stop loss zaroor use karain is tara aap ko kafi acha profit hasil ho ga.
              • #8 Collapse

                Bhai apki bat sy quite agree he n sabar ka ohal metha hita hai aor besabri ma ap ghalat faisla kr hai is leay apko chye ky achi planning kren strategy bnail confirm trade lgain confidence sy wait kren aor market ky analysis na global update laxni rakhen
                • #9 Collapse

                  WHy not sister forex main humena patients acha profit dite hai our jo jald bazi kerty hain to wo himean loss dite hai humean greed ko must control kerna ho ga pher he us forex main hum acha profit earn ker pain gay nahe to greed humery accounts ko zero kernay main important role play kerti hai
                  • #10 Collapse

                    Yes bro forex main jo banda patients say kam laita hai wo hmesha successful hota hai greedy insan kabi bhi forex main earn nahi kar sakta aur hamesha loss karta hai is say bachna chahiye agar ap forex main kamyab hona chahty hain to apko sabar say kam lena hoga aur mehnat karni hogi tabi ap profit earn kar kay achi life guzar sakty hain
                    • #11 Collapse

                      forex trdaing main jub hum trdaing karty hain tu hmain saber k sath trdaing karni cahhye q k jub hum saber karty hain tu hmain es ka faida hota hai or jub hum trdaing main llach karty hain tu hmari trdaing hmain koi eraning nahi deti or hmari trdaing main loss hota rahat hai or hmary pass jo hota hai wo bhi hmary pass nahi rahata hai
                      • #12 Collapse

                        Dear friends, forex main hamain patience ka muzahara karna chaheay and greed se bachna chaheay...agar ham patience show karain gay to loss k chances kam hn gay..esi tarah agar ham lalach karain gay to profit bi loss main change ho skta ha..
                        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                        • #13 Collapse

                          Bro ap ny bilkul thek kaha hai forex trading main acha profit earn karnay k liye patience zaruri hai..new traders ziyada earning ki lalach main lot size account ki worth sy ziyada use karty hain jis ka wja sy un ka ziyada loss ho jata hai ya account wash ho jata hai..

                          اب آن لائن

                          Working...
                          X